Understand Bullish Concealing Baby Swallow Candlesticks Pattern in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Understand Bullish Concealing Baby Swallow Candlesticks Pattern in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai concealing baby swallow candlestick pattern kya hai.

    Concealing Baby Swallow Candlesticks Pattern:

    Dear concealing baby Shallow pattern 1 unique types ka bullish trend reversal pattern Hai jismein Shamil Sare candles take bearish hone ke bavjud bhi yah pattern beir strand ka khatma Karta Hai pattern ki fast do candles strong real body Mein Barish scandal hoti hain jisse market Mein bearing stand ki strongness ki aakashi Hoti Hai jabki third candle Ek inverted hammer candle Hoti Hai Jiske Apar side per Ek long Tel ya Shadow hoti hai jo jabki real body Sambhal size mein Hoti Hai pattern ki Chhoti candle Ek long real body wali bearing hoti hai jo ki third candle ke top per open Hoti Hai pattern ki Khas Baat yah hai ki ismein Shamil sari candles ek hi format ke jaini bear is Candle Hai stand continuation Kijiye candles price ke bottom per trend reversal ke Jyada support Karti Hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-14T143637.092.png
Views:	5
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12557367

    Candles Formation:

    Concealing baby Shallow pattern for beerus candles per mustamel pattern Hai Kyunki pattern Mein Shamil candles ke beeresh aur last candle Ki long real body hone ke bavjud bhi trend reversal ka kirdar Ada Karta Hai yah candles price ke maujud bearish Trend ke liye rukavat ka bahish banti hai jo ki ek new trend reversal ka sabab banti hai pattern Mein Shamil candles ki formation darja zail Tarah Se Hoti Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-14T143648.434.png
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12557368

    First Candle: concealing baby Shallow candle stick pattern ki first candle Trend ke mutabik black hoti hai jo ki price ka Pahle Se market Mein maujud bearish trend ko jahir karti hai.

    Second Candle: concealing baby Shallow pattern ki second candle bhi same first candles Ki Tarah black Hoti Hai Jiski real body bhi takriban first candle Jaisi hoti hai but jyadatar yah candle first candles ki real body mein open hoti hai aur Lo aur per jakar close hoti hai.

    Third Candle: concealing baby Shallow pattern ki third candle Ek Saman real body wali long upper Shadow wali candle Hoti Hai Jiska upper Shadow takriban real body ke dugna hota hai yah candle jyadatar inverted hammer candle Hoti Hai Jiska Lo aur side per ya to bilkul Shadow Hota nahin hai aur ya Ek Saman veg Hoti Hai yah candle white ya green yani bullish aur black ya red yani Viresh donon mein se koi bhi ho sakti hai but jyadatar pattern ke mutabik bearish Hona Jyada behtar hai.

    Fourth Candle: concealing baby Shallow pattern ki last aur 4th candle long real body wali candle Hoti Hai Jiska open point third candle se above Hota Hai Jab Ke close point price third candle se bhi Lo hota hai pattern ke liye yah candle bhi black ya red yani bearish hoti hai.

    Explaination Of Concealing Baby Swallow Candlesticks Pattern:

    Concealing baby Shallow pattern beer stand Mein Paya Jaane wala Ek police trend reversal pattern Hai yah pattern for candles per mustamil Hota Hai jismein first do candles long real body ke bearish candle hoti hain third candle Ek inverted hammer candle Hoti Hai Jiska upper side per Ek long Shadow hota hai aur Sambhal real body Hoti Hai last per Ek long real body wali bearing scandal Hoti Hai Jiska open price inverted hammer candle se abhav hota hai jabki close price candle ke lower per hota hai pattern Mein inverted hammer candle price ke liye Jyada strong support level provide Karti Hai Kyunki yah pattern Se banne Ke bavjud Bhi price ko police friend reversal Mein change karta hai pattern ki last candle bhi ek strong banti hai jo inverted hammer ke close price per open hone Ki bajay Ab side per open hoti hai aur sem Baki candles ke support level per close hoti hai.

    Trading With Concealing Baby Swallow Candlesticks Pattern:

    Concealing baby Shallow pattern Ek police trend reversal pattern hai lekin is pattern ke liye confirmation candle Ka Hona important hai Kyunki pattern ke sare candles beeresh hoti hain is vajah se pattern ke liye trend confirmation candle Ka Hona important hai jo ki loss to long real body wali bearing scandal ke bad Ek police candle honi chahie yah candle real body Mein honi chahie Jiska open aur close same point per Nahin Hona chahie pattern ki confirmation indicators ki madad Se Bhi ki Ja sakti hai but sabse Aasan Tarika price action ka hai yani 5th police candle se confirmation Hona bulleesh candles ki real body Mein banne ka bad market mein bye ki entry Karen Jab Ke stop loss pattern ke sabse lower point yani last long Veeresh candle ke lower ya close point se 2 pips lower per set Karen Jo resistance point se thoda sa down ho.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-14T143626.125.png
Views:	10
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12557369
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Understand Bullish Concealing Baby Swallow Candlesticks Pattern in Forex Trading.

    slamulikum Umeed karta hu sub thek ho gaye or sub acha sy kam karye rahye ho gaye forex main hum be iss main learning kar k trading kar k aik bhot he acha profit bana sakta hain humeri learning he humera hatiyaar hoti hain forex trading main iss liya humain humesha soch samj kar trading akrni chaiye thk hum kam sy kam nuqsaan karwa sakye or zada sy zada profit bana sakiye humeri learning achi ho gaye toh hum iss main jald he kamiyaab ho sakta hain learning he humeri phali kamiyaabi hain.

    Money Management:


    FOrex main money management had sy zada ahmiyat kah hamil baap han lakin bad kismati sy traders ki asriyaat iss ko nazar andaz kar dati han jis ki waja sy dino main tamaam sarmiya haram ho jata hain.Money management ko muhtasir “Hum MM lakha gye.MM main 2 cheza has ahmiyaat ki hamil han.




    Stop loss:


    Agr Prices Up ki trade k muhalif simaat chalna lage toh ap kah balances kam hona start ho jata hain or ap ki trade nuqsaan main hoti han iss nuqsan ko aik had main rakna chaiye iss ko traders risk kahta hain.traders risk kitna hona chaiye iss k different tarika hota han.stop loss na toh itna kam hona chaiye k prices ki zara se muhaalif simaat main harkat sy ap kah stop loss hit ho jye or trade close ho jaye or na he itna zada nuqsan hona chaiye or agr trend tabdeel ho jaye yeh Retracement ho rahye ho toh kafi nuqsaan k bad trades close ho jye iss k liya support or resistances ko buniyaat bana better rahta hain Yeh Phir Pechli Candle ki shadow.aaam tor per new traders yeh samjta han k ahaar prices wapise aa jaye gye iss liya woh stop loss nahi lagta .Yeh bhot bari hamkaat hoti hain.


    isk Reward Ratio


    Risk reward ratio se murad trader ka wo profit hai, jis k badle me wo apne sarmaye ko risk me dalta hai. Risk reward ratio se trader take profit bhi murad le sakta hai. Take profit hamesha apne kamyabi k tanasub se set karna chaheye. Kabhi bhi aisa risk reward ratio na banaye k us se ya ap ko munafa bohut kam melta ho aur ya ap k losses k chances ziada hon.

    Stop Loss ka Istemal


    Take profit se ziada aik trader k leye stop loss bohut aham hai. Nuqsan ki sorat me ; aghaz me jis position pe hamari trades khatam ho jayi hai, ye stop loss ki position hoti hai. Ye wo position hoti hai jahan pe hum kisi bhi trade ka loss bardasht kar sakte hen. Is leye is position pe trades ya to close ki jati hai aur ya kuch kam ki jati hai. Stop se hamara sarmaya bohut had tak mehfoz hota hai, is waja se is ka istemal yaqeeni banayen.

    Lot Size


    Money management me Lot size se murada hai k aap apne aik trade pe kitna risk bardasht kar sakte hen. Agar aap apne trade ka lot size increase karengay to ye apko loss bhi us nisbat se ziada deta hai. Money management k pehlo me traders ko sirf apne apne sarmaye pe losses ko kam karne k bare me sochna chaheye. Is waja se munasib lot size ka istemal kia karen.

    Account Leverages


    Account leverage bhi usi munasebat se rakhen k wo apne had se ziada trade open na kia karen. Insani fitrat me ye shamil hai, k log ziada munafa k chakar me aksar ziada loss kar jate hen. Jab bhi account ka leverage munasib hogato aap ziada miqdar me trade open karne k position me nahi hongay, isi tarah se apka sarmaya kafi had tak mehfoz rahega.

    Jazbaat pe Control


    Money management me sab se zarorri point hai, k jab bhi trading karen, apne jazbaat ya emotions ko aik tarraf rakhen. Forex trading hamare emotions ko nahi dekhta aur na hi hamare ehsasat ka lehaz rakhta hai. Is waja se kabhi bhi ghuse ya dosre zehni dabao k waqat trading na kia karen.

    Jaldbazi


    Jazbaat k baad dosra aham factor jaldbazi bhi hai, aksar awqat traders market ki fast movement ko dekhte howe ya market k high ya low price area me trading shoro kartte hen, jo baad me loss ka sabab bante hen. Aap ko aisi soratehal se door rehna chaheye aur aur proppor apne routine analysis k mutabiq kaam karnna chaheye.

    اب آن لائن

    Working...
    X