Explanation about Double Bottom Chart Pattern...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Explanation about Double Bottom Chart Pattern...

    Double Bottom Chart Pattern.

    Dear forex members Forex Market mein double bottom tab hi banta hey jab price uper se nichey ki taraf move karne ke mood mein ajati hey aur is trha se aik double Bottom nichey se bhi banta hey jisko hum Reversal Double Bottom kehtey hein aur reversal double bottom us waqat banta hey jab price nichey se uper ki taraf mood mein ajati hey isliye hamen chahiye keh isko always find kartey rahen kioun keh yeh jab bhi market mein banti hey to market mein hamen aik achi trade dekhne ko mil jati hey aur hum market mein aik achi trade karne ke qabil ban saktey hein yeh ham daily basis par H1 ke chart par bhi find kr saktey hein aur uske ilawa agar hum H4 ka chart dekhen to us mein hamen weekly dekhne ko milti hey aur yeh kafi acha aur profitable pattern he isko hamen kabhi bhi miss nahin karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	bottom1.png
Views:	5
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12431792

    How to understand the Double Bottom Chart Pattern.

    Dear friends Chart me double bottom key 2 hi bannty hey jes ko understand karna zarori hay, double top bottom ka indication ye hota hay key market ki M ki shakal me movement kar leti hay aur resistance level 2 times try karny key bawajood be break nahi hota aur market 1st top level ko break karny me nakam ho jaye to es ko double top pattern kaha jata hay aur jab market support level ko 2 times break na kary aur W ki shakal me movement karny key bad per se market up side me move kary to ye double bottom samja jata hay, M aur W shape me market ki movement ko double top aur bottom movement samjy jaty hey jo key technical analysis key ley bahot hi powerful tasawar key jaty hey, large time frame me agar market long period key bad M aur W shape banaye to ye yakeen key sath technical point of view se double top aur bottom pattern hi hota hay jes ko follow karna technical analysis par yakeen karny waly traders zarori samjty hey, simple words me double bottom levels strong bearish trend ka indication hota hay aur double top pattern M shape ka hota hay jo key strong bullish trend ki taraf eshara karta hay hamy es ko zaror follow karny ki kohsish karni chaye, market ka news se be zaror jaiza leya karen magar sath me double top aur bottom levels ko be follow karny ki koshish karni chaye ye bahot hi powerful technical signals hoty hey jo acha profit de sakty hey.

    Click image for larger version

Name:	bottom2.jpg
Views:	2
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12431793

    Explanation about Double Bottom Chart Pattern.

    Dear doston jab market Mein double bottom pattern banta hai to usmein market ki movement Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ke sabse pahle market Ek button level per Chali jaati hai aur uske bad market correction karne Thodi Si movement karti hai aur aur bottom level se upar Kuchh Den Kuchh der tak rahti hai aur FIR Kuchh time ke bad market FIR bottom level Tak jaati hai aur donon bottom level Ke Darmiyan Kuchh gap Hota Hai Jab second time market but I'm level par jakar FIR Upar ki taraf movement karti hai to aap picture Mein dekh sakte hain ki Iske 2 different bottom with gap Ban Jaate Hain isko double bottom pattern Kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	bottom3.png
Views:	3
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12431794

    اب آن لائن

    Working...
    X