Important information about "Bullish Reversal Candlestick Pattern"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about "Bullish Reversal Candlestick Pattern"
    Bullish Reversal Candlestick

    Bullish reversal candlestick pattern bottom ya low prices ko upward momentum main badalti hai, jiss se prices ka direction bearish ki bajaye bullish hota hai. Ye candlestick single candle pattern se le kar chaar tak ya uss se bhi ziada candles par mushtamil hota hai. Bullish reversal pattern main confirmation ka hona zarori hota hai, q k bagher trend confirmation k iss pattern par trading karna riski ho sakta hai. Price chart par single candles se le kar mukhtalif candles k bullish reversal pattern darjazzel tarah se hote hen;

    Click image for larger version

Name:	images (539).jpeg
Views:	2
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12557547

    Single Bullish Candlestick Pattern


    Single candlestick pattern me sirf aik candle hoti hai, jo k low prices area ya bearish trends k baad prices ko bullish trend reversal main badalte hen. Ye candles mukhtalif formation ki ho sakte hen, jiss me doji, bearish aur bullish candles shamil hen. Doji candles me dragonfly doji candle, star doji candle at the bottom, jab k bearish aur bullish candles me hammer candle, inverted hammer candle aur Spinning top at the bottom candles shamil hen.

    Bullish Double Candle Trend Reversal Pattern


    Double candles bullish trend reversal pattern main wo pattern shamil hen jis main do candles prices k bottom ya bearish trend me bante hen. Ye pattern sab se ziada istemal hone wale hote hen, q k ye tadad me bhi ziada hote hen. Double candles bullish trend reversal patterns me, bullish harami, bullish engulfing, meeting line pattern, Belt-Hold line pattern, Homing pigeon waghera pattern shamil hen.

    Triple Bullish Trend Reversal Pattern


    Triple bullish trend reversal pattern main teen candles bearish trend k baad ya low prices area main bante hen. In patterns me three Inside Up pattern, three white soldier candlestick pattern, three outside-up candlestick pattern waghera shamil hen.

    Four Bullish Trend Reversal Pattern


    Four bullish trend reversal pattern main wo pattern shamil hen, jo prices k bullish trend reversal k leye low prices me ya bearish trend k baad chaar candles k patterns hote hen. In patterns tower bottom candlestick pattern, bullish three line strike pattern, Concealing baby swallow candlestick pattern waghera shamil hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information about &quot;Bullish Reversal Candlestick Pattern&quot;

    Assalamu alaikum dear friend ummid karta Hoon aur aap market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen achcha kam karne ke liye acchi mehnat ki jarurat Hoti hai Ham jitna jyada market ko time denge hamen utna hi fayda hi milega hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko dekhkar kam karte rahana important hai jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte Ham ismein aasani se achcha kam karenge to hamen kamyabi milegi hamesha Jo log technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte hain bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi hamen shamil ke Sath milati hai.

    Bullish reversal candlestick pattern

    Market mein Ham achcha kam karenge to hamen kamyabi milegi bullish reversal candlesick pattern ki baat karen to yah ek bahut hi achcha pattern ha Ham market mein jitna achcha kam karenge utani Hi aasani se Ham kamyabi ho sakte hain Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte hain vahi kamyab ho sakte hain kamyabi hamen ismein knowledge Lene se milati hai market mein job break out aata hai to market mein Kafi jyada change aata hai aur iski vajah se market mein Kafi jyada move hoti hai jisko samjhana namumkin hota hai market ko samajhne ke liye hamen achcha kam karna hota hai market ko de diya achcha time Dena hota hai bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi hamesha hamen knowledge se milati hai knowledge lekar kam Karen to aasani Hogi kam karne mein

    Click image for larger version

Name:	download (16).png
Views:	5
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12421080

    Market trading

    Jaisa ki hamen pata hai ki market mein hamen sabaro tamal ke sath kam karna hota hai agar ham ismein achcha Kam Nahin karenge to hamen kamyabi Nahin milegi agar Ham ismein jaldbaji karenge to tab bhi Ham market se kamyab Nahin ho sakte jaisa ki aap log jante Hain ki market mein kamyab hone ke liye hamen market ke experience aur knowledge ke bare mein Idea hona lajmi hai Ham work achcha karenge to hamen kamyabi milegi daily hamen ismein analysis ko follow karke kam karna hota hai indicator ko dekhkar kam karna hota hai to Ham market se Kafi achcha fayda utha sakte hain market mein jo log without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha hamen acche work aur acche experience ke Sath milati hai hamen ismein samajh ke kam karna important hai.

    Click image for larger version

Name:	16ef24509adb6f2826c4e508a08f106e.jpg
Views:	1
Size:	94.8 کلوبائٹ
ID:	12421081

    Planning important hai planning Ham jitni acchi karenge hamen kamyabi milegi jaisa ki aap log jante Hain ki trader ko ismein discussion Karke kam karna hota hai Ham knowledge ko jitna jyada use karenge hamen market se utna hi jyada fayda bhi milega aur aasani se Ham market se apna prophet nikal sakte hain without knowledge ke Ham kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha mein acche bar aur acche experience ke Sath milati hai
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X