forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Aap jitne investment easily kar sakte hain aap Ko Bas Itni hi investment karna chahiye usse Zyada apko investment nahi karna chahiye agar aap Zyada investment Karenge Aur Woh aapko loss Ho Gaya to Yeh aapke liye pareshani Ki Baat Hogi isliye pareshani se bachne ke liye aap ko kam investment karna chahiye tha ke aap K Mind Pareshan aa rahe aur aap accha kaam kar le
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      ha g is ma agr hum ko itna experinec ha kay hum is ma loss nhe kary gay to is ma hum apne haseat kay matabk is ma invst kar sakty ha our is ma agr hum ko kio experinc nh ha to hum ko forum ma postine karne cahay our un sa hasil honay walay bonus sa trading karne cahay agr loss b ho to kio msal nhe hota ha
      • #858 Collapse

        G han forex trading main agar ap ny trading krni hy aur is main bahut ziada kamyab hona hy to sab sy pehly apni hi payment sy investment karain matlb udhar na lain aur doosra ap is business ko mokaml seekh k aur experience hasil kr k demo account sy to ap ko kamyabi ho gi forex trading main
        • #859 Collapse

          Ye toy shuru sy hi kaha ja raha hy k investment apny halat deakh k krni chahye k humary itny wasail hain k nh k hum afford kr saken secendly hamen apny knowledge aur experience ko bhe samny rakhna hy aur phr investment krni hain
          • #860 Collapse

            hamain market main invest karny k liye learn krana ho ga aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur market main koi bi trade karny main mushkil na ho skay gi aur market main earn karein gay it is best
            • #861 Collapse

              hamain market main invest kar k hum boht hi acha earn kar skaty hain so hamain market main experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hii hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kraein gay
              • #862 Collapse

                You are right dear agar ham ne forex men investment krni hai to hamen apne experence aur money ko important rakhna chahiye, agar hamara experence kam hai trading men to hamen bahot ziada invest ni krni chahiye q k forex men only profit ni hai forex men loss bhi ho sakta hai isliye hamen trading men utni invest krni chahiye jiske loss hone per hamen kissi barri preshani ka samna na krna parre, in the biggening hamen kam investment se forex ko start krna chahiye jab hamen experence ho jy tab ham better investment kr sakte hain.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #863 Collapse

                  Dear forex trading ma investment traders ka mali hallat ko mada nazar rakh kar honi chahiya or us ka liya bhta ha kah trader agar 100 $ bear kr sakta ha to 50 $ sa start la wooh is liya kah agar loss ho jay to kuch ho khud ko dubra trading ma lana ka liya
                  • #864 Collapse

                    g han bilkul forex trading may humay apny halat aur experience k mutabik hi investment karni cahiay aur may ye samjhti hun k humay is market may kisi se udhar kibhi nai lena cahiay balkay apni investment pe kaam karna cahiay
                    • #865 Collapse

                      mai app ke iss statment say agree karta hon ke forex trading mai jab b investment karnay ka sochin tu phir yeh dono factors mind mai zaroor rakhin .
                      aik tu try karin ke apni sari saving trading per na lagain balky saving ka 5 to 10 percent he iss mai invest karin .
                      dosri baat yeh ke trading karnay ka liye experience hona b lazmi hai iss liye apny experience kay hisab say he investment karin .
                       
                      • #866 Collapse

                        g hun bil kul hum logun ko ayhun paar bil kul esa hi karna chye tabhi to hum logh ayhun paar sui buznese maain kamyab hoo skatte hyn or hum loghjab is buznees maain bina dare hum trdaign karyn gy to hum ko si maain loo snhain hoo ga is maain hum ko profit hi hoo gi
                        • #867 Collapse

                          is mamy agar ap nay new new jazba pada ho skta hah tu ap ko chiye k is may ap k pass jitna capital ha s ko chiye k ap apni hasiyat k hisab say ap is may investment karyen or yahan say long time k lye earnig kar skty han ap k lye
                          • #868 Collapse

                            ji sir app ki baat smj gya hon app ny theek kaha forex trading risky business hy jb b krro investment humisha apny halaat aor experience k lehaz sy kero humisha free money investment kero takeh loss ho b jay to app ki daily life disturb na ho ,investment us time kero jb demo pe practice ker lo.
                            • #869 Collapse

                              forex ka account main investment apni krain aor forex trding main apny halat aor experience say trading krain aor forex trading main trader ko hard work krna ha aor trader forex trading mai investment krain aor forex trading main experience say work krain trading better ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                Brother aap ne bilkul theek kehan forex trading koi itna aasan kaam nahi hai iss main loss b ho sakta hai iss liye hum ko bohat soch aur samajh k baad hi invest kerna chahiye aur hum ko ziada risk nahi laina chahiye jo log bohat purany hain aur experienced hain wo to risk lay sakty hain mager start main aisa nahi kerna chahiye aur apny capital aur experience k mutabiq kaam kerna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X