Explanation of Mat-hold candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Mat-hold candlestick pattern
    Aslam o alaikum. Dear members umeed karta hun k ap sab kheriat sey houn gey and forex par achi learning kar rahy hounngey. Pakistan forex forum ail real platform hai jahan hum real trading seekh sakty hein. Aj mein ap sab k sath aik boht he important topic discuss karunnga jis ki information ap sab k pas lazmi honi chaiye.


    What is Bullish Mat-hold candlestick pattern ?


    Bullish mat-hold candlestick pattern k shumar bullish trend continuation pattern mein hota hai. Is mein panch candles different formate ki prices k bullish trend k time banti hai
    Yeh pattern bullish trend k time banta hai aur yeh newly bullish breakout trend ko mazid upward push karta hai. Is pattern k banny ki technique is tarah hai k bullish trend k doran bears market k trend ko change karny ki koshish karty hein but yeh try nakam is waja sey hoti hai kyun k bearish candles zada strong real body mein nahi banti hai, is sey andaza hota hai k bears market mein interest nahi ly rahi hai aur end mein market apni previous bullish trend ko hi follow karna shuru kar deta hai.


    Explanation of Mat-hold candlestick :.

    Bullish mat-hold candlestick pattern ki first candle aik strong bullish candle hoti hai . Yeh candle aik long real body mein banti hai . Is k upper aur lower side k wicks and shadows sey kam hony chaiye . Yeh candle bullish trend ki nishani hoti hai jo k white or green colour mein banti hai.

    * Bullish mat-hold ki second candle aik bearish candle hoti hai . Is candle ki real body bht small hoti hai. Yeh candle pehli candle ki real body k top par banti hai . It means k candle ka open and close first candle k andar hota hai.

    * Bullish mat-hold ki third candle bhi same second candle ki tarah ki hoti hai aur yeh bhi aik bearish candle hoti hai. Yeh same second candle ki tarah small hoti hai and is ka open and close first candle k andar hota hai . Yeh candle second candle k nechy and first candle ki real body k andar banti hai.

    * Bullish mat-hold ki fourth candle bhi same second and third candle jaisi hoti hai. Yeh bhi aik bearish candle hoti hai. Is ki body small hoti hai and yeh third candle k baad lower par banti hai but yeh candle same second and third candle ki tarah bearish candle hoti hai.

    * Bullish mat- hold ki last candle bullish hoti hai. Yeh first candle k almost parallel banti hai. Yeh open fourth candle k baad hoti hai and upper side par close hoti hai. Yeh candle white or green colour mein bullish trend kabkam karti hai.


    Description and conclusion :


    Bullish mat-hold candlestick pattern prices k bullish trend ko upward ly kar jati hai. Yeh pattern baki trend reversal pattern ki nisbat zadazada reliable hota hai.
    Is pattern par trading sey pehly bullish confirmation candle ka hona lazmi hai kyun k fifth candle top par close honi chaiye. Pattern ki confirmation indicators sey bhi ki ja sakti hai. Yeh trend ko mazid upward ly kar jati hai and is sey prices ka trend reversal hona mumkin nae ho paata. Umeed karta hun k aj ka topic ap sab ko easily samjh aya hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explanation of Mat-hold candlestick pattern

    Assalamu alaikum dosto ummid karta hun ki aap khairiyat se honge aur aap market mein achcha kam bhi kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen achcha kam karne ke liye acchi mehnat ki jarurat Hoti hai Ham ismein jitna hard working ke sath kam karenge hamen kamyabi milegi aur ham bahut hi aasani se is business se success Le sakte hain Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana chahie tabhi Ham kamyabi ho sakte hain demo account mein hamen practis Karni hoti hai jitni acchi practis karenge utani hi jaldi Ham kamyab ho sakte hain.

    What is the explanation mat hold candlestick pattern

    Bullish mat hold candle stick pattern trends ko aap world mein continu rakhta hai hamen agar ismein kam karna hai to uske liye important hai ki Ham ismein mukmmal knowledge lekar kam Karen to Ham aasani se is business se kamyabi le sakte hain jaisa ki aap log jante Hain ki market mein hamen mukmmal experience ke sath kam karna hota hai ismein hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana chahie Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hamen ismein chart analysis kolaj mein dekhna hota hai market mein hamen Mani management ko bhi follow karna hota hai ismein Ham jitna achcha kam karenge hamen kamyabi bhi milegi.

    Click image for larger version

Name:	mathold.png
Views:	7
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12420773

    Trading Explanation

    Doston jaisa ki hamen pata hai ki hamen trading mein achcha kam karne ke liye trading ko jyada se jyada time Dena hota hai jo log ismein without experience aur knowledge ke trading karna chahte hain main unko batana Chahta Hun ki vah kabhi bhi is business se kamyabi nahin Le sakte kyunki hamen ismein mukmmal knowledge lekar kam karna hota hai to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain daily hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai hamen kamyabi hamesha acche work aur experience se milati hai Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain agar Ham market ko achcha time den ismein Ham regular kam Karen to kam karne mein aasani ho gi .


    Click image for larger version

Name:	Bullish-and-Bearish-Mat-Hold.png
Views:	5
Size:	28.2 کلوبائٹ
ID:	12420774

    Sabse important hota hai ki Ham ismein planning ke sath kam Karen aapas mein milkar tamam trader ek strategi banaen aur use per kam Karen to hamen kam karne mein aasani Hogi aur ham bahut hi aasani se is business se fayda le sakte hain aur kamyabi Le sakte hain hamen daily ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai Ham bahut hi aasani se is business se kamyabi le sakte hain aur aasani se Ham is business se fayda bhi le sakte hain hamen ismein indicator ko bhi dekhna hota hai support and residence level ko bhi check karte rahana photo hai kyunki isase market ki maut ke bare mein hamen mukammal samajh lagti hai aur ham market mein achcha kam kar sakte hain
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Explanation of Mat-hold candlestick pattern

      Intro:-

      MAT hold candlestick pattern ik bhut he important pattern Hai Jis ko aap carefully study Kar ke apni trading per apply krte howe apni trading min maximum profit hasil kar sakte hain. Dear jb aap market mn different patterns ko carefully learn Karke apni study complete karty hain aur unko apni trading per apply karte hain to Aapka trading mein bahut Acha experience ho sakta hai, aur aap ki trading bahut ziada effective ho skti hai. Mat hold candlestick patterns related main bhi aapse Kuchh information share karna chahta hn.

      Click image for larger version

Name:	images (54).png
Views:	8
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12420781

      MAT HOLD:-


      Mat hold candlestick pattern ka matlab hai ky jab market main aesa pattern creat ho jata hai tou usky bahd hoi market reverse direction mn trend start nhi kerti balky apny previous trend ko follow kerty huey hi market apni movement continue kerti hai isliay hamain mat hold candlestick pattern creat hony per previous trend ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay na ky hamain centre wali there candles ko follow kerty huey reverse direction main trade open krni chahiye ky hamain isterha trade kerny per bra loss ho sakta hai jabky agar ham previous trend k mutabiq trade continue krty hain tou hmain bhot achi earning hasil ho sakti ha.

      Click image for larger version

Name:	images (55).png
Views:	2
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12420780

      Types:-


      Mat hold candlestick pattern ki bhi two types hoti hai bullish mat hold pattern aur bearish mat hold pattern jab market continuously downtrend main movement kerty huey aik bari candle creat kerti hai aur usky bad three candle bullish create kerny ky bad again aik candle bearish creat kerti hai tou aesy main bearish mat hold candlestick pattern creat hota hai jis per sell ki trade enter kerna hota hai jabky agar market continuously bullish trend main movement krty howey aik bari candle creat kerny ky bahd three candle bearish main creat kerny ky bahd again bullish main candle creat kerti hai tou same pattern bullish mat hold candlestick pattern hota hai jis ko follow kerty huey hamain buy ki trade enter kerty hain k market mat hold pattern create hony per previous trend ko continue rkhny ki confirmation deti hai jis ko follow krty howe trade continue kerni chahiye.

      Click image for larger version

Name:	images (34).jpeg
Views:	2
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12420779

      yeh pattern beginners ke liye bhut acha hota hae q ke yeh bahut simple hota hae zayada complications nhe hote hain jis ke waja se yeh new members ko asani se samajh bhi a gata hae to is liye tamam members ko chahiye ke wo is mn se faida hasil karne ke liye is main apne kam ko acha kiya kren wo jitna ziada is main ache tarah se kam kar ln gy to wo is mn utna he successful ho skain gy.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Explanation of Mat-hold candlestick pattern

        market continuously downtrend main movement kerty huey aik bari candle creat kerti hai aur usky bad three candle bullish create kerny ky bad again aik candle bearish creat kerti hai tou aesy main bearish mat hold candlestick pattern creat hota hai jis per sell ki trade enter kerna hota hai jabky agar market continuously bullish trend main movement krty howey aik bari candle creat kerny ky bahd three candle bearish main creat kerny ky bahd again bullish main candle creat kerti hai tou same pattern bullish mat hold candlestick pattern hota hai jis ko follow kerty huey hamain buy ki trade enter kerty hain k market mat hold pattern create hony per previous trend ko continue rkhny ki confirmation deti hai jis ko follow krty howe trade continue kerni chahiye.trend ko upward ly kar jati hai. Yeh pattern baki trend reversal pattern ki nisbat zadazada reliable hota hai.
        Is pattern par trading sey pehly bullish confirmation candle ka hona lazmi hai kyun k fifth candle top par close honi chaiye. Pattern ki confirmation indicators sey bhi ki ja sakti hai. Yeh trend ko mazid upward ly kar jati hai and is sey prices ka trend reversal hona mumkin nae ho paata.

        market reverse direction mn trend start nhi kerti balky apny previous trend ko follow kerty huey hi market apni movement continue kerti hai isliay hamain mat hold candlestick pattern creat hony per previous trend ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay na ky hamain centre wali there candles ko follow kerty huey reverse direction main trade open krni chahiye ky hamain isterha trade kerny per bra loss ho sakta hai jabky agar ham previous trend k mutabiq trade continue krty hain tou hmain bhot achi earning hasil ho sakti ha.


        yeh pattern beginners ke liye bhut acha hota hae q ke yeh bahut simple hota hae zayada complications nhe hote hain jis ke waja se yeh new members ko asani se samajh bhi a gata hae to is liye tamam members ko chahiye ke wo is mn se faida hasil karne ke liye is main apne kam ko acha kiya kren wo jitna ziada is main ache tarah se kam kar ln gy to wo is mn utna he successful ho skain gy.trading ko jyada se jyada time Dena hota hai jo log ismein without experience aur knowledge ke trading karna chahte hain main unko batana Chahta Hun ki vah kabhi bhi is business se kamyabi nahin Le sakte kyunki hamen ismein mukmmal knowledge lekar kam karna hota hai to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain daily hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai hamen kamyabi hamesha acche work aur experience se milati hai Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain agar Ham market ko achcha time den ismein Ham regular kam Karen to kam karne mein aasani ho gi .market mein achcha kam bhi kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen achcha kam karne ke liye acchi mehnat ki jarurat Hoti hai Ham ismein jitna hard working ke sath kam karenge hamen kamyabi milegi aur ham bahut hi aasani se is business se success Le sakte hain Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana chahie tabhi Ham kamyabi ho sakte hain demo account mein hamen practis Karni hoti hai jitni acchi practis karenge utani hi jaldi Ham kamyab ho sakte hain.




        Sabse important hota hai ki Ham ismein planning ke sath kam Karen aapas mein milkar tamam trader ek strategi banaen aur use per kam Karen to hamen kam karne mein aasani Hogi aur ham bahut hi aasani se is business se fayda le sakte hain aur kamyabi Le sakte hain hamen daily ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai Ham bahut hi aasani se is business se kamyabi le sakte hain aur aasani se Ham is business se fayda bhi le sakte hain hamen ismein indicator ko bhi dekhna hota hai support and residence level ko bhi check karte rahana photo hai kyunki isase market ki maut ke bare mein hamen mukammal samajh lagti hai aur ham market mein achcha kam kar sakte hainhamen agar ismein kam karna hai to uske liye important hai ki Ham ismein mukmmal knowledge lekar kam Karen to Ham aasani se is business se kamyabi le sakte hain jaisa ki aap log jante Hain ki market mein hamen mukmmal experience ke sath kam karna hota hai ismein hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana chahie Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hamen ismein chart analysis kolaj mein dekhna hota hai market mein hamen Mani management ko bhi follow karna hota hai ismein Ham jitna achcha kam karenge hamen kamyabi bhi milegi.




        اب آن لائن

        Working...
        X