Harmonic Pattern aur iski mukhtalif iqsam ki tafseel

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Pattern aur iski mukhtalif iqsam ki tafseel
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal aap sab log khairiyat se Honge for studying Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge deer market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha college aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass Na Lage Ke साथ-साथ Main aapko yah batata Jarur ki main aapki market Mein hi nahin aata Lekar Aaya hun abhi rest topic se aapko Kafi Jyada knowledge Apne topic ki taraf Chalte Hain

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12557339

    Harmonic pattern

    Harmonic pattern ko study krna k liy aapko geomatic calculation krna hoti hain. Harmonic pattern ko samjhny aur pays krny k liye geomatic study bahut hi important source hoti hai, jis main aap Fibbonacci number ko istemal cards howy is pattern ki formation ko understand krty hain. Harmonic pattern, future market movements and price trend that identify the main traders but help you. Harmonic patterns, Fibbonacci number ko use mole howy, geometric banana pattern hain, Jis say ap price aur trend to potential change ko identify kr sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12557340

    Bull bat harmonious pattern

    Bullish Bat Harmonic Pattern bahut hi perfect results produced karne Wala aik pattern hota hai, iski confirmation ko jab aap various important Fibbonacci numbers Kay sath confirm moles Hain, tu iski accuracy zyda increase ho jati hai compare calculation iski accurate and perfect ho sakti hai

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12557341

    Bull butterfly harmonious pattern

    Bullish Butterfly Harmonic Pattern aik eisa pattern hota hai jiski calculation aap kay liye achi bullish entry find out krny main help hota hai, is ki aik correct shape hoti hai, jiski base on aap isko identify market Kar Kay main buying entry laty Hain Isk kuch specific lower point and upper point ko focus kar Kay iski identification krna hoti hai

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	3
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12557342

    Harmonic forex trading pattern main kitna ahm hy:

    Harmonic pattern ki bahut zyda importance hoti hai Harmonic pattern ki basis na aap bahut achi decision making kar sakhty hain market mein bullish harmonic pattern ko properly utilized karna chahte hain, tu ismein aapko bahut hi acchi buy entry mil sakhti hai Dear members, Forex market trading mein Harmonic pattern ki bahut jyada importance hai. Yah pattern different Fibbonacci number ko correctly utilized card hai, Jo technically aapki trading ko efficient or profitable bananas main useful hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12557343

    confirmation k leye zarori hai k 3rd candle ka intezar kia jaye. 3rd candle bhi agar bullish banti hai to ye confirm buy entry ka ishara hota hai. Lekin agar 3rd candle black banti hai to ye apne pechle trend k tasalsul ko zahir karti hai. Stop loss k leye bullsish candle ki opening position hogi. Bullish meeting line pattern buyers ki achanak market main pressure ki waja se banti hai, jiss main market main sellers ki dabao ka khatma karke prices k bottom ko bullish trend main badal deti hai. Bullish meeting line pattern par trading se pehle aik confirmation black candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harmonic Pattern aur iski mukhtalif iqsam ki tafseel

    HARMONIC CANDLESTICK PATTERN
    harmonic candlestic pattern aik important price chart pattern hai jo hamein market ke exact turning point ke barey mein btata hai.harmonic pattern mostly hamein market ki future condition aur trend ke barey mein btata hai.es pattern ko mazeed hum smaller aur larger waves mein divide kar saktey hain aur market price ki direction ko maloom kar saktey hain.yeh pattern fibonacci number paida karta hai jo mostly technical indicator bnata hai.fibonacci number zero se start hota hai aur phir 0,1,1,2,3,4,5.,6,7 to etc. tk ja saktey hain.


    TYPES OF HARMONIC PATTERN
    1.THE GARTLEY
    es pattern ke barey mein sub se pehley H.M GARTLEY ne btaya tha.us ne apni book PROFITS IN THE STOCK MARKET mein es pattern ko example se detail se btaya tha.es pattern ke start mein hamein bullish trend nazar ata hai aur phir different candles darmiyan mein banti hain aur phir end per aik large bearish candle banti hai aur trend reverse ho jata hai es sraey ke bAREY MEIN USNE DIFFERENT POI NTS A,B aur C,D ki madad se btaya tha.
    2.THE BUTTERFLY
    yeh pattern gartley pattern ke opposite hai aur es pattern ko usne bearish example se represent kia hai.es pattern ke dauran usne beARISH NUMBER KO break kar dia.
    3.THE BAT
    yeh pattern shape mein GARTLEY pATTERN ki tarah nazar ata hai lakin eski measurement bilkul different hai.es pattern ke start mein usne bullish waves ko break kia hai aur end [per bearish pattern ko zahir kia gya hai.
    4.THE CRAB
    yeh pattern sub se zyada precise samjha jata hai.yeh trend reversal ki exact information deta hai aur es ke liye yeh fibonacci n umber ko istamal karta hai.


    LIMITATION
    yeh pattern indictor ke tour per istamal hota hai aur mostly trader ko trading ke dauran reverse point provide karta hai.lakin es pattern ko understand karney ke liye fibonacci numbers ko learn karna zroori hota hai jo bahut mushkil hota hai es liye yeh pattern bahut rarely istamal hota hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X