Aslam o alaikum dear member.
Umeed karti hun k tamam members kheriat sy houn gey and forex par achi learning kar rahy houn gey. Pakistan forex forum aik real platform hai . Yahan hum trading k rules k sath sath forex ki market ki pehchan karna bhi seekh sakty hein. Aj mein ap sab k sath aik boht importantntopic discuss karun gi jo trading k doran bht important role play karta hai. Umeed karti hun k sab members is pattern ko zarur seekhen gey .
What is hammer candlestick pattern ?
Dear members , forex trading mein candlesticks chart pattern us time banta hai jab market mein koi bhi priceprice kisi nuqta aghaz k muqably mein kam hojaye , liken apny opening point sey kuch distance par close ho jaye .
Hammer candlestick pattern mein candle ki choti si body ban jati hai jo k doji candle stick pattern sey different hoti hai. Hammer candlestick pattern mein candle ka jo shadow banta hai wo aik tou downward hota hai aur second ye shadow candle ki body ka almost double hota hai . Isi waja sy is candlestick pattern ko hammer candlestick pattern kaha jata hai.
* Hammer candlestick pattern mein candle ki body market ki opening aur closing points ko represent karti hai. Jab k candlestick ka shadow market ki price high aur low ko show kart hai jo k us period mein move hui hoti hai. Hammer candlestick aksar bearish movement pe banti hai jis mein market mein koi price aik special time k liye boht he zada down to chali jati hai liken buyers k pressure ki waja sy wo price wapis oper position mein ajati hai. Phir bhi candle ki aik small body nechly side pe ban jaty hein. Hammer candlestick pattern mein market price ki downside pey rejection ko zahir karti hai jis sey market us position sey wapis ajati hai.
Explanation of hammer candlestick ;
Hammer candlestick pattern us time banta hai jab market mein selling pressure waqti tor par aajata hai aur us k baad market ki reversal hojati hai .
Candles k close hony par market ki candlestick pattern banny sey pehly market mein buyers zada active ho jaty hein. Traders ko market ki reversal ka ishara milta hai jis sey traders market mein stock ko buy karty hein . Forex trading mein hammer candlestick pattern ka yeh faida hai k is sey hamen aik strong qisam ki market k reversal ka ishara mil jata hai aur yahan sey market phir uptrend chalna shuru hojati hai. Hammer candlestick banny k baad market mein buy ki entry lazmi active karni chaiye.
Description and interpretation ;
Forex members hammer candlestick ko properly identify kar lety hen tou is k baad hamen market mein aik confirmations candlestick milati hai jo hamen market ki next movement sey related apni important information provide kar rahi hoti hai . Agar hum market mein completely successful trading karna chahty hein tou aisi situation mein hamen market me hammer candlestick ki proper interpretation karna hogi aur us k baad hamen conformation candlestick ka bhi wait karna hoga otherwise forex trading mein completely successful hona mushkil hojaye ga.
Conclusion
Dear members hammer candlestick patterns ki drawback ki bat karen tou yeh financial market mein koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nai keh sakty. Isi waja sey all chart pattern ya candlestick market mein traders ki banaye howy hein. Ummed karti hun k ap sab ko aaj ka topic easily samjh aya hoga. Is pattern boht he important hai sab k liye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим