Dear friends Forex trading mein kuch trading chart aise hote hain Jo ke trader ko bahut hi zyada helpful Hote Hain trading ko samajhne ke liye inmein se kuch trading chart trader ko aagah karte hain trend ki continuation ke bare mein kuch trend s reversal ke bare mein predictions provide Karte Hain aur in mein se kuch trend reversal ki production provide karte hain friends abhi Ham Jis topic per baat karenge woh bhi trading pattern Hai Jisko Kahate Hain falling knife candlestick pattern yah trader ko wicket karta hai ki market is waqt continuous ek hi trend ki taraf move kar rahi hai jo bearish ho sakta hai.
Introduction to Falling knife Candlestick Pattern.
Dear friends falling knife candlestick pattern Jab banta
hai market mein to is ka matlab yah hota hai Ki Kisi bhi commodity ya currency per ki price Itni Sudhan aur Sharp tareeqay ke niche ki taraf girti Hain ke use Waqt trading Nahin Karni chahie aur trading ko avoid karna chahie falling knife ki state ma hun yani simple words ma kaha jae k market bhot tezi sy downward move kar rahi ho to trader ko esko foran buy ni karna chahey trader ko es falling knife ko catch karny ki khosis ni karni chahe. Agr wo asa kary ga to usk pass jetna b capital ho ga wo wash ho jae ga.
Trading at Falling Knife Candlestick Pattern.
Dear friends market Mein Jab falling Knife candlestick pattern create ho raha ho to use Waqt aapko buy new trade bilkul bhi open nahin karni chahie falling knife pattern bn raha ho to buying na karain bl kay prices kay bottom tak pohnchnay ka wait karain, is ma prices kay fall karnay ki koi specific length ya magnitude nhi hota, falling knife spike sa thora similar boti hai aur friends Falling knife pattern kisi sorat ma b occur kar sakta hai. Ye pattern kisi bad news k bad market par act kar sakta hai jes sy market fall kar jaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим