Bullish breakaway VS Bearish breakaway pattern ka tafseeli jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish breakaway VS Bearish breakaway pattern ka tafseeli jaiza
    Bullish breakaway pattern
    Bullish break away ik reversal pattern hai jo both bullish or bearish trend ma occur kar sakta hai. Commonly trader ko ye dakhny ko mela hai k ye pattern bullish reversal ko indicate karta hai. But kuch cases ma trader agr en par sell ki trade ko open kar ley to wo profit hasil kar sakta hai . ye pattern downtrend ma appear hota ha aur market ma bullish reversal ki prediction daita ha, pattern ko confirm karnay kay liay hmain is ma kuch conditions daikhni hoti hain jin ma sa pehli condition ye hoti ha kay pattern ma bnnay wali candles ma sa pehli candle long bearish hoti ha, next three candles spining top hoti hain jin ma sa 2nd aur 4rth candle bearish hoti hain jo pattern ko confirm karti hain, 2nd candle apnay aur first candle kay darmian gap create karti ha, pattern ki fifth candle long bullish hoti ha jo pehli 2 candles kay body gap ma close hoti ha, pattern ma appear honay wali first bearish candle downtrend ki presence ka btati ha jb k next three candles bearish price swings ki strength loose honay ka signal daiti hain aur fifth candle bullish control aur reversal ko zahir karti ha,
    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	8
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12555769
    Bearish breakaway pattern
    Bearish breakaway pattern up trend k end ma nazar ata hai or ye predict karta hai k market ka current trend end hony wala hai. Es pattern ki pehle candlestick long or bullish hoti hai jo market ko up move karwa deti hai or ye indication deti hai k market ma bullish force strength ma hai . ye pattern uptrend ma appear hota ha aur bearish reversal ka signal daita ha, is pattern ki pehli candle large bullish hoti ha jab kay next three small spining top hoti hain inki real body small hoti ha, 2nd candle gap create kar kay open hoti ha aur tjird candle bearish ya bullish dono ma sa koi aik ho sakti ha, pattern ki fifth candle long bearish hoti ha, is pattern ma first bullish candle market ma uptrend ko confirm karti ha jb k agli small bullish candles bulls k control loose karnay ka signal daiti hain aur fifth candle trend ki opposite direction ma banti ha jo reversal ko confirm karti ha
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	12
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12555770
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish breakaway VS Bearish breakaway pattern ka tafseeli jaiza

    Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun ki aap khairiyat se honge aur Market mein aap achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen bar kam karna hota hai agar Ham usmein without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi to hamen Apne hamesha mein acche varg se milati hai jismein hamen log ke sath kam karna hota hai achcha experience Lena hota hai tabhi Ham kamyabi ho sakte hain.

    What is the bullish breakaway and bearish breakaway

    All Forex number bullish break away eik reversal candle pattern ha Jo k bullish ur bearish break k occur k bad banta ha humne ismein kam karne ke liye chahie ki Ham market mein pahle achcha knowledge Le aur uske bad Ham kam Karen to hamen bahut hi aasani se kamyabi milegi agar Ham without experience aur knowledge ke ismein kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi daily hamen market mein kam karna hota hai daily hamen market ka watch Karke kam karna chahie life kam karna chahie main kamyab milegi hamen indicator ko bhi follow karna important hai.

    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	26
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12419637

    [B]Trading breakaway candlestick pattern

    All forex member trading ke liye important hota hai ki Ham present ke liye rul ko follow karke kam Karen to hamen kamyabi milegi market mein hamen breakout ka wait krna hota ismein hamen daily analysis ko follow karna hota hai anil se usko follow karke Ham kam karenge to hamen kamyabi milegi hamen ismein market mein life kam karna hota hai tabhi hamen kamyabi bhi milegi yah hamare liye sabse achcha business hai jismein ham online work Karke Paisa Kama sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	18
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12419638
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X