Difference between Oscillator and indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between Oscillator and indicator
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai ummid karta hun Sabko khairiyat se hungar market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge dear market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi acchi airing kar Sakoge kiske sath sath main aapke liye ek naya topic Lekar Ham ummid Jyada knowledge Apne topic ki taraf chalte hain aur Market Mein kam karne ke liye time nahin maine bahut jaruri hai kam karne ke liye aap kitna time Doge aap apne ban jaaoge

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	11
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12556453

    Oscillator indicator

    Friends Oscillators common aur simple indicator hay jo key market key oversold aur overbought condition ko represents karta hay, oscillators indicator ko me es ley simple samajhta hon key es ko samjna bahot hi easy hay market 0 to 100 key range me bound hota hay agar market movement rang 100 ho to oscillators indicator over bought condition ko represent karta hay jab key zero rang over sold condition ko zahir karta hay ye bahut hi popular technical indicator hay.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12556454

    Indicator

    Friends jesa kay naam say he zaahir hea kay INDICATOR is ka matlab yea hai ky yea aap ko indicate karty hain confirmation nahi dety jub aap chart open karte hai aur us par ap indicator lagaty hai to aus mai ap ki candles k oper ya aus k sath jo bhi indicator lagta hai aus ko hum indicator kehty.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12556455

    Types of Indicators

    Friends forex trading main chart main different indicators han indicators ki different types han jin main different jaga pe chart show hoty han.

    Trend indicators

    Oscillator indicators
    Volumes indicators
    Bill William indicators
    Trend indicators

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12556456

    How Oscillator Works.

    Friends Jab market main zyada buyers aa jate hain ya phir zaida sellers aa jate hain to market overbought ya oversold situation main aa jati hai aur us kay baad market main aik wahan say down aane ke tawaka hoti hai. To jab market es tarha ke situation main hoti hai to oscillator indicator aapko ye signal deta hai kay ab aapko buy karna chahiye ya phir sell karna chahiye. Dear Jaisa ki maine Upar market ki value ki vah reality ke bare mein bataen Sitara market ki value currency Ke Sath Sath Ho Rahi Hoti Hai ISI ko candle stick Jis Tarah candlestick banti hai ISI Taraf doctor ke sath chalo aur bhai ka trailer Lagate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Difference between Oscillator and indicator

    Dear friend market mein kam karne ke liye hamen market ka mukammal knowledge Lena hota hai jaisa ki hamen pata hai ki market kahan mukmmal knowledge lekar kam karenge to hamen kamyabi milegi ismein hamen regular kam karna hota hai regular is business mein mehnat Karni Hoti hai tab bhi Ham kamyab bhi ho sakte hain jaisa ki ham log jante Hain ki ismein indicator ko follow karna bahut important hota hai Ham market mein indicator ko follow karte Hain to isase hamari training Kafi jyada acchi ho jaati hai aur ham apni trading se aasani se fayda le sakte hain Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi is business mein kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha mein acche work ke Sath milati hai.

    What is the oscillator indicator

    Dear Forex member oscillator indicator ki baat karen to yah ek sada sa indicator hai jo ki ek market ki condition ko represent karta hai aur hamen batata hai ki market ke move kaise Hogi isliye hamen market mein indicator ko mis nahin karna chahie jab Ham market ko watch karte Hain to hamen market mein bahut hi jyada indicator milte Hain jinse Ham mukhtalif kism ka fayda uthakar ismein trading Karke munafa Kama sakte hain jaisa ki Ham jante Hain ki market mein hamen trading ke liye jyada se jyada knowledge ki jarurat Hoti hai hamare pass jitna jyada is business ka knowledge Hoga hamen utna hi achcha munafa bhi milega Jo log ismein mehnat Nahin karte vah ismein kamyabi Nahin ho sakte kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai.

    Click image for larger version

Name:	download (12).png
Views:	4
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12420169

    Trading oscillator indicator

    Jab market mein jyada log kam karte Hain to use time market mein oversold aur overbought banta Jo hamen market ki condition ke bare mein batata hai aur use time hi market k bhrey mn btata ha aur use time hi market mein oscillator indicator banta hai isase hamen pata chalta hai ki market ki move kis taraf hone wali hai isase Ham fayda uthakar market mein achcha work kar sakte hain iski hamen confirmation ka wait Karna hota hai aur hamen is ko chart mein dekhna hota hai jaisa ki ham log jante Hain ki market mein Ham chart ko jyada follow karenge to hamen munafa milega chart mein kam karna bahut hi important hai hamen ismein demo account ko bhi follow karte rahana hai photo hai demo account hamari practis ke liye ek bahut hi achcha account hai.

    Click image for larger version

Name:	grade6-leading-indicators-wrong3.png
Views:	2
Size:	103.8 کلوبائٹ
ID:	12420170
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X