Forex trading mein agar aap Technical Analysis complete karna chahte hain, tu is main aapko major and minor levels ki study krna hoti hai. Basically ya strong support level aur resistance level ko major levels kaha jata hai or us sa weaker support level aur resistance level ko minor level kaha jata hai.
Definition of Breakout
Dear forex traders and members jab market aik specific point / level ko break krti hai or us Point ko cross kar jati hai, tu aap isko forex trading market main breakout ka name sa janty hain. Breakout ki study jab aap krty hain, tu aapko is main major level or minor levels ki identification krna hoti hai. Is main following information aap kay liye helpful ho sakhti hain jo Profit ko increase krwa sakhti hain.
Level's Breakout
Dear forex traders and members jab aap support level ko study krty hain , tu is main aapko major support or minor support ko carefully identify aur recognize krna hota hai. Kunk jab aap support level kay Breakout per entry laty hain, tu ismein aapko hamesha bahut achi entry hasil krna hoti hai. Support levels per agar kei entry lena chaty hain, tu aapko hamesha isk breakout ko carefully consider krna hota hai aur apni working main shamil krna hota hai.
Major and Minor Resistance Breakout
Dear traders and members Jab market upwards movement krti hai, tu ismein aapko hamesha bahut zyda careful hokar apni working krna hota hai, specially jab aap resistance level per apni kei entry laty hain, tu ismein aapko breakout sa related bahut zyda conciliatory deceision Making Process krna hota hai. Jab ap breakout ko carefully focus krty hain, tu ismein aapko hamesha maximum advantages available ho sakhty hain, aur aap satisfied ho sakhty hain.
Fake Breakout
Dear members Jab aap breakout ko study krty hain, tu ismain aapko real Breakout aur fake breakout ko apny mind main focus krna hota hai. Fake breakout aik important factors hota hai, Kunk sometime market main fake breakout hota hai, jis ki waja sa aapko maximum problem ho sakhty hain. Real Breakout ko recognize krny kay liye aapko kisi b bary timeframe main closing ka intezar krna hota hai. Agar H4 ya phr daily basis wali candlestick ki closing breakout ki confirmation kr deti hai, tu aap achi entry la sakhty hain.
Trade Interpretation
trade krty huye different factors ki interpretation ko samjna zarori hota hai. Jab aap real Breakout per trade laty hain, tu ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain, liken is ka liye sb sa phly aapko confirmation krna hoti hai aur usk bad aapko entry lena hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим