Bearish and Bullish Divergence trading strategy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish and Bullish Divergence trading strategy.
    Dear friends!
    Forex market main trading kartay huway jab prices technical indicators k against movements karna start karty hain to usay Divergence trading kehtay hain, ya asaan alfaaz main jab prices other data k against run karty hain jis main prices bullish hon ya phir bearish hon to unko forex ki language main divergence trading techniques kehtay hain jisko sajhnay k liye traders market chart main bullish aur bearish trends ko follow kartay huway iski direction say andaza lagatay hain k price ka next target kiya ho sakta hai. Aj ki is post main is technique k baray main learn karaingay aur apny knowledge ko bhi increase karaingay jo k sab kuch darj zail main hai.



    What Is Divergence Indicated:


    Technical indicator k hisaab say divergence prices ki shifting ko kehtay hain, jis main price agar bullish trends k sath movements kar rahi hai to iskay candles bhi aik directions k sath creat hotay huway nazar ayengay. Aik positive divergence tab creat hoga jab price chart pay aik new low creat karege jis say sab indicators chart pay sell movements ka signal show karaingay jab k price isk against movements start kartay huway divergence creat kartay hwuay run karty rahay gee, same he isi tarha say agar price negative divergence creat karty hai to is main aik new high creat hoga jis say price main indicators buy entry ka data show karaty rahaingay jab price low positions main divergence ko show kartay hwuay movements start karty rahay ge.


    Oscillators of Divergence:


    Jab market chart pay oscillators data ki reading kartay hain to unki accuracy positive hoty hai aur unk signals bhi prefect honay ki wjaha say valid count hotay hain. Aik bullish divergence tab happen hota hai jab chart pay prices aik new bottom creat karty hain laikin isko oscillators kabhi bhi accept nai karta hai, yahi circumtances is baat ko clear karty hain to prices apna cntrol loosing kar rahi hai aur bullish divergence aik valid signal k sath price ko perfect signal bana kar show kar raha hota hai.
    Same isi tarha say jab prices aik new high creat karty hain laikin oscillators aik new high creat karnay main fail hota hai to tab bearish trend start ho jata hai, aur usk sath he bullish movements apnay weak data k sath control ko loose karna start kar daitay hain jiski aik example aap neechay screenshot main bhi daikh saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	bulls1.png
Views:	1
Size:	50.3 کلوبائٹ
ID:	12557155


    What is Bullish Divergence:


    Jab forex market chart pay prices gradually lower low karty hue movements karty hain aur sath oscillator signal lower low creat kartay huway candles banatay hain to tab chart pay divergence trading h rahi hoty hai, is main koi bhi difference nai hota hai k chart pay iski confirmations RSI say hoty hai ya phir MACD indicator say ho rahi hai. Agar chart pay RSI bullish signal aik line k sath show karta hai to uski validity kam show hoge jis say price ka control bhi loose hota rahay ga. Neechay aap aik setup say is baat ko clear kar saktay hain k MACD aur RSI kaisay chart pay divergence ko show karty hain.


    Click image for larger version

Name:	divergence1.png
Views:	1
Size:	156.8 کلوبائٹ
ID:	12557156


    What is Bearish Divergence:


    Aik bearish divergence price chart pay progressively tour pay price produce kartay huway higher high say peak creat kartay huway run karty hain, jis say oscillirator signal line aik peak creat kartay huway price agay forward karty hai. Jis say RSI aur MACD signal lines iski arrangements karty hain aur chart pay sath sath signal bhi show karty hain. In main difference yeh hota hai k chart pay jaisay RSI signal show karty hai same he chart pay MACD bhi signal show karta hai jis say oscillirator price pay divergence creat karta hai, jiski aik example aap neechay screenshot main daikh saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	divergence2.png
Views:	1
Size:	137.3 کلوبائٹ
ID:	12557157


    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X