dear friends, forex trading main jo waves market ki correction ya retracement ko show karti hai asi waves ko correction waves kaha jata hay, impulse waves ki nisbat correction waves ko identify karna kafi difficult hota ha, in kay baray main aik important baat yeh hoti hay kay correction waves kbi bhi 5 waves wala pattern nhi bnati hain,
impcorrection waves kbi b 5 waves wala pattern nhi bnati hain, yeh waves 4 different patterns ma exist karti hain jin ma,
1. zigzag corrections
2. flat corrections
3. triangle corrections
4. combination corrections
Zigzag wave pattern:
zigzag wave pattern prices main steep moments ko zahir kar rahi hoti hain jo trend kay oplosite hoti hain, in ma three main waves hoti hain aur lesser degree ki subordinate waves jo zigzag correction bnatai hain 5-3-5 wave count bnati hain,
Flat correction:
Flat corrections simple side ways corrective waves hoti hain, in ma aik wave k reverse aur equal dusri wave bnti ha, in ma 3 waves pattern hotay hain aur iski subordinate waves 3-3-5 wave count bnati hain, in waves ki correction kafi weak hoti ha, iski further three sub categories joti hain, jin ma regular flat correction, expandad flat correction aur running flat corrections hoti hain.
Triangle correction:
triangle formation aisay corrective patterns hotay hain jo converging aur diverging trend line ma bound hotay hain, ye ascending, decending aur symmetric hotay hain, in ma 5 waves hoti hain aur in ki subordinates 3-3-3-3-3 wave count show karti hain, bulls aur bears k darmian forces k momentum balance ko reflect karti hain, aik ideal triangle correction ma succesive waves previous waves ki retracements sa 100% short par fall karti hain,
Combination correction:
Yeh normaly horizontal waves corrections hoti hain aur ye 3 waves correction ko combine kar k bnti hain, corrective waves ki different types ko trade mein apply kerty hain tou us mein technical analysis ko aik important factor bhi bena sakty hain aur us ko carefully use bhi ker sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим