Explain the Perabolic SAR Indicator in Forex.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain the Perabolic SAR Indicator in Forex.....
    Introduction of Parabolic SAR.

    Friends market Mein kam karny ke liye aapke pass mukhtalif indicator trading tools hote hain Jinka aap Agar acche se istemal Karte Hain To aap trading Mein Achcha profit and kar sakte hain dear jab aap Forex trading mein kisi bhi indicator ka istemal karte hain to aapko ismein use indicators ke fayde ke bare mein bhi Pata Hona chahie aur iska istemal Kis Tarah Kiya Jata Hai yah chij aapko Samne Rakh kar kam karna Hota Geeta ma'am chijen use milane ke bad hi Ham Achcha aur strong MMS kar padhte Hain Jis Se market ka trend Maloom hota hai aur jab market Hamare analysis point per aati hai to use Waqt traders apni trade open Karte Hain jisse a Kafi Prophet Hasil hote hain Agarmatket moment Hamari lagae howe trade against ke khilaf market fundamental moment kar Leti Hai To phere Hamen Apne account balance ko manage karna hota hai aur waite karna aata hai aur Market Wapas aa hi jati hai isliye Jab Bhi analysis Karen strong analysis Karen Taki Koi Koi pareshani na ho aj ke post mein main ap ky sath parabolic SAR indecator ky bary mein apna kowneladge share karna chahta hn




    Description of Parabolic SAR.


    Dear friends Jb market Mein Ham Jab trading karte hain to hamare pass ismein Ek bahut hi Jabardast indicator parabolic indicator Hota Hai parabolic for indicator Ek bahut hi Jabardast indicator hai Jiska istemal Karke Ham trading Mein aasani Se Achcha profit earned kar sakte hain is indicator ka Hamen bahut jyada fayda hota hai yah market ke Trend ke bare mein bhi batata Hai is AAP Sher Trump trading bhi kar sakte hain aur aap ismein long term trading bhi kar sakte hain aur parabolic indicator scalping ke liye bhi bahut jyada use Kiya jata hai



    Parabolic SAR indicator Benifits.
    Friends Parabolic indicator ka istemal karne ka Hamen ya fayda hota hai ki Hamen market Mein exact entry deta hai aur Agar Ham is mein iske sath sath Kisi exponential moving average ya FIR Ek Aur indicator ka istemal Karte Hain To is se Hamen aur chij confirm ho jaati hai aur ham ismein aasani se acchi trade Le sakte hain dear Ham Jab ismein parabolic indicator ka istemal Karte Hain To usse Hamen market ke friend Kabhi confirmation hoti hai aur ham market Mein stop loss aur take profit aasani se select kar sakte hain Agar Ham iska istemal acche se Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda ho sakta hai.





    How to trade with Perabolic SAR.
    friends Parabolic indicator ko aap Kisi bhi time frame Mein use kar sakte hain Jitna long time frame Hoga ismein aapko itna hi jyada profit ho sakte hain aur aap ko apni capital ke hisab se ismein trade karna hoti hai aapke pass Jitna Jyada capital Hoga aap ismein itna hi big time frame use kar sakte hain aur isase Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko money management ko follow karke kam karna hoga to aap parabolic indicator Se Achcha profit earned kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X