Assalamu alaikum, Dear members umeed hai k aap sab thik honge aur forex market mein trading ke sath learning per bhi focus kr rahe honge kyunki agar aap Pakistan Forex mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko apni learning ko bahut jyada perfect banana hoga, tou jitni acchi aap ki learning hogi utna hi achcha aapko profit hoga. isliye tou sb traders se request hai ki market ko seriously Le aur learning karke trading Kare Taki aap daily base per bahut achcha profit lay saky gym. aaj main aapke sath trading ke bahut hi important term share karna chahta hun ummid hai ki aap sabko achi tarah jiski acche se samajh ayegi.
GOLDEN CROSS IN TRADING:
Golden cross per 50 moving average line ko niche se upar ki tarah cross above karti hai.50 ki moving average less period ki average hai isliye 200 moving average se pahle aur jyada movement 50 moving average ki hoti hai aur yah market price k long Bullish trend ka signal deta hai.
MOVING AVERAGE:
Moving average ak simple indicator hai jo past market price ki average ko ek line se represent karta hai.Different traders is indicator ko different technique ke sath use karte hai.aaj main aapko moving average ki long term trade ki strategy bataunga Jo traders ke darmiyaan kafi famous strategy hai. Is strategy main trader ko 50 period ki moving average aur 200 periods ki moving average ko different colour mein pahchan ke liye draw karta hai. 50 ki moving average 200 ke moving average ko 2 tarah ke cross karti hai.
TRADING WITH GOLDEN CROSS:
Jb Golden cross Ho jaaye to iska bad trader ko buy ki trade active karne chahiye. trades ko stop loss or take profit ke liye support and resistance level ko ya technical indicator ko use karke place karna chahie.
DEATH CROSS:
Death cross mein 50 period moving average 200 period moving average ko upar se niche ki taraf cross down karta hai .Aur long downtrend start ho jata hai.
TRADING WITH DEATH CROSS:
Death cross per trader ko sell ki trade active karni chahieye. Trader ko stop loss or take profit ke liye support and resistance level ko ya technical indicators ko use karke place karna chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим