Tower Bottom candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tower Bottom candle stick pattern
    what is Tower Bottom candle stick pattern




    Tower Bottom candle stick 2 opposite rang ke candle stick hote hein or teen say panch chote base candle stick hote hein stocks ka aik bullish trend reversal candle stick pattern hota hey yeh forex market mein price chart ke direction ko identify karta hey Drop really kay meltay jultay dahnchay ke wajah say aik higher imkane trading set up banta hey or base kay tor par jadeed technical analysis mein estamal hota hey
    Click image for larger version

Name:	Tower-bottom-candlestick-pattern-1-760x434.png
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12556811



    identification tower bottom candle stick pattern



    pehle candle stick aik important bearish candle stick ho ge r es candle stick ka size bearish ka trend hona chihay
    pehle bearish candle stick kay bad teen say panch candle stick banay gein base candle stick ka matlab yeh hey keh chte ghomnay wale candle stick or nechay ke candle stick hote hey candle stick mein base ke tarah 25% body to wick ka tanasob hota hey es ka matlab yeh hey keh body small ho ge or shadow zyada important hon gay
    akharee candle stick aik bare bearish candle stick ho ge es ko pehle candle stick ke Fibonacci level kay 50% say level say opar close karna ho ga
    Click image for larger version

Name:	Tower-bottom-pattern-1-760x511.png
Views:	4
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12556815


    Tower Bottom candle stick trader ko jo batata hey




    demand or supply mein motabkat ke wajah say yeh aik higher imkane trading candle stick banate hey bearish kay trend kay bad aik akharee bare bearish candle stick ban jay ge jes say zahair hota hey seller market ko mokamal control mein rakhtay hein or forex market mein price ko kam karnay kay ley apni total raftar ka estamal kar chokay hein
    seller nay apni total raftar ko estamal kar lea hey buyer forex market mein ain gay or seller mokamal control mein hotay hein or price ko kam karnay kay ley apni kul raftar ka estamal kar chokay hotay hein
    seller nay apni kul raftar estamal kar le hey ab buyer kay pass ab bhe itni raftar nahe hote hey keh woh seller ko maat day saken yeh he wajah hote hey price aik dahnchay mein chale jate hey side way market kay bad aik bare bullish candle stick ban jay ge jes say zahair hota hey buyer forex market kay control mein hotay hein or trend badal jay ga
    Click image for larger version

Name:	example-of-tower-bottom-pattern-1-760x485.png
Views:	1
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12556816



    best trading condition



    zyada higher imkane trading set up
    ko hasell karnay kay ley hum dosray technical indicator ka estamal kartay hein or shamel kartay hein kunkeh yeh trading set up strategy ko increase karnay ka sabab banta hey
    demand zone ya support zone Tower Bottom candle stick kay sath yeh key level bullish trading ko reversal janay kay imkan ko increase kartay hein
    oversold kay hallat mein : RSI indicator sungom candle stick kay nechay karkardge ko behtar banay ga
    Click image for larger version

Name:	tower-bottom-pattern-strategy-1-760x429.png
Views:	1
Size:	38.2 کلوبائٹ
ID:	12556814
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Tower Bottom candle stick pattern

    TOWER BOTTOM CANDLESTICK PATTERN
    tower bottom ya tower bearish candlestick pattern aik bullish trend reversal candlestick pattern hai jo do big different colour wali candlesaur five small candles per mushtamil hota hai.es pattern mein mostly seven candles shamil hoti hain yeh bullish aur bearish dono candles hoti hai.yeh pattern price chart ke bottom per banta hai.yeh pattern slowly change in price ko zahir karta hai es pattermn ke dauran qeemtein bearish trend se bullish trend mein tabdeel hoti hain.yeh pattern advance technical analysis mein istamal hota hai.
    TOWER BOTTOM CANDLESTICK PATTERN KI PEHCHAN
    neechey di gy maloomat per amal karkey hum market mein es pattern ko pehchan saktey hain.
    1.es pattern ke start hone se pehley bearish pattern chal rha hota hai aur es pattern ki pehli aik bearish candle hoti hai.
    2.pehli bearish candle ke baad teen se panch base candlestick banti hain.base candle ka matlab small doji candles ya spinning bottom candles hain.en tamam candles ki chuti body aiur big shadow hota hai.
    3.es pattern ki akhri candle aik bearish candle hoti hai.yeh candle pehli candle ke middle point per band ho jaati hai.


    TRADING STRATEGY
    es pattern ki supply aur demand ki vaja se bahut zyada ehmiyat hai.es pattern ki last bearish candle hoti hai jo btati hai keh market mein seller zyada hain aur unke pass market ka control hai.aur market mein prices neechey gir rhe hain.kuch time ke baad buyers market mein enter hotey hain lakin voh sellers se kum hotey hain jiski vajah se market sideways movement ko show karti hai.
    market mein sideways movement ke baad zyada buyers enter hotey hain aur market up jana start kar deti hai aur market ka trend totally tabdeel ho jata hai.


    DEMAND AUR SUPPLY ZONE
    prices mein hone wali tabdeeli zahir karti hai keh pehley bearish trend aur phir market mein bullish trend move karta hai.yahe es pattern ki demand aur supply zone hai.
    es ke elava RSI INDICATOR es paatern ko improvement deta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X