AOA
INTRODUCTION
Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahe hain Khush rahen aur mehfooz Rahe aaj topic per main aapse apni knowledge ko share karna chahta hun vah Hai morning star candle stick pattern yah pattern trading chart per Ham kaise find out karte hain aur yah Kya Kam karte hain aur ise Ham apni trade ko kaise profit table banaa sakte hain aaj Ham isko read or understand karne ki koshish karenge
DETAILS OF MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN
Morning star cantastic pattern in bullish reversal candistic pattern hai jo hamen batata hai ki market mein down trend ka end hone wale hain aur bullish trend Shuru hone wala hai yah pattern down trend ke bottom per banta hai aur yah hamen informed karta hai ki down trend khatm hone wala hai
FORMATION OF MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN
Morning star candlestick pattern three candles per muzamil hota hai is pattern ki candles Is Tarah banti Hain
1# is pattern ki pahli candle ek bearish candle hoti hai
2# is pattern ki second candle ek small candle hoti hai jo bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai
3# is pattern ki third candle ek bullish candle hoti hai jo pattern ki direction ke bare mein batati hai morning star candlestick pattern downward trend ke bad banta hai aur upward trend ko start karta hai isliye is pattern ko reversal pattern bhi kaha jata hai
TRADING TRAGEDY
Morning star candle stick pattern ko traders analys karte hain aur FIR trend ke reversal ki confirmation ke liye technical indicator ko use karte hain
For example Bollinger band jis Tarah ham read kar chuke hain ki yah pattern down trend se start hota hai jo end ho jata hai aur uske bad up trend start ho jata hai Bollinger band ko use karte ho hue traders Bollinger band ke niche morning star banne ke bad open kar sakte hain hamen Bollinger band ke niche morning star najar aata Hai
RSI INDICATOR
Jab market 30% tak RSI mein jaati Hai To hamen morning star pattern banta najar a jata hai agar aap isko chart mein dekh sakte hain jis Tarah aapko maloom Hai ki yah ek reversal pattern hai aur koi bhi trader visual pattern per purely trading nahin kar sakta jab market morning star volume ya dusre technical indicator jaise ki support level ki vajah se dobara aap train mein wapas aata hai to tu Hi hamen train ki confirmation ka signal provide hota Hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим