Important Information About Wadge Chart Pattern in Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Wadge Chart Pattern in Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe hoge Jab aap ismein best working karna chahte hain to aapko hard work karna hota hai aur Apna acche tarike se analysis Karke trading karna Hoti Hai jitne acche Anil se aapke strong Honge aur aap is market Mein itni acchi entry ke sath Apna Achcha profit achieve kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada Apne analysis ko strong Karen Taki aapko is market Mein best result Mile main aaj aapse bahut hi important information discuss Karunga to Mera topic hai wadge chart pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke kamyabi Hasil kar sakte hain.

    What is Wadge Chart Pattern:

    Wadge pattern bahut jyada price aur bahut kam price wale area Mein Ek reliable pattern hai jo ki train reversal aur continuation donon ke liye use ho sakta hai veg pattern aur symmetrical triangle pattern shape Mein sem hote hain but veg pattern shape ki Banta Hai Jab kis matrical triangle jyadatar horizontally Hota Hai wadeg pattern Ke Do types Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	3
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12555873

    1. Rising Wadge
    2. Falling Wadge


    Rising Wadge:

    Rising Wadge eg pattern Mein price higher high or higher low banati Hui aapas Mein Do slope trend line se ekatthi hoti hain rising veg pattern se matrical triangle Jaisa hi lagta hai but rising veg pattern to shape ke Banta Hai Jab Ke symmetrical triangle pattern jyadatar horizontal banata hai pattern Mein trend line top Aise Mein Milte Hain pattern ko mukmmal Taur per Banane se pahle price ka kam Do Bar trend line ko cross karna chahie rising wages pattern bullish aur bearish donon condition Mein bearish Hota Hai Iske alava pattern Mein nakami Ki Tarah bahut jyada hai aur isko Talash karna bhi bahut jyada Mushkil Hai but yah pattern Mein Kafi best tarike se kam karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	5
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12555874

    Trading With Rising Wadge Pattern:

    Rising wedge pattern high or low trend line ko ek dusre ke sath connect Karne Se Banta Hai pattern ke lower trend line per Jab price rate kar rahi ho to yah Hamen market Mein Sel ka signal de raha hota hai but Jab Bhi price pattern ke Lohar se bhi down jakar Ek candles take per close ho jaaye to market Mein Sel ki entry ho sakti hai Jahan per yah Yad Rakhna jaruri hai ki price lajmi pattern ke trend line se lo aur side per close honi chahie.

    Take Profit:

    Take profit ke liye pattern ke sabse down wale area Jahan se pattern Ka aagaaj Hota Hai select Karen dusre profit ke liye break down point per pattern ke trend line Tak ke fail Karke Uske mutabik down side per position set Karen.

    Stop Loss:

    Rising veg pattern ke last swing high paste top loss ki position put Karen.

    Falling Wadge Pattern:

    Falling veg pattern rising veg pattern ka opposite hai aur yah bhi sem symmetrical triangle Jaisa hota hai but yah do trend line ke slop ki condition Mein Hota Hai Jab Kis Se metrical triangle horizontally Banna hota hai is pattern Mein trend line sabse down Hisse Mein Milta Hai falling veg pattern se price Jab Bhi break out Karegi to uska trend line up decide per Hoga falling veg pattern Chahe police friend Mein Bane job trend Mein yah pattern Hamesha police Hui Hoga yah pattern bhi rising Baje pattern Ki Tarah bahut jyada nakam hota hai aur iska Maloom karna bahut Mushkil hota hai albatta agar yah pattern kam price wale area stand ke bad banta hai to use time Iske acche result Ja sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12555875

    Trading With Rising Wadge Pattern:

    Falling wedge pattern trend line ke higher log ko Milte Hue downward side per Ek slop ki shape Mein banta hai yah Bike ka signal Deta Hai Jab Bhi price pattern ke bahar upward side per trade kar rahi ho Jab price pattern se break out kar Jaaye to Ek candles chhodkar market mein bye trade se entry Karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	22
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12555876

    Take Profit:

    Take profit ke liye falling veg pattern ke aagaaj ka sabse top area select Karen pattern ke lower side per break out Tak Ka Faisla Maiyar Karke Uske mutabik dusra take profit set krain.

    Stop Loss:

    Stop loss ke liye pattern ke sabse lower side Jahan se pattern ka last swing Hua Hai ka area muntkhib Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important Information About Wadge Chart Pattern in Forex Market.

    Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun ki aap khairiyat se honge aur aap market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki hamen market mein achcha kam karne ke liye jyada se jyada knowledge aur experience ki jarurat hoti hai hamare pass is business ka jitna achcha experience Hoga hamen uska knowledge bhi achcha milega agar Ham ismein without experience aur knowledge ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi regular hamen is business mein kam karte rahana important hai.

    What is the wadge chart pattern

    Wadge chart pattern market mn bahut achcha work karta hai yah chart bahut jyada price area ke ya FIR bahut kam lo price area ke really mm ata ha yah ek trends revarsal pattern mn jis mn hum menat kr k market se achcha knowledge Le sakte hain jaisa ki hamen pata hai ki hamen market mein kam karne ke liye hamesha hamen experience aur knowledge ki jarurat Hoti hai jitna achcha Ham market mein kam karenge hamen uska utna Hi achcha fayda bhi milta hai without experience aur knowledge ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi regular hamen is business ko time dete rahana important hai.

    Click image for larger version

Name:	images (56).jpeg
Views:	2
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12419728

    Trading wadge chart pattern

    Koi be pattern ha os mn kam krne k liye hume knowledge ki zahrorat Hoti ha Ham is business mein jitna achcha kam karenge hamen kamyabi milegi aur ismein hamen jaldbaji Nahin Karni hoti hai hamen ismein Sabra ke sath work karna hota hai agar Ham ismein risk jyada lenge to hamen nuksan ka samna karna padega achcha profile lene ke liye hamen ismein acche experience ki jarurat Hoti hai Ham ismein proper knowledge lekar kam karenge to hamen kamyabi milegi jaisa ki Ham jante Hain ki yah business hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein Ham mehnat karke bahut hi achcha kam kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (49).png
Views:	22
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12419729
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X