Forex trading main Dow theory

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main Dow theory
    Dow theory aik popular used concept hai jo keh charting aur technical analysis mein use hota hai. Yeh oldest technical tools mein sa aik consider kia jata hai. Yeh theory 1900 sa 1902 mein , Charles Dow ny discover ki aur es ka basic principles ki base rakhi. Esi ka name per es theory ko bad mein Dow theory ka nam mila. Yeh stock market mein investors ki help karti hai, keh wo trade condition ko health ko understand kar saken. Dow theory ka inventor , Charles Dow 1902 mein es jahan s chla gya jis ka bad Williams Hamilton nay es ko continue kia. Es ki aik picture dekhtay hain.Click image for larger version

Name:	IMG_20220424_015355.jpg
Views:	9
Size:	77.6 کلوبائٹ
ID:	12556195
    Es picture mein aik simple graphical explanation ki hai hai , es mein trend start hota hai to market apny moves ko change krti hai, es continually changing market uptrend aur downtrend ka mid mein hi rehti hai, pher upward trend ka bad sideways trend hota hai.
    Assumptions:
    Es theory ki 6 exemption hain , jin mein sa kuch ko dekhtay hain:
    Market ka discount: Dow theory ki assumption propose karti hai keh stock market har cheez ko reflect karti hai jis mein stock ki information bhi include hoti hai, jis mein past , current aur even future bhi hota hai. Yeh theory unpredictable account ka events ka baray mein bhi information provide karti hai, jo keh unpredictable hotay hain, jesa keh earth quake aur dosray natural disorder.
    Market ka 3-trends:
    Primary , secondary aur minor trend jo keh stock market ko affect kartay hain.
    1: primary trend:
    Primary trend market ka aik major trend hota hai, jo keh indicate karta hai keh market long run mein kesay move karti hai, yeh rising aur falling market dono mein occur ho sakta hai.
    2: secondary trend:
    Yeh primary trend ka liay correction consider kia jata hai, yeh primary trend sa opposite action hai, es ki range 10 days aa 3 month hoti hai
    3: minor trend:
    Es mein market ki movement daily basis per fluctuate karti hai, yeh trends less than three weeks chltay hain. Yeh short term trends hotay hain.
    Esko aik picture sa dekhtay hain
    Click image for larger version

Name:	IMG_20220424_015325.jpg
Views:	9
Size:	70.4 کلوبائٹ
ID:	12556196
    • Es picture mein understanding ko clear karnay ka liay different colors use kiay gay hain, green aik minor trend hai, red secondary trend hai, aur blue primary trend hai.
    • Market ka 3-phases:
    • Market ka 3 phases mein accumulation, public participation aur distribution ya panic phase hain.
    • Bullish market mein ek phases ko asa describe karen gy:
    • 1: Accumulation phase:
    • Yeh tab hota hai jab investors current market mein change feel kartay hain, jab yeh market mein entry ly ry hoty hain.
    • 2: Public participation phase:
    • Es phase mein investors market mein tabhi entry letay hain, jab market ki condition improve hoti hai, aur positive sentiment noticeable ho jata hain.
    • 3: Distribution ya panic phase:
    • Yeh phase tab hota hai jab entire bullish line news ki headline media carry kartay hain. Buying hoti hai.
    • Esko aik picture sa dekhtay hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220424_015325.jpg
Views:	9
Size:	70.4 کلوبائٹ
ID:	12556196


    Es picture mein blue color box accumulation phase hai, green color public participation phase hai, black box distribution phase hai aur red sa panic selling ko show kia gya hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main Dow theory

    What Is the Dow Theory?

    dow theory ke mutabiq, agar is ki ost mein se aik ( jaisay naqal o hamal ya sanati ) pehlay ki numaya oonchai se oopar jati hai aur doosri ost mein is ke sath ya is ki taqabli izafay ke sath hoti hai to market oopar ki taraf rujhan mein hai. misaal ke tor par, agar dow jones industrial average ( djia ) darmiyani oonchai tak barh jati hai to dow jones transportation average ( djta ) se munasib waqt ke andar aisa hi karne ki tawaqqa hai .
    Understanding the Dow Theory



    dow theory aik tijarti hikmat e amli hai jisay charles each dow ne takhleeq kya, jis ne edward jones aur charles bargarstetar ke sath mil kar dow jones and company ankarporishn ki bunyaad rakhi aur 1896 mein dow jones industrial average banai. wall street journal ke adaryon ki aik series mein, jis ki is ne mushtarqa bunyaad rakhi, dow ne nazriya tayyar kya .
    1902 mein charles dow ki be waqt mout ki wajah se, un ka baazaaron ka poora nazriya kabhi shaya nahi sun-hwa tha. bahar haal, un ke mutadid hamion aur doston ne tab se ashaatin likhi hain jo adaryon mein phaily hui hain. dow theory mein chand ahem shraktin darj zail hain :
    di stock market berometr az william pi hemilton ( 1922 )
    dow theory az Robert riya ( 1932 )
    e george shifr ( 1960 )
    dow theory aaj ba zarea richard Rasal ( 1961 )
    dow ka khayaal tha ke majmoi market ka tajzia kar ke, koi bhi un halaat ka durust andaza laga sakta hai, market ke barray rujhanaat ki simt ki nishandahi kar sakta hai, aur makhsoos stock ki mumkina simt ka andaza laga sakta hai. is ka yeh bhi maanna tha ke majmoi tor par stock market maeeshat ke andar majmoi karobari halaat ka aik qabil aetmaad ishara hai .
    apni 100 saal se ziyada ki tareekh mein, theory ne mazeed taraqqi ki hai, jis mein 1920 ki dahai mein william hemilton, 1930 ki dahai mein Robert riya, aur 1960 ki dahai mein e george shifr aur richard Rasal ki shraktin shaamil theen. naqal o hamal ki sanat par nazriya ka zor — ya railway, apni asal shakal mein — aik aisa pehlu hai jis ki himayat khatam ho gayi hai, lekin dow ka tareeqa ab bhi Asri takneeki tajzia ki bunyaad ke tor par kaam karta hai .

    اب آن لائن

    Working...
    X