Importance of Three Black Crows Candlesticks Pattern in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Three Black Crows Candlesticks Pattern in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai three black cross candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke kamyabi Hasil kar sakte hain.

    Three Black Crows Candlesticks Pattren:

    Dear 3 black cross candles take pattern price chart per Jyada buying ki condition Mein banne wala Ek bears trend river cell pattern hai jo ke teen candles par mustamiz hota hai pattern Mein Shamil teenon candle bearing scandal hoti hain jo ki long real body Mein Hoti Hai pattern ki teenon candles price ke top per bullish Trend ke Hath Mein kabahes Banti Hain scandal Ki long body Hamesha market mein jyada supply aur kam demand ki vajah Se Banta Hai yah pattern dusre two days candles ya dusre candles take pattern ki nisbat is vajah se ek strong reversal ka signal Deta Hai Kyunki is pattern ki teenon candles long aur strong bearish trend ko zahir Karti Hain .

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-07T181910.500.png
Views:	26
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12556557

    Candles Formation:

    Dear 3 black cross pattern teen candles par mustameez pattern hai jo market Mein bear is trend ka ek strong reverse ya continuation ka Ishara Deta Hai pattern ki teenon candles hoti hain Jiski formation darja zail Tarah Se Hoti Hai .

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-07T181918.015.jpeg
Views:	30
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12556558

    First Candle: 3 black crows pattern Mein Shamil first candle ek strong bearish candle hoti hai jo ki black ya red color Mein banti hai yah candle long bhi race scandal hai jo ki market Mein bearish trend reversal ka Ishara Deti Hai.

    Second Candle: three black crows pattern ki second candle B first candle Ki Tarah bearish hoti hai Jisko color bhi sem black Hota Hai yah candle first candle Se Jyada strong banti hai Kyunki mostly yah candle size mein first candle Se Jyada hoti hai.

    Third Candle: 3 black crows pattern ki third candle BE first do candles Ki Tarah hi bearish hoti hai yah candle size mein second candle Ki Tarah hoti hai jo ki first candle se Thodi Si Badi Hoti Hai yah candle bhi color Mein black ya red banti hai.

    Explaination Of Three Black Crows Pattren:

    Dear three black crows candlestick pattern Mein Shamil candles long real body Mein hone ki vajah se market Mein bearish strength ki aakashi Karti Hai pattern price ke resistance level per bullish trend ko reject Karke price ko Teji ke sath down ki taraf push Karti Hai price chart ke top area Jahan police friend Mein Aksar demand ki Kami Hoti Hai jisse market ko trend reversal ka Samna karna padta hai but Jab price ke top per Jyada seling pressure ki vajah se price teen lagatar scandals Banti Hain To yah pattern banta hai Kyunki pattern ki teenon candles black karao uski Tarah hoti hai jo ki ek dusre ke bad Banti Hain pattern Mein teenon candles ek strong real body Mein banti hai Jiske upper aur lower side per Shadow bahut kam size Mein Hota Hai.

    Trading With Three Black Crows Pattren:

    Dear three black crows candlestick pattern price Mein mostly strong calendar events news fundamental impact your social impact ki wajah se price ke top per Banta Hai Jiski vajah se price Teji ke sath down fall start Karti Hai pattern per trading candles ke size ke mutabik Kiya Ja sakta hai yani Agar candle strong rear body Mein long size mein banti hai to iske liye trend confirmation ki jarurat nahin padati hai but price ka high area trend Mein Hona important hai but pattern use time invalid ho jaega Jab pattern ke bad Ek bullish candle Banegi indicator per trend confirmation ke liye over both zone Ka Hona zaroori hai Jiske bad hi entry Karen stop loss pattern ke sabse top position ya first candle ke high price se Two pipes above set Karen.


    Click image for larger version

Name:	download (17).jpeg
Views:	49
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12556559
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Three Black Crows Candlesticks Pattern in Forex Trading.

    Dear member Jab aap market mein kamyabi hasil karne ke liye candles take pattern ko study karte Hain to definittely iski against aapki learning bahut jyada increase ho sakti hai aur aapki profit ko increase karne ke liye bahut hi important roll play kar sakti hai lekin Jab aap candle stick button ko study karte hain to ismein aapko hamesha be careful hokar apni learning process ko complete karna chahie kyunki Jab aap is process ko complete kar rahe hote hain to ismein aapke liye bahut jyada difficulties bhi ho sakti hain aaj main aapse ek bahut hi important aur familiar candles department ki discussion karne ja raha hun.

    Three Black Crows

    Jab aap scandal stick pattern ko study karte hain to ismein aapko bahut hi acchi information available ho rahi hoti hai basically yah candlestick pattern aapko resistance level per milta hai aur ismein aapko resistance level per 3 consecutively black candles milati hai black candles ka matlab hota hai ki Jab market down payment karti hai to usmein aapko black candle available hoti hai is candle ki base per aap market mein bahut acchi entry Le sakte hain.

    Resistance Level

    yah candlestric pattern aapko hamesha resistance level per available ho sakta hai kyunki Jab aap market mein resistance level ko find out karte hain aur uske bad aapko market mein down candles available hoti hain to iski vajah se aapko definittely bahut jyada advantages available ho sakte hain aur ismein aapko definittely bahut benefit ho sakta hai Jab aap market mein jyada se jyada fayda hasil karna chahte hain to iske liye aapko hamesha market mein regularly basis per apni trading experience ko increase karna hota hai aur ismein aapko maximum advantages hasil karne ke liye consistantly apni hard working karna hoti hai aur resistance level per is pattern ko find out karna hota hai.

    Estimated Target

    Jab aap Kisi candle stick pattern per apni trade lete Hain to definittely iska aapko estimated target ka bhi Idea hona chahie basically Jab aap market mein jis time frame ki base per entry le rahe hote hain use time prem ki s per hi aapko apna target set karna chahie aapka time frame jitna jyada hoga use ka target bhi itna hi jyada ho sakta hai isliye Agar aapko yah candlestick pattern Kisi acche time prem mein mil raha hai to usmein aapko apna estimated target bhi jyada select karna chahie aur isase maximum profit hasil karne ke liye hard working karni chahie aur iske mutabik apni trading karni chahie.

    Stop Loss

    Jab aap is candlestick pattern ki base per market mein entry le rahe hote hain to ismein aapko risk management ke rules and regulations ko bhi jarur focus karna chahie aur Market mein highest point per apni is limit ko set karna chahie kyunki Jab aap market mein is limit ko highest point per set kar lete hain to usmein aapko bahut fayda mil sakta hai aur Agar market aapki against jaati hai to aap market mein is nuksan ko control kar sakte hain aur apni entry ek aur acchi position se lekar apna nuksan recover bhi kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X