Alligator indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Alligator indicator
    Williams Alligator indicator aik technical analysis tool hai jo keh smoothed moving averages ko use karta hai.Indicator aik smoothed average use karta hai, calculated hota hai aik simple moving average (SMA) sa start ka liay.Yeh 3 moving averages ko use karta hai, set hotay hain five, eight, aur 13 periods per. Three moving averages comprise kartay hain Jaw, Teeth, aur Lips of Alligator.
    Indicator applly karta hai convergence-divergence relationships trading signals ko build karnay ka liay, Jaw jo keh slowest turns banata hai aur Lips fastest turns banata hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG_20211101_190600.jpg
Views:	7
Size:	66.5 کلوبائٹ
ID:	12556971
    Explanation:


    • Yeh aik aisa indicator hai jo keh market ko analysis karnay mein help out karta hai, yeh indicator 3 moving averages lines per mushtamil hota hai,
    • jo keh 5, 8 aur 13 ka period per mushtamil hoti hain yeh indicator en moving average ko use kr ka convergence aurr divergence sa signal generate krta hai en 3 lines ko jaw, teeth aur lips kaha jata hai .
    • Jaw aik blue colour ki line hoti hai jo keh 13 smooth average ki line hoti hai .
    • Teeth aik red colour ki line hoti hai jo keh 8 periods ki moving averages per mushtamil hoti hai .
    • Lips aik green colour ki line hoti hai jo keh 5 smooth averages per mushtamil hoti hai.
    • En lines ka colour aur values aap apni marzi sa change bhi kar sakta hain.
    • Yeh lines market ka trend ko indicate karti hain aur possible
    • breakout aur rejection ka baary mein information deti hn inko use kar ka hum market mein achi entry lay saktay hain .

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211101_190618.jpg
Views:	7
Size:	168.8 کلوبائٹ
ID:	12556972
    Working of Alligator ?


    • Alligator 5 ,8 aur 13 ki moving average ko mila ka convergence aur divergence ka through signal deta hai,
    • Es mein jaw sub sa slow turns leta hai jab ka lips sub say fast turn letay hain aur jb lips baki ki sab lines ko nechay ki taraf
    • cross krtay hain to yeh sell ka signal hota hai aur esay hi jab lips baki lines ko uper ki traf cross karta hai to yeh buy
    • ka signal hota hai .
    • Jb yeh lines aik dosry ka qareeb hoti hai.
    • To market mein trading volume bahut kam hota hai aur es time trade nahin ki jaati aur jab yeh lines aik dosra sa kafi door hon to yeh
    • aik strong trend ko indicate krti hain aur es time apko apni trades hold karni chahiay aur jab yeh lines converge hona start hoti hain,
    • ho jain to eska matlb hota hai keh trend weak hona wala hai to apko apni trade close kar deni chahiay.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211101_190636.jpg
Views:	7
Size:	145.9 کلوبائٹ
ID:	12556973
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Alligator indicator

    Yes dear, agr forex main profitable trading karna chahtay hain to is main use hony walay indicators aur tools kay baray main knowledge hona bohat zaroori hay, in ki help sa market ki moment ko thek tarah sa predict kia ja sakta hay aur pairs ki routine ko smjha ja sakta hay, is tarah kay indicator main sa aik aisa hota hay jis ko alligator indicator kaha jata hay,

    Appearence of alligator indicator:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220911_1306_20_7730.jpg
Views:	1
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	12420591

    Ye indicator three line par mabni hota ha or alligators indicators ka use market trend ko maloom karne aur trend ki confirmation ka pata chalane kay liay use kia jata ha kiun kay alligator indicator aik trending indicator ha jis ko use kar kay hum is baat ka pata chala saktay hain kay is waqt market ki direction kis taraf ha yani kay alligators indicators ki help se asani se yeh pata maloom kia ja sakta ha kay market is waqt side way me ha ya trend me ha agr trend me ha to is ki direction kis taraf ha yani up trend me ha ya down trend me aur jab ap ko trend ki direction ka pata chal jata ha to us waqt trade find karna easy ho jata ha


    Alligator Indicator with Moving Average:


    Alligator indicator smoothed moving averages ki simple moving average kay sath calculate kia jata hai. Moving averages par indicator calculation karke market ki qeematon ka result nikalta hai. Alligator indicator three 5,8 aur 13 time period k moving averages ka istemal hota hai.

    Trading technique using this indicator:


    market main alligator indicator ko use karty huey is terha sy trade open ker sakty hain kay jab alligator aik hi direction main movement ker raha hota hai tou hamain aesy time per same trend ko long time ky liay follow kerty huey continue trade kerna hoti hai lekin jab alligator apni position change kerta hai to aisy time per hamain previous open trade ko profit main close ker ky new trend per trade open kerny ky liay ready hona hota hai isterha jab market main trend change hota hai tou hamain new trend ky mutabiq trade open ker ky continue rakhni hoti hai ky hamain market ky both trend main movement sy acha profit hasil ho saky hamain market main trade kerny ky liay trend ko follow kerna zaruri hota hai ky ham kisi surat bhi trend ky against nahi ja sakty to hamain same trend ko find kerny aur trade open karnay kay liay alligator indicator ka use karna chaiay

    اب آن لائن

    Working...
    X