Pennant Chart Pattern In Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pennant Chart Pattern In Forex
    Introduction:



    Assalam walikum umeed karta hun Sab khairiyat se Honge Jaisa ki Ham Jante hain aur bahut hi Bada business hai aur bahut hi Teri Se badhta Hua business hai Ham Magar is Mein mehnat Karen To Ham Ek bahut hi acche profitable trader Ban sakte hain Hamen chahie ki Ham ismein mehnat se kam Karen.Jaisa ki Ham Aaj ismein baat karenge ke Pennant chart pattern Forex Mein Kaise kam karta hai Aur kitne type Ka Hota Hai hai aur Aur ismein ham Kis Kis Tarah entry Le sakte hain.Aur is Mein Ham Kis Tarah Enter aur exit point dhund kar Ham is mein profit ko book kar sakte hain.

    Forex market Mein chart patterns bahut jyada ahmiyat rakhte Hain Kyunki chart patterns Mein Ham dekh sakte hain ki is Mein Ham ismein support level resistance level dekhte hain Jiske Breakout hone per Ham usmein Ek acchi acchi entires dond kar enter hokar Ek accha profit book kar sakte hain Hamen chahie ki Ham ismein Mazeed mehnat Karen thky in Chhoti Chhoti Chezo ko samajh sakye aur is Kabil Ho Saken thky ke kam koi bhi chart pattern forex market Mein miss Na kar sake koi bhi acchi opportunity Ham isme miss Na kar sakte hain









    Pennant chart pattern:




    Ismein marketing pattern create karti hai Aur woh Pattern downtrend aur uptrend mein dono mein Ban sakta hai Yah Pattern se Hamen confirm hota hai ki Ham ismein Kis Tarah entry Le sakte hain aur pattern ke break-out per Ham ismein Ek acchi Entry Lekar Ek Accha profit book kar sakte hain

    Aur Jaisa ke Ham pennat chart pattern Mein dekh sakte hain ki ismein ek support level banta hai aur ek resistance level banta hai support level ke break hone per Ham Kaise Aate Hain Ki market Mazeed downside move karna hai Jab Ke Ham resistances level ke break hone per yeh kah sakta Hain Ki market Mazeed up side move karna hai Iski movement se Ham Ek acchi entry Le sakte hain aur is chart ko analysis karne se Ham is ka Stop loss and take profit donon Dekh Kar Ham ismein Ek acchi trade Lene Ke Kabil bhi ban sakte hain.



























    Downtrend Pennant Chart Pattern:






    Jaisa ki Ham chart Mein dekh sakte hain ki market down train mein Move karte hue aati hai aur ek Pennant Chart pattern create karti hai Jis Ke break out per market against downtrend Mein Uske support level ko break karti hai to market ke down Jaane Ke chances barh jatye Hain Aur waha se market Mazeed aur downside per move karti hai Hum Market main point dond ke market Mein Ek achi trade Le sakte hain aur ek accha profit book kar sakte hain.






    Uptrend Pennant Chart Pattern:














    Aur Jaisa ki Ham is Chart Mein dekh sakte hain ki market down side se aap side Move kar rahi hai aur is movement ke dauran Ek Pannat chart pattern banta hai Jis per ham Wait Karke Ek bahut hi achhi entry sakte hain Ismein market aap up trend mein move karti hai Aur chart pattern ke resistance level ko break karti hai Aur waha se market Mazeed aur Move karti hain up site per.Aur ham wait kar ke ismein bahut hi acchi entry llaa sakta hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pennant Chart Pattern In Forex

    Dear friends Pennant candlestick pattern main market jub move karna shuroo ho jati hai to market ik channel ma move karna start ho jati hai aur friends pattern ma move karny ki bad mazeed up move kar sakti hai or trader ko es pattern ma ki formation k bad break out ka wait karna chahey market agr up trend ma hai to pennant pattern k bad ye mazeed up jany k chances hoty hain. So trader ko buy ki trade ko he open karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	26
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12419891

    Introduction to Peanut Candlestick Pattern.

    Dear friends market mein peanut chat pattern train ki continuation ko show karta hai aur yah product karta hai ki Trend aik hi simit mein Ja sakta hai ma ki formation k bad break out ka wait karna chahe or phr es information ki base par trade karni chahe. Trader k lae ye important hai k wo pennant k volume ko predict kary agar market trend Mein movement kar rahi hai to market Mein aik aisa pattern banega jahan se market ki friend sport aur current resistance aap draw karte hain aur ismein aap market Mein aik flag pattern ko dekh sakte hain Jiske bad market ke Breakout ke bad Ham apni trade Lagate Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	11
Size:	21.5 کلوبائٹ
ID:	12419892

    Trading at Peanut Candlestick Pattern.

    Dear friends Peanut candlestick pattern per trade karne ke liye sabse pahle important yah hai ki aap ko is pattern ke complete hone Ka Intezar Karna chahie aur market ki formation kay bad break out ka wait karna chahe or phr es information ki base par trade karni chahe. Trader k lae ye important hai k wo pennant k volume ko predict kary.

    اب آن لائن

    Working...
    X