What Is Gravestone Doji Candlestick Pattern ?
Gravestone doji candle us waqat banti hai jab market ki qeematon ka open, close aur low positions aik hi ho. Is candle ka oper (uper) ki taraf aik bara saya hota hai. Gravestone Doji Candlestick aapko hamesha resistance level per milti hai ager yah candle resistance level k oper hogi to is ka effective aur bi strong hota hai. Kun ki jab bhi market main aik strong bullish trend hota hai or us ky baad resistance level per aap ko ya Gravestone Doji Candlestick nazer aaye to yah selling trend ki confirmation hoti ha. Two aam tor per iqsam hoti hain
Gravestone*Doji*at the Top
Gravestone*Doji*at the Bottom
Gravestone Doji at the Top
Gravestone doji candle bearish signal degi agar is ko mazbot up-trend ya high qeemat wale area me ban jaye. Ye aik bearish candle hai, q k is ka oper ki janib aik lamba saya hai aur is ka close position kam (low) hai. Low price me band hone ka matlab hai k mandi (bear) qeematon par hawi hai, halankeh baqi candle pehle bullish hi rahi hai. Agar candle k opening aur closing points aik dosre k qareeb hongay to is ko shooting star candle kaha jayega, is candle ko bearish candle me shumar kia jayega
Gravestone Doji At the Bottom
Gravestone doji at bootam aisa pattern hota hy jo neechy ki janib banta hy jab tren bearish hota hy . kam qeemat wale area ya bearish trend k bad bane to ye market ki reversal (bullish trend) ka signal hoga. Agar candle ka open close aik dosre k qareeb hai lekin aik position pe nahi hai to ye inverted hammer candle hog. Gravestone doji ki identify hony par short position say start krty hain, Confirm hony kay liye es ko dosray technical indicators kay sath conjunctions mein istemal kartay hain. Aksar trader's volume associations ko dekhtay hain aor session ky sath aur precious session ki activity ko potential indicator ki reliability ka break par dekhtay hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим