How Differ between Rising & falling wedge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How Differ between Rising & falling wedge?
    Wedge defination

    wage qeemat ka aik namona hai jo qeemat ke chart par rujhan linon ko tabdeel karkay nishaan zad kya jata hai. do trained linen 10 se 50 adwaar ke douran qeemat ke silsilay ki mutaliqa bulandiyon aur kamiyon ko jornay ke liye khenchi gayi hain. lakerain zahir karti hain ke oonchai aur neechi ya to barh rahi hain ya mukhtalif shrhon par gir rahi hain, jo ke lakiron ke covergen ke qareeb pahunchte hi aik pachar ki shakal day rahi hain. takneeki tajzia karon ki taraf se pachar ki shakal wali trained linon ko qeemat ki karwai mein mumkina ulat phair ke mufeed isharay samjha jata hai .


    Rising wedge

    qeemat chart patteren ke oopar aur neechay khenchi gayi trained linen aik tajir ya tajzia car ko break out reversal ki tawaqqa karne mein madad karne ke liye aapas mein mil sakti hain. agarchay qeemat kisi bhi trained line se bahar ho sakti hai, wage patteren mein rujhan linon se mukhalif simt mein totnay ka rujhan hota hai. lehaza, barhatay hue wage patteren nichli trained line ke break out ke baad qeematon mein kami ke ziyada imkaan ki nishandahi karte hain. traders break out ke baad security ko short beech kar ya derivatives jaisay future ya aapshnz ka istemaal kar ke bearish tridz kar satke hain, is par munhasir hai ke security chart ki ja rahi hai. yeh is imkaan par munafe haasil karne ki koshish karen gi ke
    qeematein gireen gi


    Falling wedge

    jab security ki qeemat waqt ke sath girty rehti hai, to wage patteren isi terhan waqay ho sakta hai jis terhan rujhan apni aakhri neechay ki taraf harkat karta hai. qeemat ke chart patteren par oonchai se oopar aur kam se neechay khenchi gayi trained linen aapas mein mil sakti hain kyunkay qeemat ki slight raftaar kho deti hai aur khredar kami ki sharah ko kam karne ke liye qadam berhate hain. linon ke yakja honay se pehlay, qeemat oopri trained line ke oopar break out ho sakti hai .





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How Differ between Rising &amp; falling wedge?

    Dear friend, forex main wedge pattern ko reversal chart pattern bhi kaha ja sakta ha jo bearish aur bullish reversals ki indication daita ha, yeh pattern prices chart par converging trend lines kay zariay mark kia jata ha, pattern ma 2 trend lines hoti hain jo us waqt tk same direction ma parallel move kar rahi hoti hain jab tk channel narrow nhi ho jata aur trendlines broke ho jaen, in ma sa upper trend line resistance act karti ha aur lower trend line support act karti ha,

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220913_2005_04_4772.jpg
Views:	1
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12420859

    Characteristics of Wedge pattern:

    is pattern kay three characteristics hotay hain,

    1. Converging trendline
    2. Jab prices pattern ma progress kar rahi hon to declining volume,
    3. Dono trend lines ma sa kisi aik ka breakout

    types of wedge pattern:


    chart pattern ki two types hoti hain

    1. Falling wedge

    2. Rising wedge

    Characteristics of falling wedge pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220913_2005_04_1900.jpg
Views:	1
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12420862

    pattern ko hum descending wedge bhi kehtay hain, ye pattern us waqt bnta ha jab two trend lines barrow channel create kartay huay down slope ma move kar rahi hoti hain, ye lower highs aur lower lows ki series sa bnta ha, is pattern ko hum bullish considered kartay hain aur ye uptrend ma appear hota ha, is pattern ma breakout traders ko short positions sa exitout kar daita ha aur prices further rise kar rahi hoti hain, ye rising wedge pattern kay opposite hota ha

    Characteristics of Rising wedge pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220913_2005_04_3631.jpg
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12420864

    Rising wedge uptrend k end main ya darmiyan main banta ha or es k breakout k bad aksr market reverse ho jati hau, jab market uptrend main hoti ha to retracement lety hovy market aik resistance se takra kr nechy ati ha or nechy support se tkra kr wapis opr chli jati ha estrha aik high or aik low bnati ha, aur es k bad market opr ja k previous high se opr aik high bnati ha or phr nechy aa kr previus low se uppr aik low bnati ha. wedge pattern bearish reversal ka signal daita ha, isko ascending wedge bhi kehtay hain, ye pattern us waqt bnta ha jb two trend lines slope ma upword move kar rahi hon, inka channel higher highs aur higher lows ki series sa bnta ha, ye normaly downtrend ma bnta hay,
    • #3 Collapse

      Re: How Differ between Rising &amp; falling wedge?

      Introduction:

      Assalamualaikum umeed karta hun Sab khairiyat se Hoga theek Hoga Jaisa ki Ham Jaan sakte hain Ek bahut hi Bada business hai jis mein Hum mehnat Karke Ek bahut hi Kamyab aur Bade trader Ban sakte hain Hamen ismein mehnat ko jaldi dekhna chahie aur kabhi bhi Dil Ko Chhota nahin karna chahie Agar Ham ismein loss hota hai toh To Hamen ismein Himmat se kam Lena chahie Tabhi Ham is Mein Aage badh sakta hai aur is mein acchi acchi analysis Karke trading kar sakte hain.Mehnat karne wala Insan Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hota humain apne learning process increased karna chahie Tabhi Ham ismein success hasil sakte hain.




      Rising Wedge Chart Pattern:

      Is chart pattern Mein market down trend move kar rahi hoti hai aur Market Phir waha se again uptrend Mein move karti hai aur zigzag Direction main move kar rhye hoti hain support and resistance ko follow kar rhye hoti hum iss mein dekh sakta hain market phir rising wedge support level ko break out karti hain or market again sy downtrend main move karna lagti hain hum dekh sakte hain iss main aachi movement ko bhi dekh sakte hain Phir iss ko samj kar acha result dakh sakta hain forex business main.

      Falling Wedge Chart Pattern:

      Is chart pattern main market uptrend main move kar rahi hoti hain aur market phit waha say again downtrend main move karna lagti hain aur hum iss main dakh sakta hain k market zigzag direction main move karti hain or support and resistance level ko dakhta huwa movement krti hain hum iss main wait kar k iss k breakout k waqat hum iss main acha profit bana sakta hain or iss main agye bar sakta hain humain iss main wait karna chaiye or acha profit dakh sakta hain iss k breakout per humain iss ko acha sy learn karna chaiye tabhi hum iss business main agye grow kr sakta hain aur iss main success tabhi pah sakta hain mehnaat karni chaiye humain iss business main mehnaat karna wala insaan kabhi be iss business main nahkaam nahi hota humain iss main learning ko mazeed behtr karna chaiye tabhi hum success ko agye bar sakta hain.

      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: How Differ between Rising &amp; falling wedge?

        What Is Rising Pattern;

        Dear Forex market Is chart pattern main market uptrend main move kar rahi hoti hain aur market phit waha say again downtrend main move karna lagti hain aur hum iss main dakh sakta hain k market zigzag direction main move karti hain or support and resistance level ko dakhta huwa movement krti hain hum iss main wait kar k iss k breakout k waqat hum iss main acha profit bana sakta hain or iss main per humain iss ko acha sy learn karna chaiye tabhi hum iss business main agye grow kr sakta hain aur iss main success tabhi pah sakta hain mehnaat karni chaiye humain iss business main target next resistance tk hota h
        Wedge Pattern;


        Dear ham Jaan sakte hain Ek bahut hi Bada business hai jis mein Hum mehnat Karke Ek bahut hi Kamyab aur Bade trader Ban sakte hain Hamen ismein mehnat ko jaldi dekhna chahie aur kabhi bhi Dil Ko Chhota nahin karna chahie Agar Ham ismein loss hota hai toh To Hamen ismein Himmat se kam Lena chahie Tabhi Ham is Mein Aage badh sakta hai aur is mein acchi acchi analysis Karke trading kar sakte hain.Mehnat karne wala Insan Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hota humain apne learning process increased karna chahie Tabhi Ham ismein success hasil sakte hain.




        Rising And WEDGE Candlesticks ;

        Forex trading ho hainRising wedge uptrend k end main ya darmiyan main banta ha or es k breakout k bad aksr market reverse ho jati hau, jab market uptrend main hoti ha to retracement lety hovy market aik resistance se takra kr nechy ati ha or nechy support se tkra kr wapis opr chli jati ha estrha aik high or aik low bnati ha, aur es k bad market opr ja k previous high se opr aik high bnati ha or phr nechy aa kr previus low se uppr aik low bnati ha. wedge pattern bearish reversal ka signal ma upword move kar rahi hon, inka channel higher highs aur higher lows ki series sa bnta ha, ye normaly downtrend ma bnta hay,


        Rising Pattern Analysis;


        pattern ko hum descending wedge bhi kehtay hain, ye pattern us waqt bnta ha jab two trend lines barrow channel create kartay huay down slope ma move kar rahi hoti hain, ye lower highs aur lower lows ki series sa bnta ha, is pattern ko hum bullish considered kartay hain aur ye uptrend ma appear hota ha, is pattern ma breakout traders ko short positions sa exitout kar daita ha aur prices further rise kar rahi hoti hain, ye rising wedge pattern kay opposite hota



        Trends IN Market;

        dear forex member paida qeemat chart patteren ke oopar aur neechay khenchi gayi trained linen aik tajir ya tajzia car ko break out reversal ki tawaqqa karne mein madad karne ke liye aapas mein mil sakti hain. agarchay qeemat totnay ka rujhan hota hai. lehaza, barhatay hue wage patteren nichli trained line ke break out ke baad qeematon mein kami ke ziyada imkaan ki nishandahi karte hain. traders break out ke baad security ko short beech kar ya derivatives jaisay future ya aapshnz ka istemaal kar ke bearish tridz kar satke hain, is par munhasir hai ke security chart ki ja rahi hai. yeh is imkaan par munafe haasil karne ki koshish karen gi kehain.ka formula ye hai.


        [IMG][/IMG]


        THANKS and BEST OF LUCK!

        اب آن لائن

        Working...
        X