Introduction
Send Karne Ki Kya Kam bhi kar rahe hain aaj main aapko pahle dekhne ka office Lekar ki taraf Chalte HainForex trading market main jab bhi pivot points ki baat ki jati hai, to ye trading k dowran bohut ziada madadgar sabit hote hen. Forex Pivot Points technical indicators hen, jo traders ko ye batane main help karte hen, k aya forex market ka trend deye gaye timeframe k muqabele main kitna bullish ya bearish hai.
Forex Pivot Points ka hisab pechle din k prices k high, low aur close k hisab se lagaya jata hai. Forex Pivot Points ki afadeyat aglay din main hoti hai, jab bhi prices pivot point k upper side par trade kar rahi hoti hai to ye bullish hoti hai jab k pivot point k nechay se trading bearish hoti hai.
Pivot points indicator ki basic main shumar ki jati hai, uss main aam tawar par degar support aur resistance levels shamil hote hen, jo pivot point k hisab par mabni hote hen. Pivot points k ye levels traders ko mumkina prices k support aur resistance levels ki talash karne madad deti hai.
Iss k elawa agar pivot point k levels se agar prices barh jati hai to iss ka matlab hota hai k maojoda trend issi semat main mazzeed agay jane ka imkaan ziada hai. Pivot point trend lines, Fibonacci levels, RSI, EMA, moving averages, candlestick formations aur dosre indicators se mushabehat rakhta hai.
Pivot Point Explaination
Pivot point ko sahi tareeqay se lago karne par prices ki overall trend aur trend ki tabdeeli ko moasar tareeqay se istemal kia ja sakta hai. Pivot point mustaqil main prices ki support aur resistance zone ki prediction k leye pechle din ki candles ki high, low aur close prices ka istemal karte hen. Pivot points ka sahi istemal trading main bohut ziada faidamand sabit ho sakte hen.
Pivot points ka istemal dosre technical tools k sath istemal karne par ye aik hi wawat main market main bohut ziada aur achanak buying aur selling ki nishan-dahi karne main madad kar sakte hen, jo forex traders k leye profit aur prices ka breakout honne ka saba bante hen. Pivot points ko har aik timeframe main istemal kia ja sakta hai, aur forex traders ko entry, exit aur stop loss lagane main madad deti hen.
Jahan aik day trader daily trading k leye har din pivot points ka hisab lagane k leye minutes, hourly aur daily chart ka istemal karta hai, aik swing trader har hafte k leye pivot point ko istemal karne k leye daily, weekly aur monthly data ko analyse karta hai. Dilchasp baat ye hai k bare level k investors bhi pivot points ka faida utha sakte hen aur anne wale saal k leye aham levels ka andaza lagane k leye salana data istemal kar sakta hai.
Pivot Points Calculation
Pivot points prices k leye support aur resistance levels ki indication detti hai iss waja se pivot point k centre price se upper levels ko "R" se jab k lower prices ko "S" se zahir kia jata hai, jaise R1, R2, R3 aur S1, S2, S3.
Pivot point k sab se zarori levels main pehli resistance level "R1", pehli support level "S1" aur asal pivot point level shamil hai. R1 aur S1 k darmeyan fasela aam trading range ko zahir karti hai.
Dosre pivot points k levels aam trading range k upper aur lower sides tak pheli howe hoti hai. Jab bhi prices ki movement "R2" ya "R3" tak pohunch jati hai, to market ki ye condition overbought zone hoti hai. Jab prices ki movement "S2" ya "S3" tak jati hai to ye condition oversold zone ban jati hai. In levels main traders market main entry ki bajaye trades ko exit ya close karna ziada tarjeeh deta hai.
Pivot point k levels malom karne k leye pehle main pivot point ki calculation ki jati hai:
Pivot Point (PP) = (Daily High + Daily Low + Close) / 3
Pehle pivot point ki calculation karne k baad wale pivot points ko malom kia jata hai.
Calculating the First Pivot Resistance and Support
R1 = (2 x Pivot Point) – Daily Low
S1 = (2 x Pivot Point) – Daily High
Calculating the Second Pivot Support and Resistance
R2 = Pivot Point + (Daily High – Daily Low)
S2 = Pivot Point – (Daily High – Daily Low)
Calculating the Third Pivot Point Support and Resistance
R3 = Daily High + 2 x (Pivot Point – Daily Low)
S3 = Daily Low – 2 x (Daily High – Pivot Point)

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим