Can i see my deductive posts ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    jee nahn bro u cant see your deductive posts that are hide from us you can only make idea while posting that whether your post was counted or not
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bhai ap apni post ko nahi daikh sakty hain aur apki post admin waly refresh kr daty hain aur woh apko nazar nahi ati hain aur ghaeb hujati hai ap post krty waqt aehtiayt sy kam lekar thread post kry yehi fida hain ....
      • #123 Collapse

        i think no brother forex trading ki is working main app apni deductive post nai dakhe sakty ho so is liya humy chaheya k hum is working ko start karna say pahly is ache tara samj lay take jan hum forex trading main posting k reply kare to hum pata ho k is k liya rules ha.
        • #124 Collapse

          Mujhe nai pta ke yahanpe aesi option hai ya nai lekin ager ho to hume pta chal jaye ke hum se kya galti ho rai hai aur phir hum us ko repeat kerne ki koshish na karen to acha hai
          • #125 Collapse

            Dear I don't think that there is any way by which we can aspect over the posts that were deducted due to any entity but if there is any way you might examine for that and if you feat must acquire with all so they can also avoid the mistakes.
            • #126 Collapse

              i think asa nahi ho sakta hay kay app apni deductive ki post ko dahk sakay kion kay yeh impossible hay kion kay forum phalay hi app ki galat post ko delet ker chuka hota hay is leay app apni in post ko nahi dahk saktay is leay app koshish kero kay app next time wo galti na kero jis say app ki post deductive ho jati hay
              • #127 Collapse

                app ny bilkul thik baat ki hy ager hm yei dekh sakan k hamari post kis mistake ki waja sy cancel ki gae hy tu wo galti hm dobara nai karain gye tu place ager app ko pta chal jain k yei post hm kha dekhan tu app hm ko b batana
                • #128 Collapse

                  ni mere khayal se to hum apni deductive amount ya post nai dekh sakte hain jahan tak mera khyal hai kyunk agar ek dafapost dedect karloiye jayein toh wapis na mil sakte hain na dikh sakte hain is liye behtar hai k mistakes kam karen
                  • #129 Collapse

                    jee nahi bhai jaan aap apnay deductive posts nahin dekhh sakte lekin aap ko itna zaroor pata chal jaata hai ke kitne posts deduct hue hein lekin agar aap rules ko follow karte hue posting karenge tou aap ke posts deduct nahin honge
                    • #130 Collapse

                      mujhay yeh lagta ha k is ka asan sa hal yeh hay k ap rules ko follow kartay hoye post karein phir apko kisi bhee post deducate ka dar nahe rahay ga kiu k post agar sahe nahe hogi to woh delete kardi jati hay or apko pata nahe hota k konsi post hay.
                      • #131 Collapse

                        yes janab ap ny sahi kaha k aksar aisa hojatha hai k hamary koch bouns deduct hojathy hai or hamy patha bi nahi hotha k kis post ky waja sy deduct howa hai aj thak mai ny tho nahi sona hai k ap apny deduct bouns ko dysakthy hai wesy agar aisa hojatha tho boht acha tha ham apny mistake ko jan lythy or khot ko impore karny ky koshish karthy.
                        • #132 Collapse

                          kay hamarey posts deduct ho jatey hain . is key boynadey wajha ya ha. kay ham is..... main ghar zarorey batain kartay hain. r topic say har kar bat .....kartay haij.ya pher ai thread par he bzr bar posts kartay rahtay hain. ...
                          • #133 Collapse

                            wel aap ka idea to theek hy k agr humain pta chl jay k hum kia galti kr rhy hai to hum vo again na krin but aysa hy nai aap un postes ko dakh nai skty
                            • #134 Collapse

                              Bhai jaan mujhe is baare me nahi pata ke hum apni deductive post ko dekh sakte hain ya nahi lekin jaha tak mera khayaal hai hum nahi dekh sakte lekin ap is ka admin se maloom kar lain wo theek se bata dain ge......
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Dosto ap keyposting is forum main is leya deduct hotey hain kaap is mainor doston keyposting ko copy kartay hain or is main ghar zarori baatain kartay hain or is main topic kay motabik baat nhe kartay . ya pher apney posting 2 lines say kam kartay hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X