Assalamu alaikum dear Forex friends umeed hai kya sab khairiyat se honge aur Forex trading mein achcha kam karte hue achcha profit hasil kar rahi honge dear jab Ham is business mein kam karte Hain to hamen achcha profit hasil karne ke liye Apne vargi quality ko daily basis per improve karne ki jarurat Hoti hai kyunki jitna jyada ham achcha sikhate Hain itni hi acchi uski application karte hue utna hi achcha reward hamen milta hai isiliye hamen achcha knowledge aur experience hasil karne ke liye struggle karte rahana chahie dear aaj Ham jis topic per baat karenge vah hai "Three Shooting Star Candlestick Pattern" aur main ummid Karti Hun ki yah information Jo main apni post mein share karne ja rahi hun aapko is topic ko samajhne mein bahut jyada help out karegi.
What is Three Shooting Star Candlestick Pattern?
Dear friends three shooting star candlestick pattern Ek bahut accha pattern hai jismein Ham pahli candle normal dekhte hain aur yeh candle normal range mein banti hai.
Aur iski price Ek range mein hi hoti hai aur fir market jab reversal moment start Karti hai to koi bhi kimat usmein hamen interest Lene deti hai to hamen bhi usmein acche entry mil jaati hai isiliye market ko acche tarike se samajhne ke bad usmein liya jaane wala hamara achcha entry point hamen achcha profit dila sakta hai isiliye hamen chahie ki Ham is pattern ko acchi tarike se complete hone ke bad aur iski confirmation ke bad hi is pattern per trading karen to tab hi ham market se achcha profit hasil kar sakenge.
Trading with Three Shooting Star Candlestick Pattern:
Dear friends jab Ham baat karte hain three shooting star cantastic pattern ke trading strategy ke bare mein to hamen is baat ka pata hona chahie ki is per trading karne se pahle hamen yah dekhne ki jarurat hoti hai ki kya yah pattern complete ho chuka hai kyunki jab tak koi bhi pattern complete Nahin hota use per trading ke liye liya jaane wala koi bhi action hamen kabhi bhi achcha profit Nahin deta isiliye hamesha koi bhi pattern complete hone ke bad hi usmein trading start Karni chahie aur uski confirmation ke bad Ham achcha profit Le sakte hain. Is pattern mein jo men candle Hoti hai uski long upper week hoti hai aur uski body ka size niche ki jaane hota hai aur usko 1 point ka naam Diya jata hai jo ki ab train ko show karta hai lekin iski break wale point jisko tu ka naam Diya jata hai per Shadow hota hai aur yah hamesha real body se size mein double hoti hai aur iski body wale hisse ko 3 ka naam Diya jata hai aur yah bullish aur bearish trend ki alamat hoti hai. Isiliye acche tarike se is pattern ki confirmation karne ke bad ham is pattern ke mutabik bye ya sel ki entry lekar achcha profit market se yahan se kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим