Importance of Risk in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Risk in Forex Trading
    What is Risk in Forex Trading

    Jab ham forex market main kuch amount invest kerty hain tou yahan per hamain trade kerni hoti hai jis per hamara sara account balance aik hi trade main khatam bhi ho sakta hai isliya forex market main trading ky liay invest ki jany wali amount per ham bahot bara risk lety hain ky agar same amount per open ki jany wali trades profit main chalti rehain tou hamara balance secure rehta hai lekin agar market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou hamara account aik hi open trade main wash bhi ho sakta hai ham jis terha kisi business main kuch amount invest kerty hain tou same investment per hamain loss nehi hota profit hota hai agar business bahot zyada profitable ho tou bara profit hasil ho jata hai aur agar business aesa ho jis main profit kam hota hai tou hamain same investment per profit bhi kam hi hasil hota hai jabky forex market main ki jany wali investment per hamain profit bhi hasil ho sakta hai aur hamari sari amount loss main zaya bhi ho sakti hai aur yehi bahot bara risk hai

    Click image for larger version

Name:	risk.png
Views:	6
Size:	87.2 کلوبائٹ
ID:	12556835

    High Risk in Forex Trading

    Jab ham market main trade open kerty hain tou hamari same trade main ham jo lot size set kerty hain wohi hamary risk ka level hota hai ky agar ham small balance per trade kerty huey bari lot size set ker ky trade open kerty hain tou same risk hamari investment per bahot bara risk hota hai aur bary risk ka hamain faida jab hota hai tou bahot achi earning hasil ho jati hai jabky agar hamain bara risk leny per market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou bari lot sy trade open hony ki waja sy kuch pips ka loss bhi bahot bara loss hota hai hamain risk level per hony waly loss ko mind main rakhna chahiay ky agar hamain acha profit hasil ho jata hai tou ham trade close ker ky profit ko withdraw kerwa lety hain jabky bary risk per hamain loss hota hai tou same loss ki waja sy hamara account wash ho jata hai aur hamain trading ky liay dobara investment kerna perti hai isliay kabhi aesa risk nehi lena chahiay jis sy account wash hony ky chanes zyada hon

    Click image for larger version

Name:	bigrisk.png
Views:	10
Size:	110.2 کلوبائٹ
ID:	12556836

    Small Risk in Forex Trading

    Small level per risk leny ka bahot bara advantage yeh hota hai ky agar hamain open trade main loss bhi ho jata hai tou ham next trades main loss ko asani ky sath recover ker lety hain jabky further trading main hamain profit bhi hasil ho jata hai jabky bary risk main account wash ky bahd recovery ka koi chance nehi hota so hamesha trade open kerny sy pehly hamain jo lot size set kerni hoti hai woh minimum level per set kerni chahiya ky agar loss hota bhi hai tou usko asani sy recover kia ja saky lehaza hamain aesy pairs main trade kerni chahiay jin main market ki movement slow hoti hai aur lot size isterha sy set ki jaey ky agar market hamari open trade ky against bhi move kerti hai tou support ya resistance tak market ki movement per hamara account safe rehy tou jab market support ya resistance sy reverse hoti hai tou hamara loss khatam hony ky bahd profit bhi hasil hona shoru ho jata hai isliay small lot size ko use kerty huey small risk level ky sath trade continue kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	risk management.png
Views:	2
Size:	196.0 کلوبائٹ
ID:	12556837

    Advantages and Disadvantages of Risk

    Jab tak ham forex market main risk nehi lety beshak ham bari investment bhi ker lety hain tab bhi hamain koi profit nehi hota ky hamain forex market main ki hui investment sy profit hasil kerny ky liay risk lena hi perta hai jabky agar ham small balance per trade kerty huey bara risk ly lety hain tou market ka pata nehi chalta kabhi bhi kisi bhi direction main bahot bari movement kerny per hamara account wash ho sakta hai so hamain forex trading main risk soch samajh ker lena chahiay ky agar loss hota hai tou woh itna zyada na ho jabky bahot bari investment per risk bahot kam bhi nehi hona chahiay ky long time period ky liay trade kerny per bhi agar acha profit hasil nehi hota tou investment ka faida nehi hai lehaza trade open kerny sy pehly market ky achy analysis ker ky risk ky level ko kam ker ky trade continue kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	cncl.png
Views:	1
Size:	183.8 کلوبائٹ
ID:	12556838
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Risk in Forex Trading

    forex trading main risk management ki boht ziyada ehmiyat ha. agr forex trading without risk management ki jaey tu loss ka chances increase ho jatay hain aur hamaray account ka capital zero ho jata ha. kamayab trader hamaisha wohi hota ha jo trading sa pehla risk management ko nazar andaz ni karta. so ya hum sab ka liya zarori ha ka trading start karna sa pehla risk management par zaror study karain so that ham apna paisa loss karna sa bach sakain.
    • #3 Collapse

      Jab ap leverage ko zaida use karian gy or ap ko pata ho ga kay ap risk level kitna use kar rahy hain per trade kay hisab sy tu ap us kay mutabiq ap trade karain. ap jab apni trade ko behtar karty hain tu us kay leye zarori hai kay ap ko pata ho kay kitni lot ap aik time mai open kar sakty hain or ap kitni lot ko close kar sakty hain tu ap us kay mutabiq ap trade ko open karain. ap ka risk level jitna bara ho ga tu ap kay account ko us kadar loss kay chances ho sakty hain esleye koshish karian kay jo be ap trade karain us kay leye ap pehly risk or money managent kar lain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Forex trading ya kisi bhi trading market mein investment karne ke liye risk ka samajhna aur uske saath deal karna bahut zaroori hai. Forex trading mein bhi risk ka ek bahut bada hissa hota hai aur agar traders ya investors risk ko samajhte nahi hai toh unhe market se jald hi bahar nikalna par sakta hai. Forex trading mein kai tarah ke risks hote hain, jaise ki market risk, credit risk, liquidity risk, operational risk, aur legal risk. Ye sabhi risks trading market mein present hote hain aur traders aur investors ko in risks ko samajhna aur uske saath deal karna zaroori hai. Market risk ek aisa risk hai jo market ki volatility se juda hota hai. Forex market mein currency prices ke fluctuations kaafi jyada hote hain aur agar traders aur investors in fluctuations ko samajhne mein kamyaab nahi ho paate hain toh unhe market se jald hi bahar nikalna par sakta hai. Credit risk ek aisa risk hai jismein kisi party ka default ho jaana shamil hota hai. Forex trading mein kisi bhi party ya counterparty ke default hone ke chances hote hain, jaise ki broker, bank ya anya financial institution. Liquidity risk ek aisa risk hai jismein trader ya investor apni positions ko buy ya sell karne mein problem face kar sakta hai. Jab market mein liquidity low hota hai toh traders aur investors ko apni positions ko buy ya sell karne mein problem ho sakti hai aur isse unke profits aur losses par bhi asar par sakta hai. Operational risk ek aisa risk hai jismein trading platform aur infrastructure se juda hota hai. Jab traders aur investors trading platform par trade karte hain, toh technical glitches aur server downtime ke karan problems ho sakti hai. Isse traders aur investors ko apni positions ko monitor karne mein problem ho sakti hai aur isse unke profits aur losses par bhi asar par sakta hai. Legal risk ek aisa risk hai jismein trading regulations aur laws se juda hota hai. Forex trading mein traders aur investors ko trading regulations aur laws ko samajhna bahut zaroori hai. Kisi bhi trade ke time, traders aur investors ko apne trade ke liye sahi permissions aur licenses hona zaroori hai. Agar traders aur investors in risks ko samajhte hai aur uske saath deal karte hain toh unhe forex trading mein kaafi kam risk hote hai. Risk management ek bahut important aspect hai jismein traders aur investors ko apni trading strategies ko customize karne ki zaroorat hoti hai. Risk management strategies mein traders aur investors apni risk exposure ko manage karne ki koshish karte hai. Kuch strategies mein traders aur investors apni trading positions ke saath stop loss aur take profit levels set karte hai, jisse ki unhe market volatility aur currency price fluctuations se deal karne mein madad milti hai. Dusri strategy hai position sizing jismein traders aur investors apni positions ki size ko control karte hai. Agar traders aur investors apni positions ki size ko control kar sakte hai toh unhe market volatility aur currency price fluctuations se deal karne mein kaafi kam risk hote hai.
        Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.

        اب آن لائن

        Working...
        X