Bollinger Bands Indicators in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger Bands Indicators in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bollinger bands indicator kya hai Inko kaise use Karke trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.

    What is Bollinger Band Indicator:

    Dear member forex market Mein currencies ki trading karna Aasan Kam Nahin Hai Khas Taur per new Apradh ke liye Kyunki currency ki market Badi moment aur vakyat per bahut Teji se radde Amal jahir karti hai yahi vajah hai ki Bollinger Band indicator Jaisa Hai price ke Amal ke analysis karne aur Majburi trading kar Gargi ko Behtar Banane Mein Aapki help kar sakta hai bollinger band indicator ka use aapko Trend ke simit ki Nishan Dahi karne mein help kar sakta hai aur Agar trend khatm Ho Gaya Hai To Yahi entry points Ka Pata Lagate Waqt risk ko kam kar sakta hai aur aapko stop karne ke liye munasib Waqt ya break out ki tavak ka karne ke liye signal provide kar sakta hai

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-03T195619.818.png
Views:	14
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12556084

    Bollinger Band Kam Kesy Karta Hai:

    Bollinger band indicator is baat ki nishandehi Karta Hai Ki Aaya market Mein volatility jyada hai ya kam aur Iske साथ-साथ over bahut aur over sold ki condition Hai SEBI ago rap Karta Hai yah indicator Ek upri band Ek darmiyani band aur ek Lo aur band per must Mel hota hai darmiyani band Ek simple moving average Hai Jisko Aam Taur per 20 periods per set Kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-03T195610.821.png
Views:	33
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12556085

    Middle Line: 20-day simple moving average (SMA)

    Upper Band: 20-day SMA + (20-day standard deviation × 2)

    Lower Band: 20-day SMA - (20-day standard deviation × 2)

    Jab volitilety Jyada hoti hai to do bairuni band expand Hain darmiyani Lakeer se hat Jaate Hain Jab band close ho Jaate Hain Utar chadhao kam hota hai aamtaur per Kisi acid ki over Baat Samjha Jata Hai Jab price Upar bullenger band tak pahunchti hai aur jab price down wale band tak pahunchti hai to yah over sold condition hoti hai.

    Explaination Of Bollinger Band Indicator:

    Bollinger Band Indicator Ek Maqbool aur bahut mufeed indicator Hai yah indicator trend ki Simat ki best tasvir Hasil karne aur Mustak Kabil ki market ki Harkat ya movement ke bare mein signal Hasil karne ke liye isko use karne ki Kai tarike Hain but bahut se dusre tools Ki Tarah yah mustkabil ki production nahin karta Hamesha Ki Tarah time Prem Jitna Lamba Hoga signal itne hi jyada kabile etamad Honge best aur Jyada durust result Hasil karne ke liye mukhtalif time frame ka use karte hue market ki Trends ki anal share karne ki koshish karne aur bollinger band ko dusre technical indicators ke sath milakar use Karen.

    Bollinger Band Indicator famous technical indicators Mein Se Ek Hai Jisko bahut Sare traders use karte hain is indicators ko 1980 ki dahai mein Jaan bolega ne taiyar kiya tha aur iska maksad stock ke analysis ke liye use Kiya Jana Tha bahut Sare arse gujarne ke bavjud yah Ab Bhi expert traders Ke Darmiyan pasandida indicator hai is indicators ke utaar chadhav ke signal ke tainyan karne ke liye use Kiya jata hai jo pichhali bands ki nisbat price Kitni Jyada ya kam hai.

    Trading With Bollinger Band Indicator:

    Dear aamtaur per Jab kam volatility ke dauran Bunga indicators tang Ho Jaate Hain aur line Ek dusre ke kareeb a Rahi hoti hain Tujhe samajh mein Aata Hai Ki Kisi bhi simit Mein break out ke liye taiyari kar raha hai.

    Bollinger Band Squeeze: price ke kam utaar chadhav ke dauran use karne ki hikmate Amli yah hai ki Jab bolega band Jyada Se Jyada Ek Sath kam hote hain to aapko break out ke liye taiyari Karni chahie Agar price upar wale band ke upar break karna start Ho Jaati Hai To is baat ka Inkar hai ki price police Rahegi aur yah market mein bye ka ek Achcha time Hai Is Tarah Agar price bottom band se Niche break Ho Jaati Hai To insan hai ki yah bhi risk jaati Rahegi Jis per market Mein Sel ki entry ki Ja sakti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (16).jpeg
Views:	3
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12556086
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bollinger Bands Indicators in Forex Trading.

    Bollinger Band Indicator:
    Dear Bollinger Band Indicator aapko upper band or lower band kay hisab sa trading technique deta hai. Agar aap bollinger band Indicator ko samjna chahty hain tu ismain aap ko Mean or standard deviation ki knowledge leni cheye.In the 1980’s, John Bollinger developed an indicator that enveloped price. 90% of the market action was maintained inside this envelope with price breaking out occasionally. This envelope, or Bands, was designed to show the trader what the market volatility was like. A wider band meant more volatility while a narrower band meant a quieter market. Yeh ik esa Indicator hy jis ka istamal kr pta lgya ja skta hy k share overbought zone main hy ya oversold zone main hy or is information ko use kr k hum profitable trading kr skty hain .Basically is main 3 band hoty hain center waly band ko ko middle band khety hain jo simple moving average hota hy 20 day ka
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12419883
    Bollinger Band ka MT4 main istemal

    Bollinger band indicator khud se khareedo-ferokht (buy or sell) k signal tayar nahi karta hai. Bollinger Band Indicator main aik upper band hota hy aur aik lower band Is ko dosre indicators k sath istemal karna chaheye, aam tawar par Relative Strength Index (RSI) indicator k sath. Is ki waja ye hai k jab qeemat kisi aik band ko choti (touch) karti ahi to ye do (two) cheezon me se kisi aik cheez ki nishan-dahi karti hai; trend ka tasalsul (continuation) ya trend ki wapasi (yani rade-amal). Bollinger band indicator ka akele (themselves) istemal traders ki zaroreyat ko pora nahi kar sakta, kab k kab khareedo-ferokht (buy or sell) karna hai. MACD indicator ko Bollinger band aur RSI k sath istemal kia ja sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	24
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12419884
    Bollinger Band Indicator ki ahmiat
    Bollinger band Indicator aik boht hi ahm indicator hay jo hamen Bullish / bearish Divergence ko show ker raha hota hy . Ye hamen accurate trend ka btata hy is ko do (2) mukhtalif muntakhib karta trader k variable input ki zarorat hoti hai; moving average index me dino (days) ki tadad aur standard deviations ki tadad ki jo k moving average k oper (on top) aur nechay (lower) plot keye jate hen. Rozana ki bunyad per din k akhtetam par taqreeban 95% trades in teen (three) standard deviation k daryan hoti hen
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	5
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12419885
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Bollinger Bands Indicators in Forex Trading.

      Dear friends bollinger band indicator mere khyal mein aik bahut hi complicated indicator hai lekin iska istemal agar trading Mein soch samajh kar kiya jaaye to aap isase bahut hi zyada istifada hasil kar sakte hain aur indicator ko dekhkar market mein kaise trade open karni hai jo trade forex market mein acchi trade lagate Hain to is market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein indicator use karte hain to aapko is market mein paida hota hai jab Ham is market mein acchi plan karke kam ka jawab kshma khet mein achcha result Mil jata hai .

      Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12419886

      Introduction to Bollinger bands indicator.

      Dear friends abhi ham Bollinger band ko samajhne ki koshish Karenge friends bollinger band upper band ko touch kary to hum ko sell laga deni chaye aor jab market center band ko touh kary to ap ko ya to trade close kar deni chaye ya phir ap ko trade ka stop loss entry point par laga dena chaye bolinger bands indicator ek achcha indicator hai yah technical indicator hai aur iske per kam karne ke liye aapko jyada struggle ki jarurat bhi nahin padati hai bus aapko thoda bahut iske bare mein knowledge hona chahie .

      Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	3
Size:	37.4 کلوبائٹ
ID:	12419887

      Trading at Bollinger Bands Indicator .

      Dear friends bollinger band indicator ko profitable banana Chahte Hain To is per uske ke liye aap ko iski complete information aur learning hasil karna chahye friends market Mein acche advantage Hasil kar sakte hain Hamen bullinger band indicator ke bare mein study ko properly complete karna chahie friends indicator hai jis main difference moving averages use hoti hain ky is main bhi jo moving average sab sy kam hoti hai woh next up ya next down moving average ko cross kerti hai tou hamary pas chance hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X