Pole and Flage Chart Pattern
Forex market mein price straight up and straight down move nahe karti hai, balka price straight move karne ke baad thodi dair ke liye consolidation karti hai. Is pattern man straight movement ko ""Pole"" kaha jata hai aur consolidation ko ""Flage"" kaha jata hai.
Types of Pole and Flage Chart Pattern:
I. Bullish Pole and Flage Chart Pattern
II. Bearish Pole and Flage Chart Pattern
Bullish Pole and Flage Chart Pattern.
Bulliish Pole and flag pattern aik continuation pattern hota hey jo keh forex market mein price mein strong ezafay kay bad trend mein aik short gap kay tor par hota hey bull flag pattern nechay ke taraf say dahlwan channel banata hey jo keh last trend kay against 2 motwaze channel banata hey. Bullish flag formation ye found stock hota hai jo stong uptrends aur good continuation pattern ko considered krta hai is lye is ko bull flags khety haen Q ky ye resemble flag per pole banata hai pole ye result hota haistable kay es period kay doran volume ko apni tashkeel kay zarey say khoshak hona chihay or breakout kay zyada dahkallnay ka azam karna chihay bull ke shape Flag say melte julte hey es ley es ko yeh naam deya jata hey Hamen is market Mein Kabhi Bhi bagair knowledge ke work nahin karna chahie Agar hamare pass knowledge Hoga To Hamen profit hoga
Bearish Pole and Flage Chart Pattern
Bearish Pol and Flag pattern is market Mein , downward tren ko zahir kerta hy ose Waqt Banta Hai Jab market niche ki taraf Move kar rahi ho aur uske bad Thodi Si correction Karen market thoda sa up Move Karen aur uske bad market thoda sa Down Mein move Karen aur fir market Apne a Pichhle trend ko follow karte hue move karen to yah Pattern bhi bahut hi jyada important hota hai aur is market Mein bullish flag Patra aur Barish flag Patra Jab Ham is ko Dekhte Hain To Hamen pata chal jata hai ki yah flag pattern Hai Kyunki Iske shape Hoti Hai vah flag Ki Tarah hi hoti hai Hamen kabhi bhi is patron ko ignore nahin karna chahie Jab yah market Mein ban raha ho To Hamen market se fayda uthana chahie
Pole and Flag Chart Pattern per trades kaise kare?
Flag chart pattern per trades kaise kare ya hume apni trading strategies ko kaise manage kare flag chart pattern per sub se pahle tu hume market me flag chart pattern search karnahaijub hume market me flag chart mil jaye tu hume daikhna hai ke flag pattern up side ka hai ya down side ka jis side ka flag pattern bana hai hume usi side hi apni trades leni haihume wait karna chahiye jub market uper line yani resistance level ko break kare tu hume apni trades open karni chahiye or take profit hume flag ke pole ke barabar rakhna hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим