Trend Line Explanation.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Line Explanation.
    Dear friends trading main trend line ko bahot zyada importance hasil hea kyn kay trend line ko draw kar kay existing trend ka asaani say pata lgaya ja sakta hea trend line draw ker kay market main currency pairs k oper us ka trend find kerny maen kafe help dity haem humean trend draw karne ka tarika aey ga to pher he hum us say achi entry lay payenge agar aik trend line aik point k oper do time chart kay ooper touch kar rahe ho to phir woh valid hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	word-image-99.png
Views:	5
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12556548

    How to Draw Trend Line.

    Dear friends trend line up word say downward ya downward se upward main draw ki jati hai jis main hum trend ko find out karty hain or apni trading k liye faisla karty hain aur is baat ka kha khyal rakhian kay trendline laga rahe hain usmein market ko touch Kar karke fayda hai lagane Hain is tarah aap ki trendline achhi hogi aise Hi agar aapne downside wala trendline lagani hai to us mein aapko dekhna hoga ki market upside se downside mat kar rahi ho aur new lower and lohar laga rahi ho.

    Types of Trend Lines.
    • Bullish trend line.
    • Bearish trend line.


    Bullish trend line.

    Dear friends Bullish trend line kay zaroori hai kay market mein trading chart per jo trading candlestick ki position hoti hai unka closing point aik dosre se oper ki taraf banta hai yea trend line is waja se hoti hai jab market me demand ziada aur supply kam hoti hai.

    Bearish trend line.

    Dear friends market main trading chart kay ooper jo bearish trend line hoti hai aur Is main jo prices hoti hen wo musalsal gerti howi ja rahi hoti hai aur candle stick formation is tarah se hoti hai k har nex candlestick ki closing point pehli candlestick se downward hoti hai

    Click image for larger version

Name:	USDCAD-the-scope-of-a-trendline.png
Views:	9
Size:	115.5 کلوبائٹ
ID:	12556549

    Additional Note.

    Dear friends aap kop ta hona chahye kay Jab market mein fake Breakout ki movement hoti hai to use Waqt traders ko thoda waite kar lena chahiye Jab yah movement market ki reverse price actually reverse trend Line ki taraf movement star karen to use Waqt traders ko apni trade start Karni chahiye Kyunki market ki price ki movement ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend Line Explanation.

    Introduction:-

    Forex trading ki market Mein trendline ki theory ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai isliye Tamam members ko chahie keva is trendline theory ko ziada Se ziada learn ke tha ki vah is theory ke zariye se market Mein trendline ki importance ko ache tarike se clear kar Saken is a trend Line Theory ko confirm karna ziada Jaruri hota hy.
    Forex ki market mein trade usi waqt start hoti hai jab us ko signal milty hain jab tak us ko signals nahi milty tarde start nahi hoti ia ka mtlab hai k us k liye trade mein us waqt tak move kerna mushkil hai jab tak us ko un ko news nahi milti news par bhi forex k platform par acha kaam kiya ja sakta hai forex mein hum kisi bhi pair ko dekhny k liye hum ye judge ker lety hain k market up move ker rahi hai ya phir down humen is mein mehnat aur lagan k sath kaam kerna ho ga jab hum is mein mehnat kerty hain tou humen is mein benefit milta hai is mein aik trend line hoti hai jo k trade k hisab se moe kerti hai trend line ko samjhna har kisi k bus ki baat nahiin hoti is ko sirf expert traders he smjh skty hain jo trendline hoti hai wo support aur resistance k role ko play krti ha.

    Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	6
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12420241

    Definition:-

    trendline market Kbtrend ko define krti hen aur market oper or nechay two trend line me chlti ha to un k darmiyan fasla asta asta kam hota rehta ha yeni market ki volatility kam hoti rehti ha to market aik triangle ki shape bana deti ha jub market os triangle ko break karti ha to waha par entry li jati ha aur triangle strategy ki to ais mai ye hai k hum jis bhi pair mai triangle dekhty hai to aus par hum ko trades tab tak ni lagani chaye jab tak triangle break na ho jaye aor jab triangle break ho jaye to hum ko aus time aik choti lot se entry lagani chyae aur phir jab market dobara is triangle ko test krny aati hai to hum ko aus time phir bari lot se trade lgni chahiye hum aga is triangle pr trade lgye to hum ko us par stop loss bhi zaror lgana chahiye

    Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	10
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12420240

    Importance:-

    trendline lagany ka bhi aik khaas maqsad hota hai jab bhi trend line brake hoti hai tou is mein possibility ben jati hai jis se trend berhany ka time aa jata hai is mein two types k trend hoty hain aik bearish aur doosra bullish agar market us line ko cross kerti hai tou trend bhi change ho jata hai aur phir is tarhan humari trade par bhi effect parta hai humen chahiye k hum trendline k related achi information ko hasil Karen aur phir he apni tarde ko start Karen is se human ziada benefit mil sakta hai trendline market k trend ko define kerti hai aur market yahan par above aur below two directions mein move ker skti hai jab in k drmiyan difference hota hai agar wo kam ho to market bhi kam volatile hoti ha.

    Click image for larger version

Name:	images (25).jpeg
Views:	2
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12420239


    ye lines trend ki identification aur confirmation k liay aur support aur resistance levels ko predict karnay k liay b use hoti hain, trend lines high (resistance) aur lows (support) sa mil kar bnti hain, trend line ko construct krny k liye hmain highs ko ya lows ko apas mn connect krna hota ha, in k result sa jo line hasil hogi usy trendline khty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X