Assalamu alaikum Dear forex members,
Jab forex trading market ko aik makhsos (specific) currency k khareedne k leye tayar kia jata hai, to is ko bid price kaha jata hai. Is qeemat (price) pe trader currency pair k base currency ko beach (sell kar) sakta hai. Base quote k left side pe hoti hai. Misal k tawar par (for example), USD/CHF 1.4312/32 quote me, bid price 1.4312 hai, is ka matlab hai k app aik American dollar (USD) ko 1.4312 Swiss Francs (CHF) me ferokht kar sakte hen.
Ask Price.
Dear FriendsBid price k bar-aks Ask price me forex trading market ko aik makhsos currency k ferokht karne k leye tayar kia jata hai. Ask price ko "offer price" bhi kaha jata hai. Is qeemat (price) par tajir (trader) base currency khareedta (buy karta) hai. Is qoute k dayen (right) taraf dekhaya jata hai. Misal k tawar par, USD/CHF 1.4527/32 qoute me, ask price 1.4532 hai. Jis ka matlab hai k app 1.4532 Swiss Francs (CHF) me aik American dollar (USD) khareed (buy) kar sakte hen.
Bid-Ask Spread.
Dear Friends Bid price aur ask price k darmeyan faraq ko Spread kaha jata hai. Spreads ko financial market me pipsbme count kia jata hai. Agar aik currency jore USD/JPY ki bid qeemat 110.50 aur ask qeemat 110.75 hai to ye 50 aur 75 k darmeyan faraq (pips) ko spread kehte hen. Spreads dar-asal brokers ki commission hoti hai, jo wo apne clients se trading k sahulat k badle le rahe hote hen. Aam tawar par brokers apne clients ko pehle teen digits me radu-badal nahi karte. Bulke wo sirf last 2 digits ka hi hawala pesh karte hen k 50 aur 75, yani bid price 50 hai aur ask price 75. Aaj kal forex market me 5 digits ki sahulat bhi muhaya ki jati hai. Is waja se market me bid aur ask ki trade lagane se pehle is ko baghawar tajzeya zarori hai.
What Is Spread ?
Forex trading mein do currency ke ask price aur bid price ke darmiyan wale Fark ko spread kahate Hain.ask price main se jab bid price ko nfi keya jata hy aur jo baki bachta hay us ko spread kehty hain .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим