forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    han ap na dek kha ha forex waqi hi bahot risky business ha ap es main apni sari earni 1 hour main gwa saktay hain. us leay es pa kam bahot carefull tareqay sa karna cheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Absolutely buddies a superb trader throughout forex is obviously do something prior to the marketplace variations in addition to their knowledge in order that they finds less threat involving damage in addition to they can effortlessly control their damage, when any.
      • #93 Collapse

        Forex k account me investment apne halaat or experience ko dkte hue ki jaye agr ap zayada nahe janty to bhtar hy k phly demo account pe practice ki jai...
        • #94 Collapse

          Gee bilkul bahee ny bilkul durrast kaha hy ka forex ma investment apni situation ke mutabiq invest krni chayeye matlb ka daily routines ka mohamlat disturb na ho tu behar rahy ga, agr aap kissi sy odhary pesy le kr invest krty hyn tau ye be bohout barra risk hota hy wo be agr trader newbie ho tau, so invest jitna aap easily afford kr skty hyn.
           
          • #95 Collapse

            har kam mai apni chadar daikh kar pao peehlay jay to acha hota hai acha experince hai to achi investment kar k achi achi earning ki ja sakti hai forex trading mai.
            • #96 Collapse

              yess dear ye sub to aap per depend akrta hia ke aap kitne posts karte ho aur jitni zyaada posing hogi aapka profit bhi utna hizyaada hoga so main ye kehaa chaaohonhhahga ke aap is mian zyaada posting karen
              • #97 Collapse

                strategies and planing is a must in Forex...investment jitni b ho
                http://dailyfxpk.blogspot.com/
                 
                • #98 Collapse

                  yes dear mein ap ki bat se agree karta hun ham ko apne halat k mutabik hi investments karni chahiye agar ap k pas experience nahi he to ap ko kam investments karni chahiye or agar ap k pas experience he to ap ko zyada investments karni chahiye
                  • #99 Collapse

                    Jee bhai sahi baat hai hume forex me ionvesment utni hi karni chayye jitna hume forex ka experience hai aur jitni hamari hasiyat hai hume apni hasiyat se ziyada nahi karna chayye....
                    • #100 Collapse

                      good question dear forex ek risky or profitable business hai agar aap ziyada profit earn karna chate ho to aap ke pass experiance ho trading karne ka agar aap utna invest kare jitna aap easily kar sakte ho or loss ho jaye to afford kar sakte ho
                      • #101 Collapse

                        g ap jaise farma rhe hain keh agr experience he to forex p kam krain warna to forum p guzara krain aur isi se sekhain aur demoo use krain jita ziada demoo use krain ge utna ziada tajrba milay ga.
                        • #102 Collapse

                          Aap ne sahi kaha k forex main investment apny account ko dekh kar karni chahiye aur agar hamary pass amount kam ho jaey to halat k mutbiq account ko safe karne k liye investment karni chahiye ta k kamyab ho sakin.
                          • #103 Collapse

                            yes forex aik boaht he risky field hy is me ap ko tab he entry leni cahiye jab hmary pass forex ka knoweldge and experience and skills hon to he ham forex market sy earning kar skaty hen so hamen caihiye k ham forex ko samjh k trade krni cahiye or sekh k karni cahiye .
                            • #104 Collapse

                              my dear friend . aap ke baat sahi hai ke hame otna paisa invist karna chahiye jitna hamara experience ho aur hum oska defa kar sake . hame bahot kam bee invist nahi karna chahiye ke hum ek hee din me ose orha sake . balke hame etna invest karna chaiye ke hum kol kar trading kare os par .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                han gee dear aap nay bilkul tiek he kaha hai k forex trading me ham ko apni investment apnay experience or knowledge ko dehk kar karni chahyea agerr aap ic field me new hain toh aap ko chahyea k aap thori investment kar k ic business ko smjhay smjhnay k bad aap zeyada investment kar k trading karey.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X