What is Diamond Bottom Pattern in Forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Diamond Bottom Pattern in Forex trading?
    Assalamu alaikum dear for Friends ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear forex market mein kam karne ke liye aapke pass achcha knowledge aur experience hona bahut jaruri hota hai kyunki iske bagair ab kabhi bhi is market mein successful Nahin ho sakte aur na hi aap Yahan se achcha profit Le sakte hain isiliye aapko har pattern ke bare mein complete information aur knowledge rakhna chahie dear friends aaj Ham baat karenge "Diamond Bottom Pattern" ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Jo information mein apni post mein share karungi vah aapko is pattern ko samajhne mein aur isko Apne working mein incluid karne mein bahut jyada madad degi.

    Diamond Bottom Pattern:

    Dear friends Diamond bottom pattern forex market mein Ek aam shave nahi hoti yeh technical analysis ke taur per ise strong police pattern tasawar Kiya jata hai yah bullish reversal pattern strong Bean Jane movement karta hai aur phir ek strong range mein hi movement jari rakhta hai Jahan tak ke price resistance line ke upar break karne ke bad pattern ko mukmmal kar leti hai. Is pattern ki shape ke side se agar lines draw ki jaaye to iski shape bilkul diamond ki tarah hoti hai isiliye isko Diamond pattern ka naam Diya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	2024f2f112d1fcaa625a128f2b1831cb.jpg
Views:	10
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12557196

    4H Chart Pattern:

    Friends jab yah pattern market mein ban raha hota hai to pahle toss hote hain aur FIR bad mein Ek agreement hote hain aur FIR is pattern ka istemal karte hue train line ka analysis karte Hain Jo ke forex market mein diamond ki shape se milta julta hai isliye isko Diamond bottom pattern ka a jata hai a friends Diamond bottom pattern ke lower ya nichle hisse ke aur forex market mein niche ke Trend ke and mein wajah ho jaate Hain jaisa ki aur iske bad pattern mukammal hone ke bad upar ki taraf strong reversal rent ban jata hai yah farak market mein is baat ki nishani Hoti hai ke forex market mein pattern and hone ke bad Koi movement kis Kadar strong ho sakti hai aur yah Ek vajah hoti hai ki technical traders information per trade karna Pasand karte Hain kyunki is Tarah market se bahut achcha profit Le sakte hain.

    Formation of Pattern:

    Dear friends market mein kam karte hue aap yah dekhte hain ki trading pattern jab Ban jata hai to yah aapko bahut hi acche tarike se market ko samajhne ke bad pata chalta hai ki kaun sa pattern market follow kar rahi hai Diamond chart pattern ki to char pattern use waqt banta hai jb market ki up trend moment Ek dafa rukne ke bad sidhi chalna start hoti hai aur side wag hi trend mein tabdil ho jaati hai to connect li ab friend moment Hoti hai vah break out hona start Hoti hai to is Tarah is kism ke chart pattern ke banne ki vajah banti hai aur Diamond chart pattern kaha jata hai aur aur resistance ke level chart pattern mein price action break out ki strateg traders ke liye bahut hi useful hoti hai agar break out ki identification bhi aasani se ho jaaye to friends trading pattern mein se Diamond chart pattern ko acchi Tarah analysis Karke trading karen to sabse pahle aapko iske bare mein information honi chahie Taki aap use pattern ko samajhne ke bad is per acchi aur profit table trading kar sake.

    Trading strategy of Diamond Bottom Pattern:

    Dear friends Diamond bottom chart pattern for trading start karne se pahle aapko break out se pahle apni sel ya buy ki entry leni hoti hai kyunki jyadatar Ek long position per Amal karne ke bad jab price upar Line resistance ko break kar jaaye to diamond ki shakal ko nishana banati hai aur ek stop loss aamtaur per final shape hony ke bad stop loss kuch pips ke distance per rakha jaaye to forex market mein break out se pahle aap achcha profit Le sakte hain. Kyunki jab Ek dafa friend ko break out se pahle exit ho jaate Hain to market se break out ke bad friend reversal mein bhi change ho sakta hai isiliye break out se pahle hi exit hona aapke liye bahut jaruri hota hai otherwise aap ko loss ka samna karna pad sakta hai.
    Isiliye hamesha farak market ko acche tarike se samajhne ke bad aur pattern ki confirmation ke bad hi decision making Karni chahie.
    Click image for larger version

Name:	IFCM_patterns_diamond.png
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12557195

اب آن لائن

Working...
X