3 way become better trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 way become better trader
    1 trading plan



    aik trading plan hey or khod ko s trading plan par amal karnay wala banana hey josh o kharsh boring hey mayos ken bhe ho sakta hey asal nazam o zabat ko kaim karna asan bana dayta hey zyada tar new trader aik plan teyar karen gay serf aglay 2 deno mein esay reject karnay kay ley kunkeh es planning kay bad kuch bhe darust nahe hota hey

    anton ke jablat or rad e amal shayd trader ko darpaish risk ko increase kartay hein hum nay humen risk ko door karnay kay ley en jabalton ko follow karnay kay ley teyar kea hey laken jadeed dor ke market mein drown ka mahol nahe hey jes kay ley ap ke baka or jabalton ka ehtaram kea jata hey belkul wazah tor par market risky ho sakte hey laken woh paishan goi say door hein laken action es tarah kay risky ko taswor bana saktay hein
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	9
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12557561



    risk management



    trading aik risky business hey or forex market ke koi guarantee nahe hote hey es ley hamesha positive risk o reward ko kaim karna chihay sab say pehlay trading plan banaya jay phir es par amal kea jay humen forex market mein knowledge hasell karna chihay mkamal tor par phir entry laytay hein ager sell ka order hey stop loss recently swing high par rakha jay ager buy ka order ho to stop loss recently swing low par stop loss set karna chihay



    track your result



    kese paish radt ka analysis kay ley trading ko bohut he assan denominator par obala ja sakta hey laken os trader kay ley jo abhi tak paish raft na kar saka ho kun keh woh en tarz e amal ko nahe jantay hein jo en ko profitable banatay hein
    trading Journal ko samajhna or es paish raft ko track karnay kay ley bohut he madad gar sabet ho sakta hey yeh trader ko daikhnay kay ley tanqede analysis ka estamal kar saktay hein maze mein es ko samjhnay kay ley kea kam kea hey ya nahe trade close karnay par wapes jain es bat ko daikhen keh position close karen ya nahe
    buy ke position kay ley apnay trading plan kay sath trade laynay ke wajah lekhen ya apnay stop ko motakel karnay ya position mein ya es say bahar paimana karnay kay ley kahan ja rahay hein
    trade close karnay kay bad wapes jain r break karen keh trading market kea kar rehe hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 3 way become better trader

    MACD indicator:

    M a c d ek leg leading indicator hai aur yah ek momentum indicator Hai is indicator se ham market ke bahut hi acchi tarike se aur bahut aasani ke sath analysis kar sakte hain is indicator mein hamen do moving average bhi mil jaate Hain aur iske alava AC indicator mein hamen histogram bhi mil jata Hai jiski vajah se market mein analysis karna kafi aasan ho jata hai bahut se purane traders indicator ko istemal karte hain kyunki vah log indicator se kafi experience le chuki hote hain aur yah indicator trading mein kafi madad deta hai.

    MacD crossover strategy:

    MacD indicator mein hamen to moving average indicator bhi mil jaate Hain jinse ham market ke bahut acche analysis kar lete hain Jab ine 2 moving average Ka aapas mein crossover hota hai to tab ham market mein position lete hain kyunki Jab bhi market mein moving average ka cross over hota hai aur iske sath sath Jab ham candle stick ke analysis kar rahe hote hain to tab hamen maarpeet mein bahut hi acchi entry mil jaati hai aur ham market mein bahut hi successful trading kar sakte hain kyunki Jab market mein top level per cross over hota Hai to ham sel ki trade lete hain aur jab market mein bottom level per cross over hota Hai to ham bye ki trade Lete Hain Is Tarah se ham bahut hi acchi aur profitable trading kar lete hain.




    Importance of macd indicator strategy:

    Agar ham MacD indicator ko acche tarike se samajh lete hain aur agar ham rojana practis karte Hain to ham iska kafi achcha experience le sakte hain aur isko apni strateg banaa sakte hain aur ise ham kafi achcha fayda utha sakte hain yah hamari trading mein bahut hi important hota hai isliye hamen isko samajhna chahie kyunki Jab hamari strateg acchi hogi to tab bhi hamen profit milega aur agar hamari strategy acchi Nahin Hoti Hai to fir hamen profit bhi nahin mil sakta hai isliye hamen apni Seth ji ko behtar banana bahut jaruri hai kyunki jitni strategy powerful hogi utane hi profit milane ke chances honge.

    MACD Indicator Trend Calculation aur Crossover


    Khas tawar par, MACD indicator do moving averages k darmeyan shumar-shuda (calculated) faraq hai, aur aksar is ko base line k tawar par zero vlaue k sath histogram k tawar par dekhaya jata hai. Albata MACD indicator k value ko lines k tawar par ya us ka majmoa dekha ja sakta hai.
    MACD indicator sab se sust (slow) indicator hai. Kuch traders kisi bhi line crossover ko as a signal dekhte hen aur market me buy ya sell ki entry karte hen, lekin trend traders hamesha trend line crossover ko zero k ubor hone ka intezar karte hen.
    Wo traders jo signal ki aur confirmation ka intezar karte hen wo zero line k zarye histogram k crossover ko trading signal samajhte hen. Taham kuch traders moving averages k lines ko jab histogram k direction me dekhte hen, ye histogram k crossover ko zero pe, to wo market me entry karte hen.
    Jab bhi MACD indicator ki 12-EMA line 26-EMA line k uper gurazarti hai to ye musbat value ya bullish trend ka signal de rahi hoti hai. Lekin agar 12-EMA line 26-EMA line k nechay se cross karti hai to ye negative value ya bearish signal genrate karta hai.
    MACD indicator jitna ziada apne base line se ziada door ( above ya below) hoga, to utna hi dono EMAs k darmeyan faisla barta jayega.
    False signal ko rokhne k leye zarori hai k trend crossover pe direct buy ya sell ki entry na karen, MACD indicator ka istemal dosre indicator jese RSI indicator k sath kia jana chaheye, is se false signal me kami ati hai. Signal conffirmation k leyey price action ka intezar karen aur candles ka baghawar mutalea karren. Jitna hum market me late entry karengy utna hi ye indicator humen faida dega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: 3 way become better trader

      Bearish engulfing candlestick pattern main aik bearish candle, current market k bullish trend ki akhari candle par upper side se attack karke ussi k lower side se below close hoti hai, jiss se market main bullish trend ka khatma ho jata hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k qeematon ko upward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k open pehli candle se above gap main hoti hai, lekin close pehli candle k k open point se below hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle ko taqreeban mukamal tawar par apne andar gher leti hai, jo ko engulfing kaha jata hai. Bearish engulfing candlestick pattern ka opposite side ya top price par "bullish engulfing candlestick pattern" banta hai, jo k aik bullish trend reversal pattern hai.



      Pattern ki Pehchan k Rules


      1. Bearish Engulfing pattern chonkeh aik bearish trend reversal pattern hai, is waja se qeematon ka pehle se upward, bullish trend ya high price area me hona zarori hai.
      2. Pehli (1st) candle white hona zarori hai, ye aik normal ya bari size me hoti hai, jo k market k current trend ki akasi karti hai.
      3. Dosri candle (2nd) candle ka black hona zarori hai, jis ki opening position white candle k close position se above gap me hona chaheye aur closing position white candle k real body se below close hona chaheye, yani white candle ki pori real body black candle ki real body me sama jayegi (black candle white candle ki real body ko apne under engulf karegi).
      4. Candles ki shadow ya wick ki koi ahmeyat nahi hai, lekin colour ki importance hai.
      5. Pattern bearish harami pattern k opposite hososeyat rakhti hai, jab k dono patterns same trend reversal k leye istemal hote hen.





      Pattern ki Tafseel


      Bearish engulfing candlestick pattern two days candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jo k ulta "Bullish Harami Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern high prices par ban kar same bearish trend reversal pattern ki tarah prices k bullish trend k khatme ka bahis banta hai. Pattern ki pehli candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss ko aik bearish candle follow karti hai. bullish candle bearish candle k above par gap main open ho kar ussi k below close hoti hai. Second candle ki closing point pehli candle k opening point se below lazmi hona chaheye, warna agar ye closing point pehli candle k real body main hoti hai, to ye aik Dark Cloud Cover Pattern ban jayega.



      Pattern par Trading ka Amal


      Bearish engulfing candlestick pattern sellers ki achanak market main pressure ki waja se banta hai, jiss se market main buyers ki dabao ka khatma karke prices k top ko bearish trend main badal deta hai. Bearish engulfing candlestick pattern par trading se pehle aik confirmation black candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par sellers market main sell ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad white candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai. Stop loss k leye pattern ka sab se high position muntakhib karen, jo k dosri candle ka upper banega, se two pips above select karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X