What is Support and Resistance in Forex Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Support and Resistance in Forex Trading?
    Assalam ualikum kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko
    me Pakistan Forex trading me support and resistance ke importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo
    Apke knowledge Or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread me amal karte he to ap ak ache trader bhi ban sakte he ak or bat jo me apko
    Btana chahta ho ke agar Ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum
    Pe guzarte he to ham ak ache or kamyab Trader ban sakte he.

    What is Support and Resistance?
    takneeki tajzia mein himayat aur muzahmat do bunyadi tasawurat hain. qeemat ke charts ko durust tareeqay se parhnay ke liye un sharait ka kya matlab hai aur un ke amli itlaq ko samjhna zaroori hai. supply aur demand ki wajah se qeematein barhti hain. jab talabb rasad se ziyada hoti hai to qeematein barh jati hain. jab supply maang se ziyada hoti hai to qeematein gir jati hain. baaz auqaat, qeematein aik taraf ho jati hain kyunkay talabb aur rasad dono hi tawazun mein hotay hain. takneeki tajzia mein bohat se tasawurat ki terhan, takneeki tasawurat ke peechay wazahat aur istadlaal nisbatan aasaan hai, lekin un ke itlaq mein mahaarat haasil karne mein aksar barson ki mashq lagti hai .

    Click image for larger version

Name:	download (31).png
Views:	45
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12556910

    Key Takeaway;
    takneeki tajzia car chart par qeemat points ki nishandahi karne ke liye support aur muzahmati sthon ka istemaal karte hain jahan imkanaat murawaja rujhan ke tawaquf ya ulat jane ke haq mein hotay hain. support is waqt hoti hai jahan maang ke artkaz ki wajah se neechay ka rujhan ruk jane ki tawaqqa ki jati hai. muzahmat is waqt hoti hai jahan supply ke artkaz ki wajah se oopri rujhan ke earzi tor par ruk jane ki tawaqqa ki jati hai. market ki nafsiat aik ahem kirdaar ada karti hai kyunkay tajir aur sarmaya car maazi ko yaad karte hain aur mustaqbil mein market ki naqal o harkat ka andaza laganay ke liye bdalty hue halaat par rad-e-amal zahir karte hain. trained lines aur moving average ka istemaal karte hue chart par support aur muzahmati ilaqon ki nishandahi ki ja sakti hai .

    Click image for larger version

Name:	download (30).png
Views:	14
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12556911
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Support and Resistance in Forex Trading?

    Support & Resistance

    Support aur resistnace market ki movement per create hony waly levels hoty hain jo ky market aik fix time main maximum aur minimum level tak movement ker rehi hoti hai ky jab market dobara wahan per ponchti hai tou reversal ky bhi bahot zyada chances hoty hain agar ham forex market main trade kerty hain tou hamain pata hona chahiay ky support aur resistance kia hain aur yeh kitni important hain ky ham in ko apni trading main use kerty huey kesy faida hasil ker sakty hain tou support market ki movement main create hony wali aesi position hai ky jab market downtrend main movement ker rehi hoti hai aur kisi point sy bar bar retracement ly ker upward movement shoru ker deti hai tou aesy point ko support kehty hain ky market jab bhi same point per jati hai tou reversal ky bahot zyada chances hoty hain isi terha jab market uptrend main movement kerty huey kisi aik point sy bar bar reverse ho rehi hoti hai tou same point ko resistance kehty hain

    Click image for larger version

Name:	support&amp;resistance.png
Views:	11
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12420542

    Support & Resistance Levels

    Jab market open hoti hai tou woh kisi aik direction main movement ker rehi hoti hai jo upward direction main movement bhi ho sakti hai aur downward bhi tou same movement jis direction main ho rehi hoti hai usi direction main market ki movement ko market ka trend kehty hain ky agar market bar bar downward retracement ly ker overall movement uptrend main ker rehi hoti hai tou woh bar bar kuch resistances ko break ker rehi hoti hai aur downtrend main movement kerty huey market bar bar small supports ko break ker rehi hoti hai tou yeh small supports and resistances ky levels hoty hain jin ko market break kerty huey apni maximum support ya resistance per ponchti hai aur jahan sy market ka reverse hona ya trend ka change hona confirm hota hai

    Click image for larger version

Name:	level.png
Views:	12
Size:	166.7 کلوبائٹ
ID:	12420543

    Instant Orders with Support & Resistance

    Forex market main short term traders ya scalpers support aur resistance ko bahot zyada importance dety hain ky market jab support per hoti hai tou buy main trade open ker lety hain aur jab resistance per hoti hai tou sell main trade open kerty hain aur bahot kam time main bahot achi earning ker lety hain lekin long term traders just market ky trend ko follow kerty huey trade open and continue kerty hain so agar support aur resistance per reverse order main trade open ki jaey tou same support aur resistance ky breakout per stoploss lagana bahot zaruri hota hai ky agar support ya resistance break hoti hai tou phir market same order main next support ya resistance tak zarur movement kerti hai

    Click image for larger version

Name:	Strengthofsupport&amp;resistance.jpg
Views:	18
Size:	83.8 کلوبائٹ
ID:	12420544

    Recommendations for Trade with Support & Resistance

    Jahan ham forex market main support aur resistance sy reverse direction main intant orders open kerty hain wahan pending orders ko bhi use kerty huey apni trade continue kerty hain tou isky liay support aur resistance bahot zyada importance rakhti hain ky agar ham limits main pending orders apply kerna chahty hain tou same support aur resistance sy reverse order main ham limit pending orders set ker dety hain jabky agar ham stops pending orders set kerna chahty hain tou hamain same stops orders forex market main support aur resistance ky breakout per set kerny hoty hain ky agar market support ya resistance sy reverse hoti hai tou wahan per limit orders hamain profit dety hain jabky agar market kisi support ya resistance ko break kerti hai tou wahan per stops pending orders hamain profit dety hain ky breakout kerty hi hamari trade open hony ky bahd market ki same order main hony wali movement perh hamain bahot achi earning ho jati hai lekin her pending order ko bhi her surat main limit kerna chahiay ky hamain same order main bhi stop loss aur take profit zarur set kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	trade.png
Views:	20
Size:	371.3 کلوبائٹ
ID:	12420545
    • #3 Collapse

      Re: What is Support and Resistance in Forex Trading?

      aslam o alikum dear forex trader umeed krta ho ky ap sub kharit se ho gy khoub mojeen kr rhy ho gy ab jo topic main ap logo se share krny laga ho wo hai support and resistance kya hai to is ko hum detail se share krty haen ky ye kya hai aur ye kesy work krti hai to is ko detail mein dekty haen to chalye start krty haen.
      support and resistance
      ye support aur resistance ye do foundational concepts haen jo technical analysis ko control krti hai ye understandig ki terms mean aur their practical application ko essintial to correctly reading price charts krti hai. prices move becase of supply aur ye demand hai yw demand greater hoti hai than supply se aur pher is ki jo prices haen wo increase ho jati haen. jub supply increase hoti hai to pher demand ki jo price hai ye fall yani down hona start ho jati hai asal menin ye jo prices haen will move sideways as both supply and demand are in equilibrium hai like many concepts in techncial analysis the explanation aur rational behing tehnical concepts ko reltivel tour per easy is mein mastery in application ko take out kya jata hai aur price action ko control mein rakha jata hai.
      Key Takeaways
      technical analhysis ye use to support aur resistance level to identify price ponts ko on a chart mein is ko jo probabilities hai is ko pause ya pher reversal of a prevailing trend hai. is mein jo support occurs where a downtredn is expected to pasuee du to concentration of demand hoti hai.
      ye jo resistance occur hoti hai ye uptredn is expected to pause temorarily due to concentration hoti hai wo bhe supply ky opper
      Click image for larger version

Name:	resistance1.png
Views:	14
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12420561
      What is support
      ye support ye prices fall jo hoti hai un ki excess of supply ko over demand ye lower prices ko go out krta hai ye more attractive prices ko become to those waiting on the sidelines to buy the share ye some level demand ko would have been slowly increasing ko will rise krta hai ye price level ko matches to supply krta hai ye pint prices will stop falling kr deta hai ye support hoti hai aslam mein is ki jo price ki movement hoti hai is ko control kya jata hai is ki rise aur fall ko dekha jata hai aur is ki importance hai ye ky jub market mein price level ups and down hota hai is se hamen signal mil jata hai is lye ye bhot he important role performe krta hai support jo price level ko chart per price sone ko level krta hai ye any event ko support ko area on a price ko chart show krta ya buyers ko willingness to buy krwata hai ye jo level hai demand will ussually over whelm supply krta hai.
      Click image for larger version

Name:	resistance2.jpg
Views:	6
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12420562
      What is the resistance
      ye jo resistance hai ye opposite of support ye prices ko move up krta hai aur ye demand ko supply krta hai jub prices move hoti haen higher per to pher ye there will come a point when selling will over krta hai ye desire to buy krta hai ye happenes for a variety of reasons it could be that traders have determined that prices are too high or have meet krta hai apny target ky oper ye relucatcnce of buyer to initaite new position ko valuation krta hai
      Click image for larger version

Name:	resistance3.png
Views:	4
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12420563
      • #4 Collapse

        Re: What is Support and Resistance in Forex Trading?

        aj is thread me apko
        me Pakistan Forex trading me support and resistance ke importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo
        Apke knowledge Or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread me amal karte he to ap ak ache trader bhi ban sakte he ak or bat jo me apko
        Btana chahta ho ke agar Ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum
        Pe guzarte he to ham ak ache or kamyab Trader ban sakte he.

        What is Support and Resistance?
        takneeki tajzia mein himayat aur muzahmat do bunyadi tasawurat hain. qeemat ke charts ko durust tareeqay se parhnay ke liye un sharait ka kya matlab hai aur un ke amli itlaq ko samjhna zaroori hai. supply aur demand ki wajah se qeematein barhti hain. jab talabb rasad se ziyada hoti hai to qeematein barh jati hain. jab supply maang se ziyada hoti hai to qeematein gir jati hain. baaz auqaat, qeematein aik taraf ho jati hain kyunkay talabb aur rasad dono hi tawazun mein hotay hain. takneeki tajzia mein bohat se tasawurat ki terhan, takneeki tasawurat ke peechay wazahat aur istadlaal nisbatan aasaan hai, lekin un ke itlaq mein mahaarat haasil karne mein aksar barson ki mashq lagti hai .



        Key Takeaway;
        takneeki tajzia car chart par qeemat points ki nishandahi karne ke liye support aur muzahmati sthon ka istemaal karte hain jahan imkanaat murawaja rujhan ke tawaquf ya ulat jane ke haq mein hotay hain. support is waqt hoti hai jahan maang ke artkaz ki wajah se neechay ka rujhan ruk jane ki tawaqqa ki jati hai. muzahmat is waqt hoti hai jahan supply ke artkaz ki wajah se oopri rujhan ke earzi tor par ruk jane ki tawaqqa ki jati hai. market ki nafsiat aik ahem kirdaar ada karti hai kyunkay tajir aur sarmaya car maazi ko yaad karte hain aur mustaqbil mein market ki naqal o harkat ka andaza laganay ke liye bdalty hue halaat par rad-e-amal zahir karte hain. trained lines aur moving average ka istemaal karte hue chart par support aur muzahmati ilaqon ki nishandahi ki ja sakti hai .
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Support and Resistance in Forex Trading?

          Assalam ualikum kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko
          me Pakistan Forex trading me support and resistance ke importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo
          Apke knowledge Or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread me amal karte he to ap ak ache trader bhi ban sakte he ak or bat jo me apko
          Btana chahta ho ke agar Ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum
          Pe guzarte he to ham ak ache or kamyab Trader ban sakte he.

          What is Support and Resistance?
          takneeki tajzia mein himayat aur muzahmat do bunyadi tasawurat hain. qeemat ke charts ko durust tareeqay se parhnay ke liye un sharait ka kya matlab hai aur un ke amli itlaq ko samjhna zaroori hai. supply aur demand ki wajah se qeematein barhti hain. jab talabb rasad se ziyada hoti hai to qeematein barh jati hain. jab supply maang se ziyada hoti hai to qeematein gir jati hain. baaz auqaat, qeematein aik taraf ho jati hain kyunkay talabb aur rasad dono hi tawazun mein hotay hain. takneeki tajzia mein bohat se tasawurat ki terhan, takneeki tasawurat ke peechay wazahat aur istadlaal nisbatan aasaan hai, lekin un ke itlaq mein mahaarat haasil karne mein aksar barson ki mashq lagti hai .

          اب آن لائن

          Working...
          X