Levels of threshold in forex market...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Levels of threshold in forex market...
    Dear friends, forex main kai pairs main aisa hota hay kay inka recent high ya low hasil ho jata hay, laikin yeh tab he hota hay jab koi big event hua ho, sirf news ki base per he market main itni big movement nahi ati, jab market main kisi pair ka aisa high ya low point aa jaye jahan say market nay wapis hona ho to isko threshold kehtay hain

    Characteristics and effects of market threshold:


    Forex market main saray pairs reference kay baghair kabi bhi movement nahi kartay, market ki movement kay different level hotay hain, ham in levels ko follow kartay huay forex market main kisi bhi pair main trade open aur close karty hain jab market in levels ko break kartay huay apnay maximum level per ponchti hai to woh market ka threshold level hota hai jahan say further market ki movement possible nahi hoti wahan say market na har surat reverse movement karna hoti hay, Laikin is main hamain ye bhi daikhna chaiay kay ager market up jati hue threshold situation create kary to iski reversal ka hmain wait karna chaiay kiun kay ye yahan say reversal main to ati hay laikin itni jaldi reversal main nahi ati aur kuch arsa tak yahin per slow movement main rehti hay.

    Benifits for traders:

    Threshold aik perfect situation hoti hay jab ap market main enter ho saktay hain, aisi situation main apko bohot ziada profit ho sakta hay, ya totally apke analysis par depend kar rahi hoti hai jab aap market ko regularly visit kar rahi hoti hai to apko aisi surat mein yeh idea ho jata hai kay market ka yeh level hai is mein market further apni movement complete nahin kar sakti aur is ko har surat reversal trend mein ana hai lihaza is tarah aap baghair kisi fikar kay market main enter ho saktay hain aur profitable trading kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Levels of threshold in forex market...

    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko me Pakistan forex trading threshold candlestick patterns ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge ak or bat jo me apko btana chahta ho ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he to ham ak kamyab trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he

    اب آن لائن

    Working...
    X