Bullish meeting line pattern , 2 candles ko involve karta hai, aik black aur aik white hoti hai, yeh candles ka pair close per milta hai, es ka matlab yeh hai keh dosri candle jo keh bullish hoti hai , uski closing price pehli bearish candle ki closing price ka equal hoti hai.Yeh current trend mein reversal ka signal hota hai , normally ager dekha jay.Ap es ka
Construction:
1)Pehli candle
Aik downtrend ki candle hai.
Eski body black hai.
Aur yeh aik long line ki tarah appear hoti hai.
2)Dosri candle
Eski body white hai
Eski closing price , pichli closing price ka equal hai.
Explanation:
Es picture mein dekhain, 2 candlestick hain, aik bearish hai aur aik bullish hai, aur es mein dikhaya gya hai keh kesy downtrend ka bad bullish meeting line pattern start hota hai.
Es pattern ki shape simple hai per yeh bht ziada rarely appear hota hai.
Example:
Agar dekha jay to bullish meeting line pattern jo hai , in neck pattern sa similar hai, q keh bearish continuation pattern hai. En pattern ka main difference, dosri line ki body ki length hai. In neck pattern mein dosri line ki body shorter hoti hai, jb keh bullish meeting line candlestick pattern mein dosri line ki body comparatively larger hoti hai.
Esko aik picture sa dekhtay hain , jo keh bahut achi example hai:
Es picture mein bullish meeting line ki occurrence show ki gai hai, pehli line long black candle hai, jis sa resistance zone ki formation ho rahi hai. Black candle jo keh pattern ko follow kar rahi hai, wo breakout ka downtrend ki failed attempt hai. Aur result mein resistance zone stronger ho jata hai aur bears control ly letay hain. Yeh aik simple graph hai jis mein may sa October tak market ko movement show ko gai hai, umed hai es graph
- Yeh picture btati hai keh , yeh uptrend mein occur hota hai, asi candle sa confirmation hoti hai jo keh es pattern ko follow karti hai.
- Pehli candle long hai aur white hai, dosri candle long aur black hai, es ka close same level per hai, jahan per pehli candle ka close hai.
- Es picture mein ranking bhi btai gai hai, common rank jo h wo G+ hai aur efficiency rank B hai, oper ki taraf 51 percent hai, neechy ki taraf 49 percentage hai.
Construction:
1)Pehli candle
Aik downtrend ki candle hai.
Eski body black hai.
Aur yeh aik long line ki tarah appear hoti hai.
2)Dosri candle
Eski body white hai
Eski closing price , pichli closing price ka equal hai.
Explanation:
- Es pattern mein , bearish aur bullish 2 candlestick hoti hain, jinki closing price equal hoti hai. En 2 candlestick ki body, average body length sa ziada hoti hai.
- Bullish meeting line candlestick pattern , downtrend ka reversal indicate karta hai.
- Esko aik picture sa understand kartay hain
Es picture mein dekhain, 2 candlestick hain, aik bearish hai aur aik bullish hai, aur es mein dikhaya gya hai keh kesy downtrend ka bad bullish meeting line pattern start hota hai.
Es pattern ki shape simple hai per yeh bht ziada rarely appear hota hai.
Example:
Agar dekha jay to bullish meeting line pattern jo hai , in neck pattern sa similar hai, q keh bearish continuation pattern hai. En pattern ka main difference, dosri line ki body ki length hai. In neck pattern mein dosri line ki body shorter hoti hai, jb keh bullish meeting line candlestick pattern mein dosri line ki body comparatively larger hoti hai.
Esko aik picture sa dekhtay hain , jo keh bahut achi example hai:
Es picture mein bullish meeting line ki occurrence show ki gai hai, pehli line long black candle hai, jis sa resistance zone ki formation ho rahi hai. Black candle jo keh pattern ko follow kar rahi hai, wo breakout ka downtrend ki failed attempt hai. Aur result mein resistance zone stronger ho jata hai aur bears control ly letay hain. Yeh aik simple graph hai jis mein may sa October tak market ko movement show ko gai hai, umed hai es graph
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим