Forex K 10 Successful Habits Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex K 10 Successful Habits Forex
    Forex K 10 Successful Habits

    Forex traders successfulHabits / Factors


    Wese in the financial market mi business karne wale traders par lagon hot hen, lekin forex trading me kaam karne wale traders k leye ye das (10) osool bohut aham hen, jis ko apnane se traders sir aap ko bohut had tak kamyab bana sakta hai. Koi bhi businessman chahay wo successful hi q na ho wo sabar, discipline aur experience jaise adaat (habits) k sath peda nahi hota, bulke unhen je riski karobar me in ko apnana parta hai. Forex trading me kaam karne wale traders k leye ye chand aik point bohut zarori hai, jis k sath wo kafi had tak apne aapko kamyab bana sakta hai;
    1. Trading with a plan


    Forex trading me trading plan kisi rahnuma se kam nahi hota, agar trader proper trading plan k mutabiq market me trading karen k us to successful trades ki tadad bohut should so raise him sakti hai.


    Trading plan me traders k market k mutabiq entry point, exit point putting stop loss, limit orders aur lot size shamil hot hen.

    2. Technical analysis of the currency of the future


    Technical analysis karna forex trading market me bohut aham hai, jis tarah se aik mind set game (like chess) me do gamer aik dosre k mind k sath khelte hen, isi tarah se forex market me bhi humen mens k future movement ko observed karna chaheye aur us k mutabiq market me entry, exit aur trade size plan karne chaheye.

    3. Stay flexible

    Je ka matlab hai k kamyab traders nakami ki sorat me apni loss ko accept karte hen aur market k apne situation ko badalte rehte hen. Kabhi kabhi hamare business plan, analysis aur sosre tajzeye thek hot hens, lekin pher kisi news ya dosre events ki waja se humen loss ho jata hai. Humen loss of ko except karna chaheye aur zaiya emotional ho kar mazeed loss of me nahi jana chaheye.

    4. Trading to ley Pori Tayari Karen


    Successful market traders k leye har waqat tayar rehte hen, kam az kam un ki tayari 24 hours ki market ki movement k mutabiq hoti hai. Financial events se humen lazmi bakhabar rehna chaheye, ye hamare business preparation ka lazmi juzz hai, jis me Upcoming economic data, scheduled speakers, central bank interest rate, important meetings of financial leaders, liquidity conditions and unexpected events, etc. Shamil hen.

    5. Range Trading (Trendline)


    Market k mutabiq trading karni chaheye, ziata tar market aksar aik waqat me aik hi trend ko follow karti hai. Traders ko dakhna chaheye k market bull trend, bear trend ya sideways trend me hai. Agar wo kisi khas range me trade karta hai, to humen bhi usi k mutabiq apne trading setting karni chaheye.

    6. Focusing on several couples


    Forex trading me analysis har currency jore pe nahi karna chaheye, q k isis tarah se hum sab currency pair pe sahi tareeqay se result hasil nahi kar sakte. Agar traders seek currencies joron ki nisbat kuch currency pairs par focus karen to is se wo behtar result hasil kar sakta hai. Ziada tar koshash karen k aik hi currency ka mukhtalif dosre currency k sath corresponding karen.

    7. Risk-reward ratio


    Apna risk reward ratio aisa tarteeb den k us me munafa bhi achah mel raha ho aur account ko bara risk bhi na ho. Agar trades to successful hunt to chance ziata hen to risk reward ratio ziata rakhen aur kam profit wale trades pe kam rakhen. Agar 50/50 hon k us waqat apna reward ziyaa aur risk kam kia karen.
    8. Protection of Profits

    Daily ki bunyad par market se thora hi sahi lekin profit hasil karna chaheye. Kamyab traders kabhi bhi apne profit wale trades us waqat tak close nahi karta jab tak wo apne analysis k mutabiq matloba level tak phunch nahi jata.9. Trading with Stop Loss
    Stop loss sarmaye ko mehfoz banane ka sab se safe tareeqa hai. Stop loss ko lazmi set karen, kabhi bhi ye na shochen k ziyaa loss wali trades wapis profit ya loss ko kam karegi. Aksar kabhi bhi loss me shops wapis nahi ati, q k wo jab opposite semat me breakout kar chuki hoti hai k us semat me lazmi us ne kuch faisela bhi tay karna hota hai.
    10. Tracking Other Markets
    Sirf currency par trading ka inhisar na karen aur dosre markets ka bhi baghawar mutalea kia karen. Forex market me gold, oil, silver aur cryptocurrencies bhi bare pemane pe profit dete hen, is waja se trading me in ka bhi istemal kia karen. Aur in k market k hawale se news, events aur dosre aham articals ko lazmi dekh leya karen.

اب آن لائن

Working...
X