Role of Economic factors in Trading Feild.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Role of Economic factors in Trading Feild.
    Assalamu Alaikum dear members aapko pata hai ki Forex trading market me different factors market ko negatively or positively effect kar rahe hote Hain Jab aap market mein study karte hain to aapko yah Idea milta hai ki market mein different factors isko bahut jyada effect kar sakte hain Jab aap iski study karte hain to aapko yah bhi Idea milta hai ki ismein economic factor bahut hi important roll play kar rahe hote Hain Jo ek bahut hi important matter hota hai aur iski base per aapko bhi careful rahana chahie aisi kuchh details aapse share karta hun.

    Economic Factors

    Basically wo factors hote hain jinki vajah se Kisi bhi country ki sel aur purchase mein difference hota hai aur iski total income per effect ho raha hota hai Jab aap Kisi bhi country ki cash income samri ko find out karte hain to usmein aapko yah information available hoti hai ki use country mein kitni darna aur ho rahi hai aur uska company aur use country ko kitne benefits available ho rahe hain Jab bhi aap aisi situation ko study karte hain to usmein aapko definittely bahut jyada fayda mil sakta hai aur unki vajah se aapko bahut hi important decision making karne ke liye ek achcha platform available ho sakta hai.

    1 : Monetary Policy

    Jab Ham market mein aise factors ki study karte hain to ismein hamare pass different important factors available hote Hain Jab ham monetary policy ki study karte Hain to yah ek bahut hi most important factor hota hai jo Kisi bhi country ki liye bahut hi important roll play kar raha hota hai aur inflation ko control karne ke liye one of the best platform hota hai dear members Jab Kisi bhi country mein interest rate ko increase aur decrease Kiya jata hai to isko sabse jyada inflation control purpose ke liye istemal Kiya jata hai aur is vajah se market mein bahut jyada ho sakti hai.

    2 : Demand and Supply

    Demand and supply bhi ek aisa important factor hota hai jiski vajah se market mein aap aasani se apni decision making kar sakte hain aur is vajah se aapko prices mein increment aur decrease dekhne ko Mil sakta hai jiski vajah se aapko market mein government observe ho sakti hai isliye Forex trading market mein working karte hain aapko demand level aur supply level ko bhi acchi tarah focus karna hota hai aur inse properly attach rahana hota hai.

    3 : Gross Domestic Product

    Jab Koi country apni income ko find out karta hai to ismein different factors iski income ko increase kar rahe hote hain sabse important item Jo Kisi bhi country ki income ko increase kar raha hota hai vah uski gras Domestic Product hoti hain Jab Kisi country mein bahut jyada import aur exports hoti hain to use vajah se uski grass domestic products ki income mein bahut jyada increment dekhne ko milta hai aur yah kaisa hai jo aapki currency ko perfect banane mein important roll play karta hai jis vajah se market mein aapki currency kafi strong ho sakti hai aur iski acchi movement dekhne ko Mil sakti hai.

اب آن لائن

Working...
X