forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    ahan bilkul hi theek bat kahi ap ne ke forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      g ahn forex mekoi bh liimmit nhinhuty ahi investmnt ke is leey mer ebhai forex emjub bh invetsmnt ke aaati hai apko is me koi limmit nhi de jaaty ahi.
      • #633 Collapse

        jee bhai app sahi keh rahay hain mere to yeh khayal hai kay jab humain yahan se bonus milta hai to apni pocket se kyun invest karna app apne bonus se he acha profit kama saktay ho aur apna capital bada kar saktay ho.
         
        • #634 Collapse

          Yes hamesa ek trader ko apne experience ke mutabik invest karna chahie.Kiunki forex me sirf jyada invest kardenese jyada profit nehni miljata.Jyada profit paneke lie jyada invest ke sath knowledge bhi hona chahie or forex me hamesa khud ka money hi invest kare.
           
          • #635 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
            forex ak bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada investment kr skta ha nahi to new trader ko thori investment se start lena chahye or apni jaeb ko dekh kr hi forex me invest ki jay na k logu se udar le k k baad me loss ho to masla ban jay ap kia kehte ho dear?????
            Main is baat se agree krta hu k forex main ap ko apne experience or knowlege or halaat k mutabik investment krni chahiye,,ap ko sb se ziaa zoor experience or knowlege pe ena chahiye,,forex main halaat ak jese nae rehte market k rojhanaat badalte rehte hain,,utni investment krni chahiye jitni ap ki jab ijazat deti hai,,forex k lye kbhi loan nae lena chahiye,,experience k mutabik invest kren...
            • #636 Collapse

              yes ofcorse you have to run forex business according to you ap jitna invest kar skte hai utna he kare or market ke halat k hisaab se invest kare or apne experience ko bhi dekhe
              • #637 Collapse

                jee hawn ye bat v bilkul baja farmai apne..Forex main apni experience ke hisab se invesment karni chahye kyun ke agar aap ke pass experience nai hay to jitni marzi bari invesment kar lain aap is main profit earn nahi kar sakte..ya you can say his Definitely friends a good trader in forex is always take steps in accordance with the market fluctuations and his experience so that he finds less risk of loss and he can easily manage his loss,hope u guyz understand now..:)
                 
                • #638 Collapse

                  yes you are right. new trader ko kam se kam investment k saath forex main enter hona chaye aor after experience wo apni investment barhae to ziada behter hai
                  • #639 Collapse

                    jee hawn ye bat v bilkul baja farmai apne..Forex main apni experience ke hisab se invesment karni chahye kyun ke agar aap ke pass experience nai hay to jitni marzi bari invesment kar lain aap is main profit earn nahi kar sakte..ya you can say his Definitely friends a good trader in forex is always take steps in accordance with the market fluctuations and his experience so that he finds less risk of loss and he can easily manage his loss,hope u guyz understand now..:)
                     
                    • #640 Collapse

                      G han g dear forex tradr ap sai kehty hain forex ma investment apny experience or halat k matabik hi karna chaya or us k matabik hi ap ko forex ma trading karni chaya is sy ap ki pocket per extra boch nahi ahy ga.
                      • #641 Collapse

                        aslam o alaikum jihan forex trading mein har ek ko apani halat ke mutabiq invest karni chaey aur is kaam mein kisi se bhi udaar peisy le ey kaam sharon nahi karna chaey q k is kaam mein bhuhat hi bara risk hein
                        • #642 Collapse

                          Rajug eisa to he k hum es business min jab bhi enter hote hin to hum aik bara risk bhi leite hin apne invested money ko lose karne ka hum soch samjh kar es business min aaein to kafi bari earning bhi kar sakte hin aur agar hum jald bazi min bari investment kar din to bare risk ki wajah se hum bara loss bhi kar jaein ge.
                          • #643 Collapse

                            g haan bilkul aisa he hona chahiyeh k trader jis halat m,ain hai and jitni money wo aford ker sakta hai usay utni he money invest kerni chahiyeh.
                            • #644 Collapse

                              Truly said,new traders ko hamesha small amount se start lena chahiye,jab un ka experience and profit gradually increase hoga to wo apni investment ko increase kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                bhai mai aap ki bat se mutafiq hun kun k forex tradig mai trading k duran kuch pta nai hota k loss ho ga yah profit ager hum apni taqat se zyada yah qerz la ker trade k leya invest to ker do lakin bad mai loss ki surat mai to aap kuch nai ker sekte :(

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X