What is meant by High Wave Candle?
High wave candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo ky prices ky zada tar mojoda trend main continuation ka reason banti hai. hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. High wave candle chart pattern per aksar market me aik choti si candle show ho rahi hoti hai, jis ka ohper aur nechay aik lamba shadow hota hai. Ye candle small real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close aik dosre k near hota hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se market ki position k mutabiq apna situation change karti hain.
Working :-
High wave candle aik single day small candle hai, jis main prices din k start me open hone k bad aik small real body main up ya down close hoti hai. Price chart par buyers aur sellers market main same power main hote hein, ya un ki assets main interest less hoti hai, jis se prices aik time frame k during ohper aur nechay jane ka baad vapis apni pehli wali position k near close ho jati hai. Ye aik choti real body wali bullish ya bearish candle hoti hai, jo k trend k according apni boundary ko change karti hai. Ye candle prices k top ya bottom par strong trend reversal ka reason banti hai.
Identification :-
Ye candlestick pattern hamain market main esi conditions kay baray main inform krti hai jin main pair ki values ya prices ko check krna difficult ho jata hey, is tarah ki condition main na sellers side ko market ki clear indication ho rahi hoti hey aur na hi buyers side ko, is situation main supply aur demand ki forces aik jasi hoti hain, ye pattern two variations main appear hota hey, jin main bullish high wave aur bearish high wave included hain, jab ye pattern high volume par banta hay to market main prices ki harkat kay baray main confusion show ho rahi hoti hay.
Use of Candle :-
Candle k bad trend ki confirmation ka candle ka hona important hai jo k real body main hona chahiye. Ye single candle pattern hony ki vaja se trend ki confirmation CCI indicator ya phr stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jis me value overbought aur oversold zone main honi chaheye. Stop loss candle k sab se top ya bottom se trend reversal k mutabiq 2 pips nechy ya ohper adjust kia ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим