Dear forex member market mein trade lagane ke liye order lagana hota hai ,market mein order ki two types "Instant Order" aur "Pending Orders"hai.hamen market mein order lagane se pahle decide karna hota hai ki humne kon sa order lagana hota hai aise hi market mein order select karne se pahle pata hona chahie.
Instant order:
Sell at market price
Buy at market price
Pending orders:
Buy stop
Sell stop
Buy Limit
Sell Limit
Information of Instant Orders:
Dear forex market mein trade karne ke liye instant order lagane hote Hain jiske liye market ki current price Ko dekh k trade open hoti hai, 2different instant orders ki types and Jin per Ham trade laga sakte hain aise market mein current price se sell ko order bhi laga sakte hain aur buy ka order bhi lag sakta hai.market mein trade lagane ke liye analysis karna hota hai aise hi market mein trade lagane ke liye instant order lagane sy trade active Ho jaati hai,aur ham aise hi market mein profit or loss hona start ho jata hai aise hi market mein hamen trade lagane ke liye khud decide karna hota hai ki humne kon sa order lagana hai market mein different pattern ban rahi hote hain jinko dekh Kar Ham aise market mein trade laga sakte hain aur apne account per trade kar sakte hain.
Use of Pending Orders:
Dear market mein pending order lagane ka benefit tab hota hai,jab market mein Koi bhi pattern ban raha ho aur jab market wo pattern bana deti ho to trade active karva ke profit deti hai aise bhi sabse acchi baat yah hai ki jab market pending order active karti hai hai to uske bad hamari trade ka stop loss bhi Kim ho jta hai.pending order lagane ke bad ham har time market ko watch nahin karna prdta. Ham aise hi market mein trade lagane ke liye sirf ek hi dafa analyse karna hota hai aur pending order lagakar wait karna hota hai market order automatically active kar deti hai.
Buy Stop:
Dear forex members jb market kisi resistance level per hoti hai aur ham yah pata hota hai ki market mein agar ais hi resistance level ko break Kia tou up ja sakti hai to hamen us time buy stop order place kar dety Ha, ais se ya fayda hota hai ki market ki current price se ab side per movement hoti hai to waha se hamra Buy ka oder lag jata hai.
Sell Stop:
Dear member job market mein sellers ka pressure jyada hota hai to us time market mein kisi support break ke bad hum ne sell ki trade lagani Ho to Ham us time sell stop ka order laga dete Hai .Is say ya benefit hota hai ki market hamary sell ka order utha sakti hai aur aur phir hamen apna target Mil jata hai.
Buy limit:
Buy limit order ko hamesha trader current downtrend main current market price level se niche kisi level per place karta hai,aur market price use level per pahunch kar agar reverse hoti hai to buy ki or trade active Ho jaati hai.
Sell Limit:
Sell limit order ko hamesha trader current uptrend main current market price levels sa oper kisi levels per place Kia jata hai.Aur jab market price us level per pahunch kar reverse hoti hai to tab sell ki trade active Ho jaati hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим