Dear Friends aaj hum aik trading pattern discuss krian gay jis kio Wolf Wave Candlestick Pattern Kaha jata hai aur Trading Main most commonly use kiya jata hea wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha wolf pattern ki confirmation k liye hame dekhna chahiye k sari wave same hon per sirf third and fourth distinct hon Wolfe Wave Candlestick pattern ki confirmation ye ha k pattern ki Pachween wave ki priceline ko breakout karna hai.
Intro to Wolfe Wave Candlestick Pattern.
Dear friends Wolfe Wave Pattern wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha wolf pattern ki confirmation k liye hame dekhna chahiye friends Wolfe Wave Candlestick Pattern ke peechay nazriya ke mutabiq, pehli lehar ke aaghaz mein nuqta se khenchi gayi aur choti lekar ke aghaz se guzarnay wali aik lakeer panchwin lehar ke ekhtataam ke liye hadaf ki qeemat ki paish goi karti hai aur es pattern ke off hone indication deta hai aur hamein target price action ke baad apni trade ko off kar dena chahiye.
Wolf Wave candlestick Pattern Indications.
Dear friends Friends Wolfe Wave Candlestick pattern main up ya down side main Panch waves hoti hain Jo hamain zigzag movement kay baad aik trend kya batati hai. Yani in main say teen waves aik side pe hoti hain jab keh do aik side pe, is tarah six musalsal reversal waves main hamain ye umeed hoti hay keh ab ye wave again same last waves ki tarah long jaye gi, jis kay starting main he ham ager achi planning and analysis kay sath kisi indicator ka use kar kay timely trading order place kar lain to hamein bahut achi earning ho sakti hai Wolfe candlesticks pattern har kisam kay time frames main banta rehta hay lekin uski effectivity higher time frames main bahut jyada samjhi jati hay jab keh ye up and down trend donon main mufeed tasawar kia jata hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим