Define Flag Chart Pattern & Details..!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Define Flag Chart Pattern & Details..!
    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    dosto umeed karta hun aap khairiyat se Honge aur apni posting target pura karne ke bad aap bhi apni trading kar rahy hon Gaye Dua karta hun ki aap apni trade se acche se Accha profit Hasil Karen Apne knowledge ko experience ko improve Karte Rahen aaj ki post Mein flag chart pattern hai aur is topic per Aaj Ham discussion kar hain aur aap ko Samjhane ki koshish bhi karta hun ki yah flag Jat Patra market trading chart Mein Kab banta hai aur kaise banta hai aur is se Ham Kis Tarah fayda Utha sakte hain iske Aur Is Tarah Ham isase benefits Hasil kar sakte hain aur apni trade ko profitable banaa sakte hain yah Kasur se use per Banta Hai Jab market ki position yah highest point per jaati aur Wapas aati hai to use time flag chart pattern banta hai.

    Flag Candlestick Pattern:

    dosto flag chart pattern ko market me short term trend k tasalsul k tawar par jana jata hai, jo market ki qeematon ko thora sa waqfa karne k baad pechle trend k tasalsul ko agay barhata hai. Flag pattern tasalsul (continuation) patterns me sab se qabele-aitemad (reliable) pattern hai. Flag pattern us waqat bante hen jab market me tez (fast) movement k bad qeematen sideways chalna shoro karti hai. Flag pattern usi trah dobara aik tez movement shoro karta hai, jis tarah se pehle tha, yani pechle wale trend ka tasalsul barqarar karwata hai. flag pattern aam tawar par hujam k lehaz se ya to bohut zyada bullish ya bearish agay barhte hen, jo taqreeban 1 se 5 candles tak jari rehta hai, aur bare time frame me ye weeks par bhi muheet ho sakte hen. Ye candles aam tawar par trend ki rukawat (pauses) aur market me traders ki adam-tawajah k asarat ko zahir karte hen. Jis k baad qeematen market me apne pechle trend k hisab se agay chalna shoro karti hai.

    Types Of Flag Candlestick Pattern:

    dosto aam tor par flag bante waqat volume kam ho jate helain ya sukar jate hen aur breakout par barh (increase) ho jate hen. Flag pattern 2 types k hote hain.
    Bullish Flag Candlestick Pattern
    Bearish Flag Candlestick Pattern
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	20
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12557068

    Bullish Flag Candlestick Pattern:

    dosto bullish flag pattern us waqat banti hai jab market me pehle se trend bullish ho aur us k bad kuch choti bearish candle bullish bhi ho sakti hai lekin qeematen sideways rehti hai. Ye candles mustateel shakal me aik flag jaisi dekhaye deti hai. Lekin bad me market up side pe bullish movement shoro karti hai. traders k liye opportunity: bullish flag pattern ban.ne k bad traders k leye opportunity hoti hai k wo market me buy ki entry lain. q k yahan se market teezi k sath bullish jayegi. Agar confirmation k liye agli candle ka intezar karen to us sorat me agli candle bullish lazmi ban.ni chahiye. Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12557067

    Bearish Flag Candlestick Pattern:

    dosto bearish flag pattern bullish flag k bar-aks neachay side pe banti hai, aur is k trend ka tasalsul bhi bullish se mukhtalif hota hai. Bearish flag pattern aik bearish trend k bad aise tarteeb hota hai k pehle bearish trend me bullish candle ban jati hai, pher market me chand choti body wali candle banti hai, jis se market sideways movement pe a jata hai. Lekin baad me agar candle beariah ban jati hai to ye market main downtrend ka signal hota hai. traders k leye opportunity traders k leye moqa hota hai k wo market me sell ki entry karen. Q k yahan se market bohut tezi k sath downward jayegi. Trend confirmation k liye agar agli candle ka intezar karen to bhi thek hai, q k us se trend aur bhi strong ho jayega. Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	22
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12557066
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Define Flag Chart Pattern &amp; Details..!

    What Is a Flag?





    candle stuck chart par, reechh ke jhanday ka patteren aik tarteeb hai jis ki aam tor par shanakht ki ja sakti hai. jhanda bazat khud asal retracement ki numaindagi karta hai, jabkay jhanda qutub is taizi se zawaal ki nishandahi karta hai jo pal back se pehlay tha. reechh ke jhanday ke chart ko rujhan ke tasalsul ke patteren ke tor par dekha jata hai kyunkay yeh aik rujhan ki tosee hai. nai support level qaim honay tak qeemat ka patteren pehlay neechay ka rujhan rahay ga .
    is maqam par, jhanda oopar ki taraf yakja karne walay channel ke tor par zahir hota hai. kuch waqt ke baad, bearish rujhan ko jari rakhtay hue, qeemat parcham ki support level se neechay aati hai. qeemat mein kami se faida haasil karne ke liye, yeh crypto currency ke taajiron ko mukhtasir shart shuru karne ke liye kehta hai .


    .
    How a Flag Pattern Works






    qutub aur jhanda reechh ke parcham ki shakal ke do zaroori ajzaa hain. hajam ka ishara aur break out izafi awamil hain jin par ghhor karne ki zaroorat hai. mandarja zail chart par kya talaash karna hai :
    flag pol, jo ke numaya bearish momentum ki wajah se qeemat mein honay wali ibtidayi kami se mutabqat rakhta hai, pehlay is ki nishandahi ki jani chahiye. hajam isharay is waqt charh sakta hai, lekin neechay ki harkat achanak ho sakti hai .
    qeemat mein kami ke baad, reechh ka jhanda consolidation channel ki shakal mein zahir hota hai. jaisa ke is maqam par channel oopar ki taraf jhuk jata hai, qeemat ki harkat sust hona shuru ho jati hai .
    ya to qeemat ki naqal o harkat apni oopar ki raftaar ko dobarah shuru karti hai ya yeh channel ko toar kar umomi kami ka rujhan dobarah shuru kar deti hai. yeh do mumkina nataij hain. neechay ka rujhan pehlay manzar naame mein tabdeel ho raha hai, is liye koi flag patteren bilkul nahi hai. agar dosra manzar nama durust ho jata hai, taham, hum is waqt farokht kar satke hain jab qeemat parcham ki himayat se neechay ajati hai .
    aakhir mein, jab qeemat consolidation channel ( parcham ) se neechay jati hai to hum sale order day satke hain. ziyada tar tajir –apne munafe ke hadaf ki pemaiesh jhanday walay khambay ke zariye karte hain. dosray lafzon mein, yeh taayun karna mumkin hai ke flag pol tak faaslay ki pemaiesh karkay qeemat ka namona kitna kam ho sakta hai. flag channel ki oonchai ziyada mohtaat taajiron ke liye ziyada jame munafe ke maqsad ke tor par kaam karti hai, jo is par bharosa kar satke hain. yahan aik baar phir bear flag patteren ke ahem ajzaa hain :
    pichla bearish iqdaam flag pol tha .
    oopar ki taraf consolidation channel reechh ka jhanda hai .
    break out, jo is waqt hota hai jab qeemat parcham ki himayat ki satah se neechay girty hai. aur
    aam tor par, qeemat ka hadaf parcham ke qutub ke safri faaslay ke barabar hota hai .

    What is the Bearish Flag Pattern?




    jee haan, double taap aur sir aur kaandhon ke sath, reechh ke jhanday ko sab se ziyada aam price action patteren mein se aik samjha jata hai. is ke bawajood, khaas tor par jab aap crypto krnsyon ki tijarat karte hain, to yeh is baat ki zamanat nahi deta ke is ke paish kardah tamam signal mukammal tor par durust hon ge. mumkina nuqsanaat ko kam karne ke liye rissk managment ki hikmat e amli istemaal karen agar qeemat patteren ke usoolon se hatt jati hai. rissk managment ki aasaan tareen hikmat amlyon mein se aik jo aap istemaal kar satke hain woh hai stap las. 1 feesad usool, jo kehta hai ke aap ko aik saudey par 1 feesad se ziyada kharch nahi karna chahiye, aik aur behtareen hikmat e amli hai .



    [COLOR=rgba(0, 0, 0, 0.85)]
    [/COLOR]

    Benefits of the Bear Flag Pattern





    reechh ke jhanday ke patteren ke darj zail ahem fawaid hain :
    Estrata : tamam markitin Bashmole crypto currency, bear flag patteren ko apna sakti hain. bitcoin ya deegar crypto krnsyon ki tijarat karte waqt aap patteren ko pehchan satke hain, Bashmole h15, h30, h1, h4, aur d1. day traders aur soyng traders dono hi patteren ke haq mein hain .
    bear flag patteren ke baray mein aik behtareen cheez yeh hai ke tajir kisi bhi waqt apni mukhtasir pozishnin khol satke hain, yeh jaan satke hain ke –apne stap lasz ko kahan rakhna hai, aur yeh jaan satke hain ke woh kitney munafe ki tawaqqa kar satke hain. mazeed mohtaat taajiron ko munafe ke do ahem ahdaaf ko bhi mad e nazar rakhna chahiye .
    rissk / inaam ka tanasub : reechh ya bail ke jhanday ki tijarat taajiron ko aik misbet rissk / inaam ka tanasub faraham karti hai. koi bhi yeh wada nahi kar sakta ke chart ki tashkeel har baar kamyaab ho gi, lekin aik tajir taweel mudti nuqta nazar ke sath mustaqil faida haasil karne ke baray mein soch sakta hai .
    • #3 Collapse

      جواب: Define Flag Chart Pattern &amp; Details..!

      FLAG CHART PATTERN
      flag pole chart pattern technical analysis mein istamal hone wala aik price chart pattern hai yeh aik important chart pattern hai jo keh previous pattern ki contniuation ko zahir karta hai aur es patern ki madad se hum short time exact trend maloom kar saktey hain es pattern ke do parts hotey hain aik part ko THE FLAG aur dosrey part ko THE POLE kehtey hain jo hamein market ki direction ke barey mein btatey hain.
      EXPLANATION
      dear brother yeh aik important price chart pattern hai yeh trend consolidation of price ko zahir karta hai.yeh pattern five to twenty bars per mushtamil hota hai.flag pattern uptrend (bullish flag) aur downtrend (bearish flag ) mein ho sakta hai.flag ka pole flagpole ke midpoint se agy decrease nhi kar sakta.es pattern ki important batein ye hain.
      1.yeh pattern pehley se jari pattern ko continue kArta hai.
      2.ye consolidation period ko zahir karta hai.
      3. Yeh volumer pattern ko zahir karta hai.
      4.es pattern mein breakout hota hai.
      5.jub prices mArket mein sdame prices per move kar rhe hoti hain tu yeh pattern us waqt breakout hota hai.
      FLAG PATTERN EXAMPLES
      BULLISH FLAG
      dear member flag pattern mein jub bullish trend chal rha ho tu yeh payttern banta hai small bullish candles aik ke baad aik banti hain fifth bullish candle es pattern ke continue ko confirm karti hai aur es pattern bearish candles bhe ho sakti hain lakin voh bhe uptrend mein hoti hain aur es tarah market mein aik nbullish trend jaari rehta hai.


      BEARISH FLAG
      yeh pattern mostly pole ki jaga per banta hai aur yeh trend short time trend hota ai bearish pattern kuch time ke baad reverse ho sakta hai es liye yeh pattern risky hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Define Flag Chart Pattern &amp; Details..!

        INTRODUCTION
        flag chart pattern ko market me short term trend k tasalsul k tawar par jana jata hai, jo market ki qeematon ko thora sa waqfa karne k baad pechle trend k tasalsul ko agay barhata hai. Flag pattern tasalsul (continuation) patterns me sab se qabele-aitemad (reliable) pattern hai. Flag pattern us waqat bante hen jab market me tez (fast) movement k bad qeematen sideways chalna shoro karti hai. Flag pattern usi trah dobara aik tez movement shoro karta hai, jis tarah se pehle tha, yani pechle wale trend ka tasalsul barqarar karwata hai. flag pattern aam tawar par hujam k lehaz se ya to bohut zyada bullish ya bearish agay barhte hen, jo taqreeban 1 se 5 candles tak jari rehta hai, aur bare time frame me ye weeks par bhi muheet ho sakte hen. Ye candles aam tawar par trend ki rukawat (pauses) aur market me traders ki adam-tawajah k asarat ko zahir karte hen. Jis k baad qeematen market me apne pechle trend k hisab se agay chalna shoro karti hai.
        TYPES
        aam tor par flag bante waqat volume kam ho jate helain ya sukar jate hen aur breakout par barh (increase) ho jate hen. Flag pattern 2 types k hote hain.
        Bullish Flag Candlestick Pattern
        Bearish Flag Candlestick Pattern
        Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	20
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12420699
        EXPLANATION

        dosto bullish flag pattern us waqat banti hai jab market me pehle se trend bullish ho aur us k bad kuch choti bearish candle bullish bhi ho sakti hai lekin qeematen sideways rehti hai. Ye candles mustateel shakal me aik flag jaisi dekhaye deti hai. Lekin bad me market up side pe bullish movement shoro karti hai. traders k liye opportunity: bullish flag pattern ban.ne k bad traders k leye opportunity hoti hai k wo market me buy ki entry lain. q k yahan se market teezi k sath bullish jayegi. Agar confirmation k liye agli candle ka intezar karen to us sorat me agli candle bullish lazmi ban.ni chahiye.
        Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12420700
        FLAG


        candle stuck chart par, reechh ke jhanday ka patteren aik tarteeb hai jis ki aam tor par shanakht ki ja sakti hai. jhanda bazat khud asal retracement ki numaindagi karta hai, jabkay jhanda qutub is taizi se zawaal ki nishandahi karta hai jo pal back se pehlay tha. reechh ke jhanday ke chart ko rujhan ke tasalsul ke patteren ke tor par dekha jata hai kyunkay yeh aik rujhan ki tosee hai. nai support level qaim honay tak qeemat ka patteren pehlay neechay ka rujhan rahay ga .
        is maqam par, jhanda oopar ki taraf yakja karne walay channel ke tor par zahir hota hai. kuch waqt ke baad, bearish rujhan ko jari rakhtay hue, qeemat parcham ki support level se neechay aati hai. qeemat mein kami se faida haasil karne ke liye, yeh crypto currency ke taajiron ko mukhtasir shart shuru karne ke liye kehta hai .
        FLAG WORKING

        jee haan, double taap aur sir aur kaandhon ke sath, reechh ke jhanday ko sab se ziyada aam price action patteren mein se aik samjha jata hai. is ke bawajood, khaas tor par jab aap crypto krnsyon ki tijarat karte hain, to yeh is baat ki zamanat nahi deta ke is ke paish kardah tamam signal mukammal tor par durust hon ge. mumkina nuqsanaat ko kam karne ke liye rissk managment ki hikmat e amli istemaal karen agar qeemat patteren ke usoolon se hatt jati hai. rissk managment ki aasaan tareen hikmat amlyon mein se aik jo aap istemaal kar satke hain woh hai stap las. 1 feesad usool, jo kehta hai ke aap ko aik saudey par 1 feesad se ziyada kharch nahi karna chahiye, aik aur behtareen hikmat e amli hai .
        Click image for larger version

Name:	IV90HHc1e3VtlU8sncqGzS5lfBcYe050PTxlsHY2_CSdJ57V_6IalLToym1hlfLAFeNKbJCy_cHjJGMOfrsUWQLn9LU51XpI.png
Views:	6
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12420698
        • #5 Collapse

          Re: Define Flag Chart Pattern &amp; Details..!

          Dear friend, flag chart pattern us waqt bnta hai jb market consolidate krti hai narrow range main fast move kay baad jab flag chart pattern bnta hai normaly flag say aik breakout hota hay, continuation ki form main prior trend ke flag hmay high risk reward bhi deta hai jis ka mtlb hai relatively small risk aur high aur quick profit deta hai is ko flag chart pattern kehty hain, yeh chart pattern bullish aur bearish dono variants main bntay hain,

          Bullish flag chart pattern:


          Bullish flag formation pairs ki up moment main appear hoty hen jo strong uptrend main hoty hen aur inko aik acha continuation pattern smjha jata hay, yeh flag pattern long bullish trend kay centre me banta Hain or phr yh price hmain market ki current price k countinue rehny ka signal deti Hy to isy bullish flag pattern kehty Hain or jab bullish flag pattern banta Hy to market bohat speed sy up direction me jati Hy or inhain bullish flags is liay kaha jata hai kiun kay yeh pattern jo hai wo flags se resemble krta hai pole ke upar lga hua Jo pole hai wo result hota hai fastly up ya rise hotay hain,

          Bearish flag chart pattern:

          Bearish flag formation us waqt bnti hay jb channel ki slopes ko connect kia jata hay yani high aur lows consolidating prices ke sath significant move ke bd jo down hota hai phr rise krta hay trend ko flags pehl pehly down hona chaiye, jab bearish flag pattern banta Hy to market bohat speed k sath downward me move krti Hy aisi situation me hmain sell ki trade set krni chaiay,


          Flag chart patterns and false breakouts:


          pattern k breakouts pe bahut zyada trading hoti hai analysis karte huway dekha jata hai bullish Flag Pattern per trading k liye har trader price k upper trend line ki stud karta hai k is ko break kerna ka wait karta hai jaisa price oper ja ker mid ya top per upper trend sa oper candle ka close deti hai to wahan confirm ho jata hai is sa breakout ki confirmation ho jati hai jab price upper trend ko breakout k bad retest karain wahan to is per trader hamesha apni entry buy ki Trade active kerni chaiay ye aik acha option smjha jata hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Define Flag Chart Pattern &amp; Details..!

            Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members aaj hm apni post mein flag chart pattern k bary mein baat krein gy.

            Importance of chart pattern :

            Forex trading mein trader currency pairs or commodities ke price movements ko smjhny k liye price chart ko read krta hy kun k price chart patterns mein changes momentum or price k trend mein change ko accuracy k sath identify krta hy chart patterns currency pairs or commodities k price chart mein price kile movement ko track kr k trader ko es qabil bnta hy k trader right time pr market mein trade entry or trade exit accuracy k sath ly sky kun k chart pattern price kile movement ko track krna k liye use hona wla most important technical tool hain forex trading mein trader kse b currency pair ya commodity ko buy/sell krny k liye chart patterns pr depend krta hy .

            Flag chart pattern :

            Pole and flage chart pattern bht he important chart pattern Hy . Es pr trader baht accuracy k sath trade kr skty hain forex market mein kse currency pair ya commodity ke price movements straight up and down nai jti blkey price thory time k liye pause lti Hy or phir long term trend ke direction mein thora move krti hy or phir pause ho k agy move krti hy pole and flag chart pattern mein b flag mein price consolidation pause ho jti hy or flag pattern ko break krny par price pole ke trha straight up and down jati hy .

            Click image for larger version

Name:	90debdae7b5cf038f84af5b58038337d.jpg
Views:	1
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12420727

            How to draw this pattern :

            Flag chart pattern aik consolidation pattern hy jis mein price aik small range mein 10 to 20 candles bnati hy es pattern ko draw krny k liye trader price k swing high or swing low ko separate trend lines sy combine krta hy .

            Types of flag chart pattern :

            Pole and flag chart pattern formation or trading signal k sy 2 types mein pai jati Hy .

            1:Bullish flag chart pattern :

            Bullish pole and flag chart pattern long bullish trend k mid mein bnta hy jo bullish trend ko mazed continue rehny ke confirmation dta hy .

            Click image for larger version

Name:	9c5d2914c83b2b64a40f9055136d19e0.jpg
Views:	6
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12420726

            Trading strategy :

            Bullish pole and flag chart pattern par trading k liye zaruri hy k trader es pattern k complete hony ka wait kry or jb yeh pattern complete ho jye to es par trade kry . jb upper trend line k pas ja kr candle close trend line sy oper Sy ay to es sy breakout ke confirmation ho jati hy or buy trade active krni chaheay .

            stop loss take profit :

            Bullish pole and flag chart pattern par trading k doran trader ko stoploss lower trendline k down py place krna chaheay or take profit ko flag sy phly wly pole ke length k equal pr place krna chaheay . trading Krty howay Hmain soch smjh k kaam krna chaheay. jaldbazi nai krni chaheay.
            Balkey soch smjh k trading krni chaheay.


            Click image for larger version

Name:	r9J2jRBm6wAOu2Vjhe3AG_b9WvCoutUwGg.png
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12420725

            اب آن لائن

            Working...
            X