Dark Cover Clouds candlestick Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cover Clouds candlestick Pattern.
    Dear friends humara aaj ka topic bahout he dilchasp hai jis ko Dark Cover Clouds candlestick Pattern kaha jata hai Dark Cover Clouds candlestick Pattern long bullish trend waly trend ko bearish trend main tabdeel karta hai aur friends is pattern ke banne ke baad Jaise Hi Ek sell wali candle banti hai to use point per aap ko fauran entry La leni chahiye aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Uske bad FIR aapko Ek Aur entry bhi le leni chahiye market aksar jb uper resistance ko hit hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	Dark-Cloud-Cover-Pattern.png
Views:	23
Size:	30.5 کلوبائٹ
ID:	12556738

    Introduction to Dark Cover Clouds candlestick Pattern.

    Dear friends Dark Cover Clouds candlestick Pattern aik baht he kum banany wala trading pattern hea aur ye us waqt banta hai hai jab market continuously uptrend main move kar rehi hoti hai to jab bari movement kerny ky bahd kisi aik point sy market is tarah reverse hona shuru ho jaye ky last bullish candle ky had next candle bearish ho jo bullish candle ky upper sy kuch gap ky sath open hokar bearish main is tarah close ho ky bullish candle ky fifty percent tak pahunch jaye aur next third candle bhi bearish main hi banay to eisy main ho pattern create hota hai usko dark cloud pattern kehty hain.

    How to Trade at Dark Cover Clouds candlestick Pattern

    Dear friends Dark Cover Clouds candlestick Pattern ko agar samjh kar trading kree jayay to yea aap ko bahut he zyada faida day sakta hai Dark Cover Clouds candlestick Pattern ki first candle agar bullish trend main banati hai tu sell ki trade open kar sakte hain isliye hamain market main successful trade kerny ky liay dark cloud pattern sy zarur faida hasil karna chahiay ky is pattern per market ki movement yaqeen hoti hai ky trend reverse hony per market downtrend main movement karna shuru kar deti hai market main aisa pattern creat ho to humain samajh lena chahiye kay ab market ka trend reverse hony ka raha hai ky ham aesa pattern complete hony per sell ki trade open kar sakty hain aur pattern resistance per banta hai to aap is mein acchi entry Le sakte hain jab aapke pass ek achcha entry point hoga jab market mein aap dekh Rahe hote hain k strong uptrend hota hai aur market musalsal uptrend mein movement kar rahe hoti hai to to aapke pass ek bearish candlestick banti hai hai jiske bad market ka trend change ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Dark-cloud-cover-formation-1024x716.jpg
Views:	12
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12556739
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark Cover Clouds candlestick Pattern.

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


    Dark cloud cover pattern counterattack candlestick pattern ki tarah aik bearish trend reversal pattern hai jiss main aik candle apne se pehle din ki candle par upper side se gap main ban kar attack karti hai, jiss k nateejay main bullish trend ka khatma ho jata hai. Ye pattern bullish trend ya top of the price main banta hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices main bullish trend ki trend ki akasi karti hai, jab k doare din ki candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle se above gap main open ho kar ussi k midpoint k nechay close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	36
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12452933

    Candles Formation


    Dark cloud cover pattern trend reversal pattern honne ki waja se prices k top par ya bullish trwnd main banta hai, jiss se prices apne trwnd ko badalne main majboor ho jati hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	11
Size:	22.9 کلوبائٹ
ID:	12452934

    1. First Candle: Dark Cloud Cover Candlestick Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle honi chahie, jo k bullish trend ya high prices ko zahir karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai.

    2. Second Candle: Dark Cloud Cover Candlestick Pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k top par open ho kar ussi k midpoint se nechay close hoti hai. Ye candle lazmi 50% se nechay close honi chaheye. Ye candle volor main black ya red hoti hai.

    Explaination

    Dark cloud cover pattern market main buyers ki prices k top par push karne k baad uss ki dilchaspi khatam hone k baad market main banta hai. Ye pattern delhne main same "Belt-Hold Line Pattern" jaisa dekhta hai, lekin dosri candle k top par wick ya small shadow hone ki waja se uss se mukhtalif dekhta hai. Pattern do candle par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish trend wali candle hoti hai, jo pehli candle k top par open ho kar ussi k darmeyan se nechay close hoti hai. Ye candle pehli candle k open point se pehle close honi chaheye, warna pattern k bearish Engulfing Pattern main badalne ka hadsha ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12452932

    Trading

    Dark cloud cover pattern ki dosri candle k baad market main sellers active ho jate hen, q k ye aik bearish signal de rahi hoti hai. Pattern k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k long real body main pehli candle se nechay close ho jaye. Agar indicator se confirmation karna ho to Stochastics Oscillator aur CCI oscillator overbought area main hona chaheye. Pattern k baad agar white ya bullish candle banti hai to iss se ye pattern invalid ho jayega. Stop Loss pattern k sab se top position jo k dosri candle ka open ya high price ho sakta hai, se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12452931

    اب آن لائن

    Working...
    X