forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    g dear sahi bat hy mai ap ki baat sy agree krta hoon,forex bht ziada risky job hai humeinis mein itna ziada risk nahi lena chiye,humein apni capasity k hisaab sy invest krna chiye,humein kisi sy udhaar lay k forex ko join nahi krna chiye,is sy insaan double minded ho jata hai nad stress mai aa k apna loss krwaa bethta hai,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan iss business main investment hamesha apnay experiance kay muttabik kero.
      • #723 Collapse

        dear agar aap ko forum bonus day raha hay to phir aap ko posting ki hi mehnat karni chahiya kay aap achay achay post karo aap koi zarorat nahi hay kay aap apni pocket money ko investment karo quen kay ya aap kay liya masla bana dayta hay.
        • #724 Collapse

          bilkul trader ko apny experience ka mutabik hi money invest karna chaia or live trade start karny sa pahly usy chaia ka demo account main zayda sa zayda practice kary
          or kam moneny sa business start kary
          • #725 Collapse

            yes sir ye to ap ne meri dil k bat k ha q k forex me ap ko anda ho kar invesment nahe karni chaye q k forex k market par koi bi barosa nahe ha q k forex big market ha our is me ap ko first me experience hasil kar k pir ap ko forex k market me trading karni chaye take ap ko forex k market k bare me to kuch pata ho q k forex profitable business ha ager ap is me exert ha/
            • #726 Collapse

              Agar aap ko forex trading main acha knowledge or experience ha to aap es main investment kar sakty hain ye aik risky business ha
              • #727 Collapse

                Ye bat Bilkul hi theek hai kay humen forex acount pay investmen apnay experience aur halat kay mutabiq krni chaye aur jesa hamara experience ho aur jese hamaray halaat hun humen utni hi investment karni chaye kiyon kay agar hum nay zeyada investment kar di to ho sakta hai humen loss ho jaye is leye behtar hai kay halaat ko dekh kar investment ki jaye
                • #728 Collapse

                  Brother forex trading m hum ko soch samj k trading krni chaya phlay trading learning kro phr earning kro real m trading say best ky market nahe ha g.
                  • #729 Collapse

                    G han bilkul.trading main start leeny kay liey ye baat zaroori nahin hai kay aap kay pass big investment ho .agar aap kay pass thoori investment bhi hai to phir bhi aap trading main start lay sakty hain or earning kar sakty hain.
                    • #730 Collapse

                      yes investment apni experience ki halat par ki jaye agar ziyada experience hai tou aap 1000$ ki investment kar saktay ho because aap ko yaqen hota hai aap achi trading karo gy laikin agar aap ko experience nahi hai tou thoray $ ki investment karo just experience gain karnay ki koshish karo
                      • #731 Collapse

                        g haan ap ny bilkul thk bat ki haa agr hum forex may invest krna cahty han to humy cahye k phly apny halat ko dekhn or eaperience hasil kar k invest kren nhi too loss hoo jae gaa or afsos hoo gaa.....
                        • #732 Collapse

                          Yap forex main apny experience our halaat k mutabik he investment ki jaey to better way main earning ho sagte hy koin k humeray experience acha hota hy iss leay ache earning ho sagte hy
                          • #733 Collapse

                            forex trading mai large investment ke sath trading kerna koi masle ke baat nahi hai.forex mai trading kerne ke liye app ko ache experience ke zarorat hote hai jo ke app ke pass time ke sath sath ata hai.
                            • #734 Collapse

                              assalamu alaikum dear agar ham ko forex trading me experience nahi hai to ham ko forex trading me pehle experience hasil karna chahiye take ham is business ke knowledge ho or is ke bad hi investment karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                yeah brother definitely trader ko investment apni limit ke mutabiq karni chahiye, because forex aik risky business he agar zara se mistake bhi howi to account se apki invest kari howi money easily loss ho jae gi, better he ap low amount se forex ko start kare, but real account se pehle ap demo account per practice kar ke experience gain then ap ko asani hogi live pe trade karne se.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X