Aslam o alaikum dear members umeed karta hun k ap sab theek houn gey. Jaisa k ap sab janty hein k forex trading karny k liye hamen trading k rules aur market ki pehchan hona bht zaruri hai. Without experience k hum apni trade ko loss kar sakty hein. Jitna zada experience hoga utna zada hamen market k andar faida mily ga. Aj mein ap sab k sath aik aisa topic discuss karunnga jo trading market k liye boht he useful pattern hai.
What is concealing baby swallow pattern ?
Dear forex members jaisa k ap sab janty hein k forex aik real platform hai . Concealing baby swallow pattern four candlestick par mushtamil hota hai. Yeh aik bullish trend reversal pattern hai.
Is k andar shamil sari candles bearish hoti hein jo prices k lower or bearish trend mein payi jati hein. Is pattern ki first two candles strong real body ki bearish candles hoti hein. Is sey market k andar bearish trend ki mazbuti ki akasi hoti hai. Third candle aik inverted hammer candle hoti hai, is k upper side par aik long tail or shadow hota hai. Is ki real body small size mein hoti hai. Is pattern ki last candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai jo third candle sey above gap mein open ho kar below close hoti hai.
Explanation of concealing baby swallow candlestick
Dear forex members concealing baby swallow pattern k andar shamil sari candles bearish hony ki waja sey is pattern ki psychology mukamal tor par different hai because is pattern mein shamil candles ka bearish and last candle k long real body hony k bawajud trend reversal ka role play karta hai. Is pattern mein shamil candles ki formation is tarah sey hoti hai.
* Concealing baby swallow pattern ki first candle bearish trend k hisab sey black or red means bearish hoti hai. Yeh prices ko pehly sey market mein available bearish trend ko zahir karti hai.
* Concealing baby swallow ki second candle same first candle ki tarah black or red means bearish hoti hai. Is ki real body almost first candle jaisi same hoti hai but zada tar yeh candle first candle ki real body mein open hoti hai and lower par ja k close hoti hai.
* Concealing baby swallow pattern ki third candle aik small real body wali long upper shadow wali candle hoti hai. Is ka upper shadow almost real body k double hota hai. Yeh candle zada tar inverted hammer candlestick jaisi hoti hai. Is ka lower side par aik small wick hoti hai . Yeh candle white or green means bullish and black or red means bearish dono mein sey koi bhi ho sakti hai. But zada tar pattern k mutabiq bearish hona zaruri hai.
Conclusion
Yeh pattern concealing baby swallow pattern bearish candle ka pattern hony ki waja sey aik bullish trend reversal pattern ka kam karti hai. Yeh pattern chart candles par mushtamil hota hai.
Is mein first two candles long real body wali bearish candles hoti hein. Third candle aik inverted hammer candlestick hoti hai and is ki upper side aik long shadow hota ha and small body hoti hai. Last par aik long real body wali bearish candle hoti hai and is ka open price inverted hammer candle sey above hita ha and closing price candle ki lower par hota hai. Yeh aik bht he important pattern hai and mostly expert traders is pattern ko use kar k trading karty hein and acha faida hasil karty hein. Umeed karta hun k ap bhi is pattern ko samjhen gey and is par working karny k baad acha faida hasil karen gey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим