Can i see my deductive posts ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai forex main profit bhoot hai ager hum is me acha profit nikalna chate hain to hame forex main apna kaam theek sy kerna chaye or posting hum ker k bounes bnate hain lekin ap copy past bilkul na kre forum main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji na hi mere kabil dost app ap ki deductive post ko dekh na hi sakta ku ki yea to pakistan forex ki admin delete kar deta ha is lyea app ko deductive post na hi dakh sakta hai lakin bonus transfer honi waqt pata calja ta hai kitna post deductive hua hai.
      • #18 Collapse

        G han apne bilkul theek kaha i think iski waja yahi he k hame aik hi post par bar bar reply nahi krna chahiye or aik hi tarha ki topic py bat nahi krni chahiye or na hi topic se hat kar bat krni chahiye. koshesh kary k apki comment achi se achi ho taa k logo ko b kuch help mil saky
        • #19 Collapse

          Hamari posts deduct ho gai and kitni hui hyn ye hamain show kar dia jata hai but kon si posts deduct hui hyn ye nahi bataya jata so deductive posts bhi show honi chahye taky hum ne jo mistakes ki hyn jin ki vaja se hamari posts count nahi hui wo show hoo jaen.
          • #20 Collapse

            g han aap theak keh rahy ho iss tarah bhi hona chahye k humari jo posts deduct ho jayein hum ko in k baary main pata chalna chaye or inhein hum ko dikhana bhi chaye kiyun k baaz dafa hum bilkul theak post type kr k comment k bawajood bhi ous ko decut kr diya jata hai agr humein humari mistake ka pta chal jaye post se tu phir hum ous ko theak kr lein iss liye admin se apeal hai k jo posts deduct krein pls in ka hum ko batein
             
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: bilal05 پيغام ديکھيے
              Asalam o alikum
              Brothers aksar aisa hota hai k hamari ki hoi posts deduct ho jati hain to koi aisa zariya hai jis say hum apni deductive posts ko dekh sakien ?? kyun k pta ni chalta k hamari konsi post deduct kar di gi hai ag pta chal jaye to next time ham kuch b post karte howe care karien .. kya kehtay hain ap ??
              Dear aap apni deducted posts ko nahi dekh sakty kiun kay owners in posts ko permanent delete kar deta hai or apko visitors message me bata deta hai kay aapki posts kay deduct hony ki reason kia thi.mere sath ye hu chukka hai.,
              • #22 Collapse

                i can not also see my deductive posting in forex people are working in forex like it forex great job for me people can working in home
                • #23 Collapse

                  g haan apne bht hi acha sawal kiya hai lekin mere khyaal se asa koi zarya nahi hai k ham apni deductive posts ko dekh saken ... or phr un mistakes ko phr se na karen
                   
                  • #24 Collapse

                    hanji bilkul app apki kia hua post ko dekh sakte hai meri kahine ki matlab ya hai app apni kia hua post deduct hone ki baad app chaye t oapp apni post ko dekh sakte hai aur next me is deduction se bach sakte hai
                    • #25 Collapse

                      no my dear ap apni deductive post ko nhi daikh sakte ho but mere khyal men aisa hona chaey k hum apni deductive posts ko daikh saken ta k hmen hmari mistakes ka pta chal jae waise to post us time deduct hoti he jb ap topic se hat k bt karte hen or secondly ap aik question ka dobara answer daite hen uss wqt
                      • #26 Collapse

                        Dear muje nhn lagta q k ap ki post remove kar di jatii hain es liye ap on post nazar nhn aatin...
                        baqi ap es k bare mai admin se poch lain tu wo ap ko acha gudie kar dain gain...
                        • #27 Collapse

                          no brother hum apni deductive posts ko nhe daikh sakty hain,agar hum posts mai gair zaruri views likhty hain yani k sawal ya topic par nhe likhty to is ki waja say hamari woh wali posts deduct hojati hain
                          • #28 Collapse

                            Mere khayal mein to aisa mumkan nhi hai .waise ye bohat ziada problam hai hum mehnat se time spend kar k post karty hain aur wo deduct ho jati hai.koi na koi aisa mechanesam zoror hona chahiye jis se hum es deduction se bach sakain.
                            • #29 Collapse

                              g han friend app ny bilkul theek baat kahi hy ager hm apni deductive post dekh sakain tu app apni galtion ko thik kar skty hain ager deductive post dekhny ka koi tarika app ko pata chaly tu place mujhe b batana
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yah to mujhy ni pata is main mujy etna he pata ha ky post karni ha aur bhot zayad karni ha is kie had ni ha jetni ho sakty kain aur pher is ko chorr dain jo ho ga dekha jay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X