Dark Cloud Cover Candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cloud Cover Candlestick pattern
    what is dark cloud cover candle stick pattern



    dark cloud cover candle stick pattern aik aisa candle stick pattern hota hey jo keh forex market kay negative pehlo kay reversal janay ko identify karta hey yeh forex market mein up trend kay sab say opar zahair hota hey es pattern mein bare sabaz rang ke bullish candle stick shamel hote hey es kay bad aik red candle stick shamel hote hey j pechle green candle stick ky mid way point kay nechay close ho jate hey or forex market mein aik new highs paida karte hey
    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_Darkcloudcoverexplained.png
Views:	14
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12557198
    forex market mein candle stick ke yeh tashkel bohut melte julte hey laken es ko forex market mein bearish engulfing candle stick pattern say oljhana nahe chihay forex market mein yeh don pattern mmkana trend reversal janay ko indicate kartay hein yeh bearish candle stick kay zyada karen hony ke wajah say zyada porkashesh entry level paish karte hein jo keh forex market mein bearish engulfing candle stick pattern mein analysis kea ja sakta hey



    identify Dark cloud cover candle stick pattern



    majdah up trend ko identify karen
    en indicator ko talash karen jen ke wajah say raftar slow ho rehe ho or forex market mein trend kay reversal janay kay ley moving average cross over ya bad mein bearish candle formation
    pechle green candle stick kay sath red candle stick ke opening kay sath red candle stick mein farq par jay ga forex market mein yeh bohut kam paya jata hey kunkeh yeh candle stick ese level par open hon ge jes level par pechle candle stick close the es bat ko yakene banain keh red green candle stick kay pechle mid way point say nechay close ho jate hey nechay ke taraf new trend ke confirmation kay ley daikhen
    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_12345DarkCLoudCover.png
Views:	13
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12557201



    trading with Dark cloud cover candle stick pattern:



    trader mazeed trend saz market jaisa keh GBPUSD or EURUSD market mein trade kar saktay hein laken woh mkhtalef market mein Dark cloud cover candle stick pattern ka analysis kar saktay hein
    zail mein dark cloud cover ke aik mesal hey khas tr par GBPUSD pair ke ko mazeed malomaat kay ley rajo karen
    yeh dark cloud cover ke check list ko analysis kay ley estamal ke ja sakte hey
    higher high or higher low ka wajod humen upper trend kay sath paish karta hey forex chart par koi yeh analysis kar sakta hey forex market mein market nay side way mein jana start kar deya hey kunkeh forex market mein upper ke taza tareen movement ebtaday tor par aik taraf chale gay the or yeh forex market mein itni dair ke movement the jo keh aik taraf chale gay the RSI overbought area say chala geya tha trade ko yakeen ke aik bare level mele the red candle pechle green candle stick say thora opar the
    red bearish candle stick bullish candle stick kay mid way point kay nechay ke taraf barhte hey or close ho jate hey es bat ko zahair karte hey keh bear es market mein zyada wazan rakhtay hein mosalsal selling say agle candle stick or es kay bad anay wale candle stick nazar ate hey lower low level or lower es bat ka sabot frahm karte hey keh market kamyaby kay sath reversal gay the
    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_Trading_using_dark_cloud_cover_gbpusd.png
Views:	16
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12557200
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark Cloud Cover Candlestick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Pattern


    Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin ye candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (64).jpeg
Views:	36
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12442056

    Candles Formation


    Dark cloud cover pattern k leyw zarori hai, k prices ka top ya bullish trend ho. Pattern k top prices se reversal k chances ziada hote hen. Dark cloud cover pattern do mukhalif candles ka hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (63).jpeg
Views:	4
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12442057

    1. First Candle: Dark cloud cover pattern ki pehli candle aik long real body main bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buyers ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k beal body k sath hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko badal deti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss ka open pehli candle k top par gap main hota hai, jab k close ussi candle k real body k centre se nechay hota hai.

    Explanation


    Dark cloud cover candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se below hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se above gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bullish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bullish trend continuation wali haseyat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-18T182249.252.png
Views:	9
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12442055

    Trading


    Dark cloud cover candlestick pattern main dosri bearish candle pehli bullish candle k open point ko cross nahi karti hai, iss waja se ye candle pehli candle k midpoint se thora sa nechay close hoti hai. Bearish candle bullish on-neck line pattern ki tarah pehli candle se above open hoti hai, lekin buying pressure ki kimi ki waja se bullish jane ki bajaye bearish real body banati hai. Market main ya to selling pressure ziada hota hai, aur ya buying pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se bearish jati hai. Pattern par trading se pehle confirmation candle ya indicator confirmation ka honna zarori hai, jo k aik teesri bearish candle ho sakti hai. Lekin bullish candle banne se pattern invalid ho jayega, jo k trade k qabil nahi rehta hai. Teesri candle k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Jab k Stop Loss pattern ki dosri candle k top se two pips above par set hoga.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-18T182205.118.png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12442054
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dark Cloud Cover Candlestick pattern

      DARK COLD COVER CANDLESTICK PATTERN.
      ENTRO.

      My dear friends. Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin ye candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hay.


      ES MEN 2 CANDLES HOTI HEN.

      PEHLY CANDLE; Dark cloud cover pattern ki pehli candle aik long real body main bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buyers ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k beal body k sath hoti hai.

      DOSRI CANDLE; Dark cloud cover pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko badal deti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss ka open pehli candle k top par gap main hota hai, jab k close ussi candle k real body k centre se nechay hota hai.

      ESPY TRADING KIS TARIKY SY KARTY HEN.

      Mery piary dosto.Dark cloud cover candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se below hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se above gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bullish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bullish trend continuation wali haseyat hoti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X